SlideShare a Scribd company logo
1 of 22
Download to read offline
lisanyaat say motalaq
kuch
sawal jawab
By
Maqsood Hasni
Abuzar Barqi Kutab'khana
July 2016
lisanyaat bara ahum aur hisas subject hai is par
kam hi likha parha jata hai. Ahbab ki dilchaspi kay
liay main nay sawalan jawaban is mozoo ko chera
hai kayoon'kah is hawala say bhi aaghi rehni
chahiay.
lisanyaat say motalaq kuch sawal jawab
1- Zoban ka safar kab tehrao, oljhao aur pachidgi
ka shakar hota hai?
a. Taza za , sakoot au la’yae iat kay doo ai .
. Bay’fik i au sakoo kay doo ai .
2-Zoban ka khameer kin kin aanasar say othta hai?
Kiya in aanasar ka ta'aluq waseab say bhi hota hai?
Shakhas kay aalaat-e-notaq aur moaawan
aalaat-e-notaq.
In say aawazain nikalti hain aur in hi kay hawala
say istamaal main aati hain
aalaqa, mahool, zarorat, aab-o-hawa, mosam
Moaashrat/ motalqa waseab kay rovaeay aur
rujhanaat zoban ki taraqi ka sabab bantay hain.
Kam az kam doo ashkaas jin ki moaashrat aur
zoban eak ho
Eak si aawaz nikalnay par qadar hoon
Mahajrat ki surat main main bhi mahajar
sa ’zameen par doo eak zoban bolnay walay
ashkhaas apni zoban main goftagu karkay aasudgi
mehsous kartay hain. oon ki nasal bhi aisa kar kay
aasudgi mehsous karti hai.
Es main asbeat ka bhi dakhal hota hai.
3-Zoban kay mazaaj aur rowaeyoon ko samjhnay
kay liay ki pehlo’oo ka ja a za o i hota hai?
Os kay mohawray ko janna zroori hota hai.
4-Kiya mukhtalif zobanoon kay milaap say eak
naee zobaan banti hai?
Nahai , ilkul ahai , yah az iya a a gu ah’ku
hai.
Haan zobanain kisi bhi zoban ki taraqi ka sabab
banti hain.
5-daisi au a’daisi zo a kay ahu alfaz say
zobanoon main jidat aati hai ya mafaheem maim
gehraee paida hoti hai kay hawala say kuch
kahain?
• Izhaar ko vosat milti hai
• Lafzoon ka talafaz badal jata hai
• Na’ay lehjay ta kee patay hain
• Na’ay alfaz ta kee ptay hai asla :
eain+nak
• Na’ay a ak aat a tay hai
6- Kiya zoban kay rasam-ul-khat main bhi tabdeli
aati rehti hai ya nahain?
Aati nahain laee ja sakti hai ya laree jati hai. Jis tara
Turki kay sath howa. Is say zoban ko noqsan
ponchta hai:
Porana warsa zaya ho jata hai
Kuch aawazain baqi nahain rehtein. Maslan Urdu
aur Roman Urdu khat ko hi daikh lain.Urdu khat
aur dev nagri khat ko malahza farma lain. Punjabi
aur gurmakhi ki misal mojood hai.
Urdu kay pas 63 say ziyada aawazein hain Raman
Urdu main likhtay waqt marakab aur mutradaf
aawazoon say kaam chalana parta hai.
7-Mukhtalif zobanoon main kiya koee qadar
mushtarek hoti hai?
Ji haan, maslan:
a- Bohat sari aawazain mushtarek hoti hain
b- Zarab-ul-Amsaal aur mohavray mushtarek hotay
hain
c- Marakab aavazain eak si milti hain
d- Eak dosray kay alfaz laiti hain ya yoon keh lain
bohat say alfaz mushtarek hain jis tara Urdu main
tumbakoo Punjabi main tamakoo japani main
tabakoo is hawala say u ’ge t isalai di ja sakti
hain
8- zoban main vosat kin aanasar say hoti hai?
o takhliqi azhaan
o zaroratoon ka bhar jana
o Azhaar ki aazadi
o Taghaeraat
o Samaji moaashi aur masharti tabdiliaan
