SlideShare a Scribd company logo
1 of 10
Download to read offline
Mazeed haroof
ki
tashkeel ki zarorat
Maqsood Hasni
Abuzar Barqi Kutab'khana
july 2016
Moawan anasar kay paish'nazar mazeed
haroof ki tashkeel ki zarorat
Izharar kay bonyadi doo zariay hain:
1- Guftagu
2- Tehreer
In donoon zaray kay zariay kisi na' kisi
zoban ka wasila ikhtayar karna parta hai.
Zoban izhar kay hawala say, alfaz say
tarkeeb pati hai aur alfaz aawazoon
(alphabet) say bantay hain. Her lafz apnay
samaji, moashi, tehzibi aur siyasi daeray
aur kur ray main rehtay howay mafaheem
hasil karta hai. Lazam nahain kah kisi
dosray halqay/daeray/kuray main mohajrat
kay baad lafz ki tarkibi haiti aur mafhomi
surat bahal aur baqar rahay.
Bolnay sonay aur parnay wala in zara ay ko
on kay bonyadi mafaheem kay motabaq
apni tehreer aur taqreer main istamal karta
hai. Mazay ki baat yah kah is main danistagi
ka bohat hi kam amal dakhal hota hai.
Ta'ham woh apnay mozo kay hawala say os
kay istamali mafaheem say zaroor aagah
hota hai kayoon'kah woh samnay bhi hotata
hai. Os ki bonyadi koshesh hoti hai kah jo
woh kehna chahta hai sonay ya parhnay
wala aasani say samjh aur jansakay. Ossay
is amar say qatee gharaz nahain hoti kah
faqray ki nahvi surat kaisi hai kayoon'kah
baat auroon taak ponchana hi os ka
bonyadi aur aakhri maqsad hota hai.
Asal sawal yah othta hai kiya alfaz baat ko
os kay asal mafaheem kay motabaq auroon
tak ponchanay main kafi hotay hain ya in
kay hawala say baat auroon ki samjh main
aa jati hai?
Jawab yaqinun nafi main ho ga. Is moamla
main kuch aur chizain bhi dar kar hoti hain
jin ka malahza layaeni aur bai'maeni nahain
hota. Maslan:
1- Lab-o-lehja
2- Guftagu ka andaz
3- Asloob--e-takallam
4- Boltay waqat bolnay walay ki
nafsyati kaifiat aur halat
5- Sonay walay ki sontay waqt
nafasyati kifiat
6- Moqa mohal aur majavza mahool
7- Saiyaq-o-sabaaq
8- Bolnay walay ki boltay samay body
language
9- Cehray kay ta'asraat
(face impressions)
10- Baat kartay waqt hathoon waghera
kay isharay
11- Direct aur indirect guftagu ka
farq
12- Guftagu ka motalaq ya na'motaluq
hona
Indirect guftagu ki surat main alfaz tarjamay
ki surat ikhtayar kar laitay hain. Diwaar kay
os par say soni gaee guftgu kay alfaz kitnay
hi wazay kayoon na hoon, mafhoon kay
hawala say abhaam baqi rehta hai. Is ki
waja yah hai kah guftagu ka moqa mohal,
mahool, noeat, zarorat, (bolnay walay ki)
body language, chehray kay ta'asraat aur
hathoon wagherah ki naqal-o-harqat
samany nahain hoti. Is qisam ki guftagu
ghalt fehmi ka sabab ban jati hai ya ban
sakti hai.
TV ya radio par chalnay walay darmay kay
sath saz aur mukhtalif aawazoon ka istamal
kayoon kiya jata hai. Is ki waja is kay siwa
kuch nahain kah alfaz mafafaheem ko
wazay karnay kay liay kafi nahain hotay.
Darust tafheem kay liay in moawan anasar
ka hona az'bas lazam hai.
Tehreer apni haqiqat main guftagu hi hoti
hai. Tehreer ki surat main ramooz . , - ! ? : '
" hairitaya sawaliya kay liay!? Ka
istamal hota hai) istamal main latay hain.
Ramooz dar'haqiqat tehreer ka moawan
mafhomi libas hain. Qari ya samay kitna hi
zahein-o-fatein kayoon na ho, tehreer kay is
moawan mafhomi libas ki zoban say aaga
hota hai.
Samay guftagu main samay guftagu
koninda ki boday language kay sath sath os
kay cehray kay ta'asraat aur guftagu say
motalqa sign language waghera ko bhi
malahza kar raha hota hai. Samjhnay kay
hawala say koee bhi chook mafaheem main
gomrahi ka rasta nikal sakti hai. Goya
guftagu main basarat aur basirat kay sath
sath samaati tour bhi tafheem ka fariza
amjam day rahi hoti hai. Sama at say
mehroom shakhas basarat say donoon
kaam lay raha hota hai. Yahi surat basarat
say mehroom shakhas ki hoti hai. Woh
sama'at say donoon kaam lay raha hota hai.
Aisi surat main yah donoon hisain ziyada
motharak ho jati hain. Sar Sar ki aawaz
sonaee daiti hai laikin kuch nazar nahai aa
raha hota. Basarat kay hawala say khatray
ka andaza ho jata hai kah ether kidhar
kahein sanp hai. Kachray kay dhair kay
opar harkat hoti hai jis say andaza hota hai
kah is dhair kay nichay koee jan dar cheez
harqkat kar rahi hai. Ta hum yah omomi
baat nahain. Ziyada tar log in donoon
hisoon kay malik hotay hain. Yah baat teh
samji jani chahiay kah alfaz tafheem kay
moamla main kafi nahain hotay. Darust
tafheem kay liay moawan anasar ka hona
yaqnun lazam hai.
In moawan anasar kay paish nazar in ke
hawala se aur in ki zarorat ke paish nazar
bhi, mazeed haroof ki tashkeel o tarkeeb ka
kaam abhi baqi hai aur is janib koee
khatir'kha tavajo nahain di gaee. Maslan
monh say kuch nahain kaha jata laikin
baithnay ya chalay janay kay liay isharay ka
istamal aam hai. In donoon isharoon kay
liay koee haroof tashkeel nahain pa'ay
halankah yah puri shidat kay sath mostamal
hain. Isharoon kay zimun main un'gint
misalain paish ki ja sakti hai.
Wed Sep 23, 2009 4:37 pm
http://www.forumpakistan.com/moawan-anasar-kay-paish-
nazar-mazeed-haroof-ki-tashkeel-t35881.html#ixzz4GIDRh
PD

More Related Content

What's hot

URDU HAIKU HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT, EaK MOTALAH
URDU HAIKU  HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT,  EaK MOTALAH  URDU HAIKU  HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT,  EaK MOTALAH
URDU HAIKU HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT, EaK MOTALAH maqsood hasni
 
Manpasand shadi karne ke liye wazifa
Manpasand shadi karne ke liye wazifaManpasand shadi karne ke liye wazifa
Manpasand shadi karne ke liye wazifaAmal Dua For Love
 
Urdu sad shayari with meaning
Urdu sad shayari with meaningUrdu sad shayari with meaning
Urdu sad shayari with meaningAarushi Sharma
 
قومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہے
قومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہےقومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہے
قومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہےmaqsood hasni
 
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena main
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena mainUrdu tarikhi, adbi aur lisani aaena main
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena mainmaqsood hasni
 
Zindagi thamb gayi
Zindagi thamb gayiZindagi thamb gayi
Zindagi thamb gayitutorpb
 
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.touqeerabbas
 
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana haiMasoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana haimnqureshi226
 
Khudi na bach gharibi main naam paida kar
Khudi na bach  gharibi main naam paida kar Khudi na bach  gharibi main naam paida kar
Khudi na bach gharibi main naam paida kar maqsood hasni
 
Geet Aur Zaboor Lyrics
Geet Aur Zaboor LyricsGeet Aur Zaboor Lyrics
Geet Aur Zaboor LyricsMasihi Web
 
Geet aur Zaboor Lyrics
Geet aur Zaboor LyricsGeet aur Zaboor Lyrics
Geet aur Zaboor LyricsMasihi Web
 
Let's come to learn grammar
Let's come to learn grammar Let's come to learn grammar
Let's come to learn grammar Aneel-k Suthar
 

What's hot (20)

Hayat e Goraizaan
Hayat e GoraizaanHayat e Goraizaan
Hayat e Goraizaan
 
URDU HAIKU HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT, EaK MOTALAH
URDU HAIKU  HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT,  EaK MOTALAH  URDU HAIKU  HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT,  EaK MOTALAH
URDU HAIKU HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT, EaK MOTALAH
 
Urdu
Urdu Urdu
Urdu
 
Manpasand shadi karne ke liye wazifa
Manpasand shadi karne ke liye wazifaManpasand shadi karne ke liye wazifa
Manpasand shadi karne ke liye wazifa
 