o Aazmaesh ki surat-e-haal
o Inqalaab
o Pareshani, baicheni aur iztarabi kafiyaat
o dukh aur karab
o Agar qomoon main khud say zinda rehnay
ka sha’oo au ada ho to oh
motaharak
rehti hain
 simabi firat
 Kuch kar gozrnay ka janoon aur jazba
 moqablay ki aadat/jazba
 harkat masalsal harkat
 malghobiat ka shidat say ehsaas
 jis ta a afsa ay ai ahdat-e-ta’assa kay
bagher afsani, afsani nahain rehta bilkul ossi tara
la hak’paze i kay a’ghe zo a koo ai ka
mandak hoti hai.
9 badaisi, daisi jabkah daisi badaisi ki zoban bolnay
ki koshesh kartay hain. badaisi Hakam ki zoban kis
tara matasar karti hai aur os kay asraat kis qisam
kay moratab hotay hain?
assal moamla rabtay ka hai. Badaisi ki khaesh hoti
hai kah woh baat ko behtar toor par samjha sakay
daisi chahata hai kah ossay os ki zoban main
sa jhaya ja’ay. Woh yah hi hahata hai kah
Haka kay ziyada azdeek ho. Is say a’si af alfaz
ka tabadal hota hai balkah lehjay bhi tabdeel hotay
hain. Woh apnay apnay nahvi set up kay motabaq
alfaz daitay laitay rehtay hain.
Arbi manay na manay Urdu, Punjabi, pothohari,
Saraeki, Mivati, Sindhi, Barahvi waghera main
hoor,ahwaal, okaat wahad hain. tazkeer-o-tanees
main Pashto apna mazaj rakhti hai aur woh liay gay
alfaz ko apnay lisani set up kay motabaq lay gi.
bilkul issi tara zima ko zoma, qof'li ko qulfi, khalvat
ko khilvat boolna Urdu Punjabi waloon kay liay aeb
nahain.
Momkinility, voteraan, sportraan, moteraan,
motarain, horain, Urdu Punjabi waghera main kab
ghalt hain. yahhi surat-e-hal maeni ki hai. Dosri
zobanoon main kuch kay kuch ho jatay hain.
Ghareeb bamaeni moflis
Khsam bameni khawand
Rashi bameni rishwat lainay wala
10- kiya Hukaran tabqay ki zoban ghalib rehti hai
ya maqami zoban/zobanain/boliaan bhi baqi rehti
hain?
koee zoban apna vajood tayagnay kay liay teiar
nahain hoti. Koee zoban mar nahain sakti jabtak os
kay doo bolany walay mojood rehtay hain. Haan
albata tabdiliaan aati rehti hain rasam ul khat
badal jatay hain aur yah bura amal nahain.
Amrikan, Bartanvi, Faransisi, Pakistani, Hindustani
angraizi main zameen aasman ka faraq hai. Yahhi
surathal Arbi Urdu Punjabi waghera ki hai.
Hamaray haan baray dafatar main angraizi ka raj
hai laikin bahar gali main issay koee pochta tak
ahai is kay a ajood a’da ista too pa ool
chaal main angraizi alfaz aa jatay hain. eak door
main yahhi surat Arbi aur Farsi ki thi. Jo alfaz bila
jawaz dakhal kiyay jatay hain ehsas-e-kamtari ka
saboot hotay hain laikin jo juz-e-zoban ho jatay
hain aeb nahain samjay ja saktay masla:
I mean aap wahaan kayoon nahain gay ya I think
hum ko yah done kar laina chahiay.
Yah Urdu set up kay motabaq hain laikin inhain
a hi aza say ahai daika ja’ay ga. A yah ju lay
dekheay:
Hamaray haan ki laydiaan aasman ki horoon say
kisi tara kam nahain hain.
(laydiaan, horoon)
Tamamam omeedwaran apnay apnay sportran kay
sath polling station kay bahar kharay natijay ka
intazar kar rahay thay.
(sportran, polling station)
Lari addy par har shehar ko janay wali moterain
khari thein.
(Moterain)