Urdu sad shayari with meaning
Urdu sad shayari with meaningUrdu sad shayari with meaning
Urdu sad shayari with meaning
 
قومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہے
قومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہےقومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہے
قومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہے
 
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena main
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena mainUrdu tarikhi, adbi aur lisani aaena main
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena main
 
Insan
Insan Insan
Insan
 
Poems
PoemsPoems
Poems
 
Zindagi thamb gayi
Zindagi thamb gayiZindagi thamb gayi
Zindagi thamb gayi
 
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
 
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana haiMasoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
 
Khudi na bach gharibi main naam paida kar
Khudi na bach  gharibi main naam paida kar Khudi na bach  gharibi main naam paida kar
Khudi na bach gharibi main naam paida kar
 
Geet Aur Zaboor Lyrics
Geet Aur Zaboor LyricsGeet Aur Zaboor Lyrics
Geet Aur Zaboor Lyrics
 
Lafz Hind ki kahani
Lafz Hind ki kahaniLafz Hind ki kahani
Lafz Hind ki kahani
 
Geet aur Zaboor Lyrics
Geet aur Zaboor LyricsGeet aur Zaboor Lyrics
Geet aur Zaboor Lyrics
 
Angraizi (1)
Angraizi (1)Angraizi (1)
Angraizi (1)
 
Let's come to learn grammar
Let's come to learn grammar Let's come to learn grammar
Let's come to learn grammar
 
Pyar pane ka wazifa
Pyar pane ka wazifaPyar pane ka wazifa
Pyar pane ka wazifa
 
Zaboor 84
Zaboor 84Zaboor 84
Zaboor 84
 

Similar to Mazeed haroof ki tashkeel ki zarorat

Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanain
Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanainAwazain Alfaz Ishtarak Aur zobanain
Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanainmaqsood hasni
 
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
 BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?  BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT? maqsood hasni
 
MAREEZ KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
MAREEZ  KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTAMAREEZ  KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
MAREEZ KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTAmaqsood hasni
 
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas ayaEk walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas ayaalihussnain
 
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAHARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAHmaqsood hasni
 
Amel Ki Categeory (Darjat)
Amel Ki Categeory (Darjat)Amel Ki Categeory (Darjat)
Amel Ki Categeory (Darjat)guest77eb26
 
Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho
Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad hoWo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho
Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad hoMuhammadAhsanProfile
 
Sant velentain jodon ka sanrakshak.
Sant velentain   jodon ka sanrakshak.Sant velentain   jodon ka sanrakshak.
Sant velentain jodon ka sanrakshak.Martin M Flynn
 
Sikh Silsala-Eak Motala
Sikh Silsala-Eak Motala Sikh Silsala-Eak Motala
Sikh Silsala-Eak Motala maqsood hasni
 
Admi, Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?!
Admi,  Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?! Admi,  Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?!
Admi, Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?! maqsood hasni
 
New text document
New text documentNew text document
New text documentShaik Uddin
 
URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA MASLA
URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA  MASLA URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA  MASLA
URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA MASLA maqsood hasni
 
Angraizi ke urdu par lisanyati asraat
Angraizi ke urdu par lisanyati asraatAngraizi ke urdu par lisanyati asraat
Angraizi ke urdu par lisanyati asraatmaqsood hasni
 
Jabr, Zindagi, Insan aur Asri taqazay
Jabr, Zindagi, Insan  aur  Asri taqazayJabr, Zindagi, Insan  aur  Asri taqazay
Jabr, Zindagi, Insan aur Asri taqazaymaqsood hasni
 
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zaroori
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zarooriPaaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zaroori
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zarooriSalim Rawat
 
Prof. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeri
Prof. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeriProf. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeri
Prof. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaerimaqsood hasni
 
Love makes life beautiful (hindi)- A story by AJit Sahoo
Love makes life beautiful (hindi)- A story by AJit SahooLove makes life beautiful (hindi)- A story by AJit Sahoo
Love makes life beautiful (hindi)- A story by AJit SahooAJit Sahoo
 
Valentile special
Valentile specialValentile special
Valentile specialmudepradeep
 

Similar to Mazeed haroof ki tashkeel ki zarorat (20)

Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanain
Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanainAwazain Alfaz Ishtarak Aur zobanain
Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanain
 
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
 BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?  BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
 
MAREEZ KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
MAREEZ  KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTAMAREEZ  KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
MAREEZ KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
 
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas ayaEk walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
 
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAHARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
 
Amel Ki Categeory (Darjat)
Amel Ki Categeory (Darjat)Amel Ki Categeory (Darjat)
Amel Ki Categeory (Darjat)
 
Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho
Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad hoWo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho
Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho
 
Sant velentain jodon ka sanrakshak.
Sant velentain   jodon ka sanrakshak.Sant velentain   jodon ka sanrakshak.
Sant velentain jodon ka sanrakshak.
 
Sikh Silsala-Eak Motala
Sikh Silsala-Eak Motala Sikh Silsala-Eak Motala
Sikh Silsala-Eak Motala
 
Admi, Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?!
Admi,  Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?! Admi,  Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?!
Admi, Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?!
 
New text document
New text documentNew text document
New text document
 
URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA MASLA
URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA  MASLA URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA  MASLA
URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA MASLA
 
Angraizi ke urdu par lisanyati asraat
Angraizi ke urdu par lisanyati asraatAngraizi ke urdu par lisanyati asraat
Angraizi ke urdu par lisanyati asraat
 
Jabr, Zindagi, Insan aur Asri taqazay
Jabr, Zindagi, Insan  aur  Asri taqazayJabr, Zindagi, Insan  aur  Asri taqazay
Jabr, Zindagi, Insan aur Asri taqazay
 
LOVE SHAYARI
LOVE SHAYARILOVE SHAYARI
LOVE SHAYARI
 
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zaroori
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zarooriPaaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zaroori
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zaroori
 
Prof. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeri
Prof. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeriProf. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeri
Prof. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeri
 
Love makes life beautiful (hindi)- A story by AJit Sahoo
Love makes life beautiful (hindi)- A story by AJit SahooLove makes life beautiful (hindi)- A story by AJit Sahoo
Love makes life beautiful (hindi)- A story by AJit Sahoo
 
Mohabbat naama
Mohabbat naamaMohabbat naama
Mohabbat naama
 
Valentile special
Valentile specialValentile special
Valentile special
 

More from maqsood hasni

چودہ اگست اک دن ہے
چودہ اگست اک دن ہےچودہ اگست اک دن ہے
چودہ اگست اک دن ہےmaqsood hasni
 
مقصود حسنی کی نظمیں
مقصود حسنی کی نظمیںمقصود حسنی کی نظمیں
مقصود حسنی کی نظمیںmaqsood hasni
 
The languagr problem
The languagr problemThe languagr problem
The languagr problemmaqsood hasni
 
TWELVE SHORT STORIES
TWELVE SHORT STORIESTWELVE SHORT STORIES
TWELVE SHORT STORIESmaqsood hasni
 
منار زیست پر
منار زیست پرمنار زیست پر
منار زیست پرmaqsood hasni
 
دس واکا نظمیں
دس واکا نظمیںدس واکا نظمیں
دس واکا نظمیںmaqsood hasni
 
کیچڑ کا کنول منظومہ
 کیچڑ کا کنول  منظومہ کیچڑ کا کنول  منظومہ
کیچڑ کا کنول منظومہmaqsood hasni
 
پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار
 پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار
پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکارmaqsood hasni
 
Sailing stones of death valley
Sailing stones of death valleySailing stones of death valley
Sailing stones of death valleymaqsood hasni
 
چودہ ہائیکو
چودہ ہائیکوچودہ ہائیکو
چودہ ہائیکوmaqsood hasni
 
چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی
 چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی
چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافیmaqsood hasni
 
izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai
 izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai
izhar pr pabandigi khatar’nak hoti haimaqsood hasni
 
The World 50,000 Years Ago
The World 50,000 Years AgoThe World 50,000 Years Ago
The World 50,000 Years Agomaqsood hasni
 

More from maqsood hasni (20)

چودہ اگست اک دن ہے
چودہ اگست اک دن ہےچودہ اگست اک دن ہے
چودہ اگست اک دن ہے
 
مقصود حسنی کی نظمیں
مقصود حسنی کی نظمیںمقصود حسنی کی نظمیں
مقصود حسنی کی نظمیں
 
The languagr problem
The languagr problemThe languagr problem
The languagr problem
 
کچھ نظمیں
کچھ نظمیںکچھ نظمیں
کچھ نظمیں
 
زیادہ تر
زیادہ ترزیادہ تر
زیادہ تر
 
TWELVE SHORT STORIES
TWELVE SHORT STORIESTWELVE SHORT STORIES
TWELVE SHORT STORIES
 
منار زیست پر
منار زیست پرمنار زیست پر
منار زیست پر
 
Miracle of arts
  Miracle of arts  Miracle of arts
Miracle of arts
 
دس واکا نظمیں
دس واکا نظمیںدس واکا نظمیں
دس واکا نظمیں
 
کیچڑ کا کنول منظومہ
 کیچڑ کا کنول  منظومہ کیچڑ کا کنول  منظومہ
کیچڑ کا کنول منظومہ
 
پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار
 پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار
پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار
 
Pandora
PandoraPandora
Pandora
 
Japanese poetry
Japanese poetryJapanese poetry
Japanese poetry
 
Sailing stones of death valley
Sailing stones of death valleySailing stones of death valley
Sailing stones of death valley
 
چودہ ہائیکو
چودہ ہائیکوچودہ ہائیکو
چودہ ہائیکو
 
چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی
 چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی
چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی
 
طلاق
 طلاق طلاق
طلاق
 
izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai
 izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai
izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai
 
The World 50,000 Years Ago
The World 50,000 Years AgoThe World 50,000 Years Ago
The World 50,000 Years Ago
 
Adam-Ram’s bridge
Adam-Ram’s bridgeAdam-Ram’s bridge
Adam-Ram’s bridge
 

Recently uploaded

Crayon Activity Handout For the Crayon A
Crayon Activity Handout For the Crayon ACrayon Activity Handout For the Crayon A
Crayon Activity Handout For the Crayon AUnboundStockton
 
Planning a health career 4th Quarter.pptx
Planning a health career 4th Quarter.pptxPlanning a health career 4th Quarter.pptx
Planning a health career 4th Quarter.pptxLigayaBacuel1
 
Romantic Opera MUSIC FOR GRADE NINE pptx
Romantic Opera MUSIC FOR GRADE NINE pptxRomantic Opera MUSIC FOR GRADE NINE pptx
Romantic Opera MUSIC FOR GRADE NINE pptxsqpmdrvczh
 
Atmosphere science 7 quarter 4 .........
Atmosphere science 7 quarter 4 .........Atmosphere science 7 quarter 4 .........
Atmosphere science 7 quarter 4 .........LeaCamillePacle
 
Earth Day Presentation wow hello nice great
Earth Day Presentation wow hello nice greatEarth Day Presentation wow hello nice great
Earth Day Presentation wow hello nice greatYousafMalik24
 
How to do quick user assign in kanban in Odoo 17 ERP
How to do quick user assign in kanban in Odoo 17 ERPHow to do quick user assign in kanban in Odoo 17 ERP
How to do quick user assign in kanban in Odoo 17 ERPCeline George
 
ECONOMIC CONTEXT - LONG FORM TV DRAMA - PPT
ECONOMIC CONTEXT - LONG FORM TV DRAMA - PPTECONOMIC CONTEXT - LONG FORM TV DRAMA - PPT
ECONOMIC CONTEXT - LONG FORM TV DRAMA - PPTiammrhaywood
 
Hierarchy of management that covers different levels of management
Hierarchy of management that covers different levels of managementHierarchy of management that covers different levels of management
Hierarchy of management that covers different levels of managementmkooblal
 
Influencing policy (training slides from Fast Track Impact)
Influencing policy (training slides from Fast Track Impact)Influencing policy (training slides from Fast Track Impact)
Influencing policy (training slides from Fast Track Impact)Mark Reed
 
Types of Journalistic Writing Grade 8.pptx
Types of Journalistic Writing Grade 8.pptxTypes of Journalistic Writing Grade 8.pptx
Types of Journalistic Writing Grade 8.pptxEyham Joco
 
ECONOMIC CONTEXT - PAPER 1 Q3: NEWSPAPERS.pptx
ECONOMIC CONTEXT - PAPER 1 Q3: NEWSPAPERS.pptxECONOMIC CONTEXT - PAPER 1 Q3: NEWSPAPERS.pptx
ECONOMIC CONTEXT - PAPER 1 Q3: NEWSPAPERS.pptxiammrhaywood
 
What is Model Inheritance in Odoo 17 ERP
What is Model Inheritance in Odoo 17 ERPWhat is Model Inheritance in Odoo 17 ERP
What is Model Inheritance in Odoo 17 ERPCeline George
 