Yah jumlay qataee ajnabi nahain hain aur is qesam
ki guftagu aam toor par sonay ko mil jati hai.
Maeni ko hi dekh lain:
Sexy, animal , saer tamasha, jaluos kab apnay assal
maenoon main istmal hotay hain.
Mukhtasar yah kah zobanain marti ya khatam
nahain hotein, hakam aur mahkoom eak dusray
say mataar hotay hain. yah oon ki rabtay ki
zaroorat aur majbori hoti hai.
11-kisi zoban kay acha ya bura honay kay baray
aap ki kiya a’ay hai?
Koee zoban achi buri nahin, tamaam zobanain
rabtay ka zariya-o-wasila hain. Urdu kay siwa
tamaam zobanain aawazoon kay hawala say
ka’zoo hai . Is o yaad pa o hai a ha u a
nahain kaha ja sakta. Haan izhaar kay hawala say
koee a’ay di ja sakti hai. Ap i ka i au ka’zo i ko
marakab aawazoon say woh pura karnay ki
koshesh karti hain.
12- Is jadeed door main matrook ho janay walay
alfaz ki koee ehmeat baqi hai?
Kayoon nahain, woh os ehad ki masharti, moashi,
samaji, nafasyati aur saqafti hawaloon ka warsa
hai. Guzra kal onhein kay hawala say jana aur
pehchana ja sakta hai. Lafz kiya mahavroon ki surat
badal gaee hai aur wo soo tara say istamal main aa
rahay hain. in matrook alfaz, mahavraat main
tabdiliaan aur aslobi tagheraat say zoban ki taraqi
ki rafter ka andaza kiya ja sakta hai. Wo os shakl
main mojood nahain hotay haan albatah tabdilioon
ke satha zoban ka hissa rehtay hain
Karvat laina, karvat badalna darust samjha jata hai:
maslan
woh hal likh chala hoon karvat badal badal kay
Satyanaas marna, satyanaas karna/hona mostamal
ho giya hain
Kitabi aur bazaar ki zoban mukhtalif hoti hai.
Adakaeyaan ko kitab wala kab adaoon kay
maenoon main tasleem karay ga.
13-kiya boliaan zobanoon kay sath sath chalti rehti
hain?
a- haan sath sath chalti rehti hain
b- matasar karti hain
c- matasar hoti hain
14-kiya boliaan zobanoon ki takhleeq main
moaawan sabat hoti hain?
boolioon say zobanain takhleeq nahain hotein.
Haan
• taraqi karkay zobanain ban jati/sakti hain
• Zobanoon ki taraqi main moawan sabat
hoti hain.
• zobanoon kay izhaar ko vosat mayasar aati
hai.
Jan kay (Jan bojh kar), mokmakao aisay alfaz Urdu
kay liay ajnabi nahain hain.
Yahhi surat badaisi zobanoon ki hai. Glass
a’ ae i pa i/lassi aghe a pi ay ka pi a a,
dafta a ae i offi e, t a’ ae i d, ta asha,
jaloos waghera aam istamal kay alfaz hain.
Mahajar apni assal par reh nahain sakta aur Yah
asool-e-firat hai.
Zobanain lafzoon ko apnay mazaj, zarorat, halaat
aur nahvi nazam ke tehhat laiti aur oon ka istamal
karti hain.
15-zoban main awazoon ki ehmeat kiya hai?
Zobanain hain hi awazoon ka majmoah. Aawaz ki
tabdeli say maeni badal saktatay hain.
Zikar aur zakar kay moenoon ko daikh kar baat
samjh main aa jati hai.
16- In aawazoon ki kitni aqsaam hain?
Urdu main 3 tara ki avazain hain:
a- alap paran
b- maha paran
c- alamti
• dusri zobanoon main marakab aawazain bhi
milti hain. Maslan sheen ko sh waghera say likha
jata hai. Za’ay Fa si ko io say azay kiya jata hai.
Issi tara mutbadal/mutradaf aawazoon say bhi
kaam chalaya jata hai. Maslan Arbi Pakistan ko
Bakistan likh parh aur bool saktay hain
kayoon'kah arbi main pay awaz hai hi nahain.
Miwati sharbat ko sarbat hi istamal karay ga.
Angraizi main ‫د‬aur ‫ت‬ mojood nahain hain lihaza
motradaf d aur t ko istamal main laya ja'ay ga.
• Japani main dou tara kay sign hain. Hira
gana, Kana kata.
Chini aur Korian ki bhi kuch is say mukhtalif surat
nahain.
• Aa azoo kay akhaz u ’haad au u ’gi t
hain.
17- Kiya khita ki tabdili say aawazoon ki noeat
tabdeel ho jati hai?
Ji haan, aalaqa ki tabdili say faraq aata hai.
Mivaat aur Chatoor aur phir Rajistan main sheen ki
aawaz nahain wahaan seen say kaam chalaya jata
hai. Maslan basher say baser
Punjabi walay zuma hi bolain gay halankah zima
bool saktay hain.
Issi par hi moqoof nahain aawazoon ko wahaan ka
kalchar, nafasyaat, rasam-o-ravaj, mazaj aur
rovaeoon ko apnana parta hai.
18- Awazoon kay zeer-o-bum say alfaz kay
maeni-o-mafaheem main faraq aata hai?
Kayoon nahain, maslan
Roko, mat janay doo
Roko mat, janay doo
Maenoon main zamein aasman ka faraq aa giya
hai.
19-kiya aawazain farad kay andar ki aakasi karti
hain?
ji haan.
Boolnay kay andaz say shakhas ka batan jan liya
jata hai.
20- Aawazoon ko samajhnay aur haqiqat tak
rasaee kay liay kin lowazmaat ki zaroorat hotai
hai?
Aawazoon ko samjhnay kay liay hissi nazaam ka
fa’aal au kisi o s say pak ho a ai’haad za o i
hota hai. Dosra tajarba aur mashaeda bari ehmeat
kay hamal hotay hain.
21-aawazoon kay hawala say aap nay kis noeat ka
kaam kiya hai?
Zobanoon ki awazain
Taqabli aur ishtaraki motalalah
Zobanoon ka bahmi ishtarak aur sanjain
22- Aawazoon par kaam kartay waqt kisi qisam ki
dushwari paiash atti hai?
Mehnat karna pari hai warna koee mushkal paish
nahain aee.
Bazaar main, mukhtalif tabqoon say bohat kuch mil
jata hai, bas ghoor karnay ki zarorat hoti hai.
23- Aawazoon say koon sa ilm mayasar aata hai?
• Insan ka batan
• Lafz ki nafasyaat
• Lafz ka kalchar
• Kaenaat say reshta aur os say motalqaat
say aaghi
24-zobanoon kay khandanoon kay hawala say kiya
kehtay hain?
Mein is nazriay ko tasleem nahain karta. Aawazoon
kay makhaz kahein bhi alag say nahain. Tahum
traces wahaan kay mahool, halaat, zarorat,
aalaat-e-nutaq aur moaawan aalaat-e-nutaq kay
zeer-e-assar tarqeeb patay hain aur yah fitrat ka
teh kiya giya asool hai.
Sun Jun 24, 2007 12:12 pm
_________________
Shazia
Global Moderator
Ashi Batein Bataney Ka shuriya, very nice posting.
Sun Aug 26, 2007 5:15 am
_________________
Dr Maqsood Hasni
Senior Proud Pakistani
punjab
is mohabat aur lutaf-o-ata k liay
mumnoon-e-ehsan hoon.
Allah aap ko kuh rakhy.
Sun Aug 26, 2007 7:56 pm
_________________
Read more:
http://www.forumpakistan.com/lisanyaat-say-motalaq-kuch-sawal-ja
wab-t944.html#ixzz4GLM4tHOu
lisanyaat say motalaq
kuch
sawal jawab
By
Maqsood Hasni
Abuzar Barqi Kutab'khana
July 2016
lisanyaat bara ahum aur hisas subject hai is par
kam hi likha parha jata hai. Ahbab ki dilchaspi kay
liay main nay sawalan jawaban is mozoo ko chera
hai kayoon'kah is hawala say bhi aaghi rehni
chahiay.