HỌC TỐT TIẾNG ANH 11 THEO CHƯƠNG TRÌNH GLOBAL SUCCESS ĐÁP ÁN CHI TIẾT - CẢ NĂ...
HỌC TỐT TIẾNG ANH 11 THEO CHƯƠNG TRÌNH GLOBAL SUCCESS ĐÁP ÁN CHI TIẾT - CẢ NĂ...HỌC TỐT TIẾNG ANH 11 THEO CHƯƠNG TRÌNH GLOBAL SUCCESS ĐÁP ÁN CHI TIẾT - CẢ NĂ...
HỌC TỐT TIẾNG ANH 11 THEO CHƯƠNG TRÌNH GLOBAL SUCCESS ĐÁP ÁN CHI TIẾT - CẢ NĂ...Nguyen Thanh Tu Collection
 
call girls in Kamla Market (DELHI) 🔝 >༒9953330565🔝 genuine Escort Service 🔝✔️✔️
call girls in Kamla Market (DELHI) 🔝 >༒9953330565🔝 genuine Escort Service 🔝✔️✔️call girls in Kamla Market (DELHI) 🔝 >༒9953330565🔝 genuine Escort Service 🔝✔️✔️
call girls in Kamla Market (DELHI) 🔝 >༒9953330565🔝 genuine Escort Service 🔝✔️✔️9953056974 Low Rate Call Girls In Saket, Delhi NCR
 
Procuring digital preservation CAN be quick and painless with our new dynamic...
Procuring digital preservation CAN be quick and painless with our new dynamic...Procuring digital preservation CAN be quick and painless with our new dynamic...
Procuring digital preservation CAN be quick and painless with our new dynamic...Jisc
 

Recently uploaded (20)

Crayon Activity Handout For the Crayon A
Crayon Activity Handout For the Crayon ACrayon Activity Handout For the Crayon A
Crayon Activity Handout For the Crayon A
 
Planning a health career 4th Quarter.pptx
Planning a health career 4th Quarter.pptxPlanning a health career 4th Quarter.pptx
Planning a health career 4th Quarter.pptx
 
Romantic Opera MUSIC FOR GRADE NINE pptx
Romantic Opera MUSIC FOR GRADE NINE pptxRomantic Opera MUSIC FOR GRADE NINE pptx
Romantic Opera MUSIC FOR GRADE NINE pptx
 
Atmosphere science 7 quarter 4 .........
Atmosphere science 7 quarter 4 .........Atmosphere science 7 quarter 4 .........
Atmosphere science 7 quarter 4 .........
 
Raw materials used in Herbal Cosmetics.pptx
Raw materials used in Herbal Cosmetics.pptxRaw materials used in Herbal Cosmetics.pptx
Raw materials used in Herbal Cosmetics.pptx
 
Earth Day Presentation wow hello nice great
Earth Day Presentation wow hello nice greatEarth Day Presentation wow hello nice great
Earth Day Presentation wow hello nice great
 
How to do quick user assign in kanban in Odoo 17 ERP
How to do quick user assign in kanban in Odoo 17 ERPHow to do quick user assign in kanban in Odoo 17 ERP
How to do quick user assign in kanban in Odoo 17 ERP
 
ECONOMIC CONTEXT - LONG FORM TV DRAMA - PPT
ECONOMIC CONTEXT - LONG FORM TV DRAMA - PPTECONOMIC CONTEXT - LONG FORM TV DRAMA - PPT
ECONOMIC CONTEXT - LONG FORM TV DRAMA - PPT
 
Hierarchy of management that covers different levels of management
Hierarchy of management that covers different levels of managementHierarchy of management that covers different levels of management
Hierarchy of management that covers different levels of management
 
Influencing policy (training slides from Fast Track Impact)
Influencing policy (training slides from Fast Track Impact)Influencing policy (training slides from Fast Track Impact)
Influencing policy (training slides from Fast Track Impact)
 
Types of Journalistic Writing Grade 8.pptx
Types of Journalistic Writing Grade 8.pptxTypes of Journalistic Writing Grade 8.pptx
Types of Journalistic Writing Grade 8.pptx
 
ECONOMIC CONTEXT - PAPER 1 Q3: NEWSPAPERS.pptx
ECONOMIC CONTEXT - PAPER 1 Q3: NEWSPAPERS.pptxECONOMIC CONTEXT - PAPER 1 Q3: NEWSPAPERS.pptx
ECONOMIC CONTEXT - PAPER 1 Q3: NEWSPAPERS.pptx
 
What is Model Inheritance in Odoo 17 ERP
What is Model Inheritance in Odoo 17 ERPWhat is Model Inheritance in Odoo 17 ERP
What is Model Inheritance in Odoo 17 ERP
 