More Related Content

What's hot

URDU HAIKU HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT, EaK MOTALAH
URDU HAIKU  HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT,  EaK MOTALAH  URDU HAIKU  HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT,  EaK MOTALAH
URDU HAIKU HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT, EaK MOTALAH maqsood hasni
 
Maqsood Hasni ke taies moqalaat
Maqsood Hasni ke taies moqalaatMaqsood Hasni ke taies moqalaat
Maqsood Hasni ke taies moqalaatmaqsood hasni
 
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAHARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAHmaqsood hasni
 
URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA MASLA
URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA  MASLA URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA  MASLA
URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA MASLA maqsood hasni
 
Mazeed haroof ki tashkeel ki zarorat
Mazeed haroof  ki  tashkeel ki zarorat 	Mazeed haroof  ki  tashkeel ki zarorat
Mazeed haroof ki tashkeel ki zarorat maqsood hasni
 
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana haiMasoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana haimnqureshi226
 
Angraizi ke urdu par lisanyati asraat
Angraizi ke urdu par lisanyati asraatAngraizi ke urdu par lisanyati asraat
Angraizi ke urdu par lisanyati asraatmaqsood hasni
 
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.touqeerabbas
 
Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho
Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad hoWo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho
Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad hoMuhammadAhsanProfile
 
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
 BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?  BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT? maqsood hasni
 
Arbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraat
Arbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraatArbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraat
Arbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraatmaqsood hasni
 
Admi, Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?!
Admi,  Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?! Admi,  Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?!
Admi, Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?! maqsood hasni
 
Sant velentain jodon ka sanrakshak.
Sant velentain   jodon ka sanrakshak.Sant velentain   jodon ka sanrakshak.
Sant velentain jodon ka sanrakshak.Martin M Flynn
 
MAREEZ KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
MAREEZ  KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTAMAREEZ  KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
MAREEZ KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTAmaqsood hasni
 

What's hot (20)

Lafz Hind ki kahani
Lafz Hind ki kahaniLafz Hind ki kahani
Lafz Hind ki kahani
 
URDU HAIKU HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT, EaK MOTALAH
URDU HAIKU  HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT,  EaK MOTALAH  URDU HAIKU  HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT,  EaK MOTALAH
URDU HAIKU HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT, EaK MOTALAH
 
Maqsood Hasni ke taies moqalaat
Maqsood Hasni ke taies moqalaatMaqsood Hasni ke taies moqalaat
Maqsood Hasni ke taies moqalaat
 
Suraj ko rook lo
Suraj ko rook loSuraj ko rook lo
Suraj ko rook lo
 
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAHARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
 
Insan
Insan Insan
Insan
 
URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA MASLA
URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA  MASLA URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA  MASLA
URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA MASLA
 
Angraizi (1)
Angraizi (1)Angraizi (1)
Angraizi (1)
 
Mazeed haroof ki tashkeel ki zarorat
Mazeed haroof  ki  tashkeel ki zarorat 	Mazeed haroof  ki  tashkeel ki zarorat
Mazeed haroof ki tashkeel ki zarorat
 
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana haiMasoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
 
Angraizi ke urdu par lisanyati asraat
Angraizi ke urdu par lisanyati asraatAngraizi ke urdu par lisanyati asraat
Angraizi ke urdu par lisanyati asraat
 
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
 
Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho
Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad hoWo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho
Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho
 
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
 BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?  BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
 
Arbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraat
Arbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraatArbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraat
Arbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraat
 
Admi, Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?!
Admi,  Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?! Admi,  Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?!
Admi, Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?!
 
Sant velentain jodon ka sanrakshak.
Sant velentain   jodon ka sanrakshak.Sant velentain   jodon ka sanrakshak.
Sant velentain jodon ka sanrakshak.
 
All baba songs
All baba songsAll baba songs
All baba songs
 
MAREEZ KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
MAREEZ  KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTAMAREEZ  KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
MAREEZ KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
 
english_asaramayan
english_asaramayanenglish_asaramayan
english_asaramayan
 

Similar to lisanyaat say motalaq kuch sawal jawab

Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanain
Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanainAwazain Alfaz Ishtarak Aur zobanain
Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanainmaqsood hasni
 
Prof. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeri
Prof. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeriProf. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeri
Prof. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaerimaqsood hasni
 
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas ayaEk walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas ayaalihussnain
 
New text document
New text documentNew text document
New text documentShaik Uddin
 
Khudi na bach gharibi main naam paida kar
Khudi na bach  gharibi main naam paida kar Khudi na bach  gharibi main naam paida kar
Khudi na bach gharibi main naam paida kar maqsood hasni
 
Love makes life beautiful (hindi)- A story by AJit Sahoo
Love makes life beautiful (hindi)- A story by AJit SahooLove makes life beautiful (hindi)- A story by AJit Sahoo
Love makes life beautiful (hindi)- A story by AJit SahooAJit Sahoo
 
Sikh Silsala-Eak Motala
Sikh Silsala-Eak Motala Sikh Silsala-Eak Motala
Sikh Silsala-Eak Motala maqsood hasni
 
Planning: Islamic perspective
Planning: Islamic perspectivePlanning: Islamic perspective
Planning: Islamic perspectiveazeez luthfullah
 
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zaroori
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zarooriPaaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zaroori
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zarooriSalim Rawat
 
Everything says something
Everything says somethingEverything says something
Everything says somethingAjay Ajay
 
Valentile special
Valentile specialValentile special
Valentile specialmudepradeep
 

Similar to lisanyaat say motalaq kuch sawal jawab (14)

Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanain
Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanainAwazain Alfaz Ishtarak Aur zobanain
Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanain
 
Insan aur zobanain
Insan aur zobanainInsan aur zobanain
Insan aur zobanain
 
Prof. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeri
Prof. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeriProf. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeri
Prof. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeri
 
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas ayaEk walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
 
New text document
New text documentNew text document
New text document
 
Khudi na bach gharibi main naam paida kar
Khudi na bach  gharibi main naam paida kar Khudi na bach  gharibi main naam paida kar
Khudi na bach gharibi main naam paida kar
 
Love makes life beautiful (hindi)- A story by AJit Sahoo
Love makes life beautiful (hindi)- A story by AJit SahooLove makes life beautiful (hindi)- A story by AJit Sahoo
Love makes life beautiful (hindi)- A story by AJit Sahoo
 
Sikh Silsala-Eak Motala
Sikh Silsala-Eak Motala Sikh Silsala-Eak Motala
Sikh Silsala-Eak Motala
 
Planning: Islamic perspective
Planning: Islamic perspectivePlanning: Islamic perspective
Planning: Islamic perspective
 
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zaroori
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zarooriPaaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zaroori
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zaroori
 
LOVE SHAYARI
LOVE SHAYARILOVE SHAYARI
LOVE SHAYARI
 
4 salman khan songs lyrics
4 salman khan songs lyrics4 salman khan songs lyrics
4 salman khan songs lyrics
 
Everything says something
Everything says somethingEverything says something
Everything says something
 
Valentile special
Valentile specialValentile special
Valentile special
 

More from maqsood hasni

چودہ اگست اک دن ہے
چودہ اگست اک دن ہےچودہ اگست اک دن ہے
چودہ اگست اک دن ہےmaqsood hasni
 
مقصود حسنی کی نظمیں
مقصود حسنی کی نظمیںمقصود حسنی کی نظمیں
مقصود حسنی کی نظمیںmaqsood hasni
 
The languagr problem
The languagr problemThe languagr problem
The languagr problemmaqsood hasni
 
TWELVE SHORT STORIES
TWELVE SHORT STORIESTWELVE SHORT STORIES
TWELVE SHORT STORIESmaqsood hasni
 
منار زیست پر
منار زیست پرمنار زیست پر
منار زیست پرmaqsood hasni
 
دس واکا نظمیں
دس واکا نظمیںدس واکا نظمیں
دس واکا نظمیںmaqsood hasni
 
کیچڑ کا کنول منظومہ
 کیچڑ کا کنول  منظومہ کیچڑ کا کنول  منظومہ
کیچڑ کا کنول منظومہmaqsood hasni
 
پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار
 پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار
پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکارmaqsood hasni
 
Sailing stones of death valley
Sailing stones of death valleySailing stones of death valley
Sailing stones of death valleymaqsood hasni
 
چودہ ہائیکو
چودہ ہائیکوچودہ ہائیکو
چودہ ہائیکوmaqsood hasni
 
چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی
 چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی
چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافیmaqsood hasni
 
izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai
 izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai
izhar pr pabandigi khatar’nak hoti haimaqsood hasni
 
The World 50,000 Years Ago
The World 50,000 Years AgoThe World 50,000 Years Ago
The World 50,000 Years Agomaqsood hasni
 

More from maqsood hasni (20)

چودہ اگست اک دن ہے
چودہ اگست اک دن ہےچودہ اگست اک دن ہے
چودہ اگست اک دن ہے
 
مقصود حسنی کی نظمیں
مقصود حسنی کی نظمیںمقصود حسنی کی نظمیں
مقصود حسنی کی نظمیں
 
The languagr problem
The languagr problemThe languagr problem
The languagr problem
 