Rapple "Scholarly Communications and the Sustainable Development Goals"
Rapple "Scholarly Communications and the Sustainable Development Goals"Rapple "Scholarly Communications and the Sustainable Development Goals"
Rapple "Scholarly Communications and the Sustainable Development Goals"
 
HỌC TỐT TIẾNG ANH 11 THEO CHƯƠNG TRÌNH GLOBAL SUCCESS ĐÁP ÁN CHI TIẾT - CẢ NĂ...
HỌC TỐT TIẾNG ANH 11 THEO CHƯƠNG TRÌNH GLOBAL SUCCESS ĐÁP ÁN CHI TIẾT - CẢ NĂ...HỌC TỐT TIẾNG ANH 11 THEO CHƯƠNG TRÌNH GLOBAL SUCCESS ĐÁP ÁN CHI TIẾT - CẢ NĂ...
HỌC TỐT TIẾNG ANH 11 THEO CHƯƠNG TRÌNH GLOBAL SUCCESS ĐÁP ÁN CHI TIẾT - CẢ NĂ...
 
OS-operating systems- ch04 (Threads) ...
OS-operating systems- ch04 (Threads) ...OS-operating systems- ch04 (Threads) ...
OS-operating systems- ch04 (Threads) ...
 
call girls in Kamla Market (DELHI) 🔝 >༒9953330565🔝 genuine Escort Service 🔝✔️✔️
call girls in Kamla Market (DELHI) 🔝 >༒9953330565🔝 genuine Escort Service 🔝✔️✔️call girls in Kamla Market (DELHI) 🔝 >༒9953330565🔝 genuine Escort Service 🔝✔️✔️
call girls in Kamla Market (DELHI) 🔝 >༒9953330565🔝 genuine Escort Service 🔝✔️✔️
 
TataKelola dan KamSiber Kecerdasan Buatan v022.pdf
TataKelola dan KamSiber Kecerdasan Buatan v022.pdfTataKelola dan KamSiber Kecerdasan Buatan v022.pdf
TataKelola dan KamSiber Kecerdasan Buatan v022.pdf
 
Model Call Girl in Tilak Nagar Delhi reach out to us at 🔝9953056974🔝
Model Call Girl in Tilak Nagar Delhi reach out to us at 🔝9953056974🔝Model Call Girl in Tilak Nagar Delhi reach out to us at 🔝9953056974🔝
Model Call Girl in Tilak Nagar Delhi reach out to us at 🔝9953056974🔝
 
Procuring digital preservation CAN be quick and painless with our new dynamic...
Procuring digital preservation CAN be quick and painless with our new dynamic...Procuring digital preservation CAN be quick and painless with our new dynamic...
Procuring digital preservation CAN be quick and painless with our new dynamic...
 

Mazeed haroof ki tashkeel ki zarorat

  • 1. Mazeed haroof ki tashkeel ki zarorat Maqsood Hasni Abuzar Barqi Kutab'khana july 2016
  • 2. Moawan anasar kay paish'nazar mazeed haroof ki tashkeel ki zarorat Izharar kay bonyadi doo zariay hain: 1- Guftagu 2- Tehreer In donoon zaray kay zariay kisi na' kisi zoban ka wasila ikhtayar karna parta hai. Zoban izhar kay hawala say, alfaz say tarkeeb pati hai aur alfaz aawazoon (alphabet) say bantay hain. Her lafz apnay
  • 3. samaji, moashi, tehzibi aur siyasi daeray aur kur ray main rehtay howay mafaheem hasil karta hai. Lazam nahain kah kisi dosray halqay/daeray/kuray main mohajrat kay baad lafz ki tarkibi haiti aur mafhomi surat bahal aur baqar rahay. Bolnay sonay aur parnay wala in zara ay ko on kay bonyadi mafaheem kay motabaq apni tehreer aur taqreer main istamal karta hai. Mazay ki baat yah kah is main danistagi ka bohat hi kam amal dakhal hota hai. Ta'ham woh apnay mozo kay hawala say os kay istamali mafaheem say zaroor aagah hota hai kayoon'kah woh samnay bhi hotata hai. Os ki bonyadi koshesh hoti hai kah jo woh kehna chahta hai sonay ya parhnay wala aasani say samjh aur jansakay. Ossay is amar say qatee gharaz nahain hoti kah faqray ki nahvi surat kaisi hai kayoon'kah
  • 4. baat auroon taak ponchana hi os ka bonyadi aur aakhri maqsad hota hai. Asal sawal yah othta hai kiya alfaz baat ko os kay asal mafaheem kay motabaq auroon tak ponchanay main kafi hotay hain ya in kay hawala say baat auroon ki samjh main aa jati hai? Jawab yaqinun nafi main ho ga. Is moamla main kuch aur chizain bhi dar kar hoti hain jin ka malahza layaeni aur bai'maeni nahain hota. Maslan: 1- Lab-o-lehja 2- Guftagu ka andaz 3- Asloob--e-takallam
  • 5. 4- Boltay waqat bolnay walay ki nafsyati kaifiat aur halat 5- Sonay walay ki sontay waqt nafasyati kifiat 6- Moqa mohal aur majavza mahool 7- Saiyaq-o-sabaaq 8- Bolnay walay ki boltay samay body language 9- Cehray kay ta'asraat (face impressions)
  • 6. 10- Baat kartay waqt hathoon waghera kay isharay 11- Direct aur indirect guftagu ka farq 12- Guftagu ka motalaq ya na'motaluq hona Indirect guftagu ki surat main alfaz tarjamay ki surat ikhtayar kar laitay hain. Diwaar kay os par say soni gaee guftgu kay alfaz kitnay hi wazay kayoon na hoon, mafhoon kay hawala say abhaam baqi rehta hai. Is ki waja yah hai kah guftagu ka moqa mohal, mahool, noeat, zarorat, (bolnay walay ki) body language, chehray kay ta'asraat aur hathoon wagherah ki naqal-o-harqat samany nahain hoti. Is qisam ki guftagu ghalt fehmi ka sabab ban jati hai ya ban sakti hai.
  • 7. TV ya radio par chalnay walay darmay kay sath saz aur mukhtalif aawazoon ka istamal kayoon kiya jata hai. Is ki waja is kay siwa kuch nahain kah alfaz mafafaheem ko wazay karnay kay liay kafi nahain hotay. Darust tafheem kay liay in moawan anasar ka hona az'bas lazam hai. Tehreer apni haqiqat main guftagu hi hoti hai. Tehreer ki surat main ramooz . , - ! ? : ' " hairitaya sawaliya kay liay!? Ka istamal hota hai) istamal main latay hain. Ramooz dar'haqiqat tehreer ka moawan mafhomi libas hain. Qari ya samay kitna hi zahein-o-fatein kayoon na ho, tehreer kay is moawan mafhomi libas ki zoban say aaga hota hai.
  • 8. Samay guftagu main samay guftagu koninda ki boday language kay sath sath os kay cehray kay ta'asraat aur guftagu say motalqa sign language waghera ko bhi malahza kar raha hota hai. Samjhnay kay hawala say koee bhi chook mafaheem main gomrahi ka rasta nikal sakti hai. Goya guftagu main basarat aur basirat kay sath sath samaati tour bhi tafheem ka fariza amjam day rahi hoti hai. Sama at say mehroom shakhas basarat say donoon kaam lay raha hota hai. Yahi surat basarat say mehroom shakhas ki hoti hai. Woh sama'at say donoon kaam lay raha hota hai. Aisi surat main yah donoon hisain ziyada motharak ho jati hain. Sar Sar ki aawaz sonaee daiti hai laikin kuch nazar nahai aa raha hota. Basarat kay hawala say khatray ka andaza ho jata hai kah ether kidhar kahein sanp hai. Kachray kay dhair kay opar harkat hoti hai jis say andaza hota hai
  • 9. kah is dhair kay nichay koee jan dar cheez harqkat kar rahi hai. Ta hum yah omomi baat nahain. Ziyada tar log in donoon hisoon kay malik hotay hain. Yah baat teh samji jani chahiay kah alfaz tafheem kay moamla main kafi nahain hotay. Darust tafheem kay liay moawan anasar ka hona yaqnun lazam hai. In moawan anasar kay paish nazar in ke hawala se aur in ki zarorat ke paish nazar bhi, mazeed haroof ki tashkeel o tarkeeb ka kaam abhi baqi hai aur is janib koee khatir'kha tavajo nahain di gaee. Maslan monh say kuch nahain kaha jata laikin baithnay ya chalay janay kay liay isharay ka istamal aam hai. In donoon isharoon kay liay koee haroof tashkeel nahain pa'ay halankah yah puri shidat kay sath mostamal hain. Isharoon kay zimun main un'gint
  • 10. misalain paish ki ja sakti hai. Wed Sep 23, 2009 4:37 pm http://www.forumpakistan.com/moawan-anasar-kay-paish- nazar-mazeed-haroof-ki-tashkeel-t35881.html#ixzz4GIDRh PD