کچھ نظمیں
کچھ نظمیںکچھ نظمیں
کچھ نظمیں
 
زیادہ تر
زیادہ ترزیادہ تر
زیادہ تر
 
TWELVE SHORT STORIES
TWELVE SHORT STORIESTWELVE SHORT STORIES
TWELVE SHORT STORIES
 
منار زیست پر
منار زیست پرمنار زیست پر
منار زیست پر
 
Miracle of arts
  Miracle of arts  Miracle of arts
Miracle of arts
 
دس واکا نظمیں
دس واکا نظمیںدس واکا نظمیں
دس واکا نظمیں
 
کیچڑ کا کنول منظومہ
 کیچڑ کا کنول  منظومہ کیچڑ کا کنول  منظومہ
کیچڑ کا کنول منظومہ
 
پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار
 پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار
پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار
 
Pandora
PandoraPandora
Pandora
 
Japanese poetry
Japanese poetryJapanese poetry
Japanese poetry
 
Sailing stones of death valley
Sailing stones of death valleySailing stones of death valley
Sailing stones of death valley
 
چودہ ہائیکو
چودہ ہائیکوچودہ ہائیکو
چودہ ہائیکو
 
چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی
 چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی
چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی
 
طلاق
 طلاق طلاق
طلاق
 
izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai
 izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai
izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai
 
The World 50,000 Years Ago
The World 50,000 Years AgoThe World 50,000 Years Ago
The World 50,000 Years Ago
 
Adam-Ram’s bridge
Adam-Ram’s bridgeAdam-Ram’s bridge
Adam-Ram’s bridge
 

Recently uploaded

What is Model Inheritance in Odoo 17 ERP
What is Model Inheritance in Odoo 17 ERPWhat is Model Inheritance in Odoo 17 ERP
What is Model Inheritance in Odoo 17 ERPCeline George
 
ROOT CAUSE ANALYSIS PowerPoint Presentation
ROOT CAUSE ANALYSIS PowerPoint PresentationROOT CAUSE ANALYSIS PowerPoint Presentation
ROOT CAUSE ANALYSIS PowerPoint PresentationAadityaSharma884161
 
Difference Between Search & Browse Methods in Odoo 17
Difference Between Search & Browse Methods in Odoo 17Difference Between Search & Browse Methods in Odoo 17
Difference Between Search & Browse Methods in Odoo 17Celine George
 
Hierarchy of management that covers different levels of management
Hierarchy of management that covers different levels of managementHierarchy of management that covers different levels of management
Hierarchy of management that covers different levels of managementmkooblal
 
How to do quick user assign in kanban in Odoo 17 ERP
How to do quick user assign in kanban in Odoo 17 ERPHow to do quick user assign in kanban in Odoo 17 ERP
How to do quick user assign in kanban in Odoo 17 ERPCeline George
 
ECONOMIC CONTEXT - PAPER 1 Q3: NEWSPAPERS.pptx
ECONOMIC CONTEXT - PAPER 1 Q3: NEWSPAPERS.pptxECONOMIC CONTEXT - PAPER 1 Q3: NEWSPAPERS.pptx
ECONOMIC CONTEXT - PAPER 1 Q3: NEWSPAPERS.pptxiammrhaywood
 
Introduction to ArtificiaI Intelligence in Higher Education
Introduction to ArtificiaI Intelligence in Higher EducationIntroduction to ArtificiaI Intelligence in Higher Education
Introduction to ArtificiaI Intelligence in Higher Educationpboyjonauth
 
Introduction to AI in Higher Education_draft.pptx
Introduction to AI in Higher Education_draft.pptxIntroduction to AI in Higher Education_draft.pptx
Introduction to AI in Higher Education_draft.pptxpboyjonauth
 
How to Configure Email Server in Odoo 17
How to Configure Email Server in Odoo 17How to Configure Email Server in Odoo 17
How to Configure Email Server in Odoo 17Celine George
 
Planning a health career 4th Quarter.pptx
Planning a health career 4th Quarter.pptxPlanning a health career 4th Quarter.pptx
Planning a health career 4th Quarter.pptxLigayaBacuel1
 
Grade 9 Q4-MELC1-Active and Passive Voice.pptx
Grade 9 Q4-MELC1-Active and Passive Voice.pptxGrade 9 Q4-MELC1-Active and Passive Voice.pptx
Grade 9 Q4-MELC1-Active and Passive Voice.pptxChelloAnnAsuncion2
 
AmericanHighSchoolsprezentacijaoskolama.
AmericanHighSchoolsprezentacijaoskolama.AmericanHighSchoolsprezentacijaoskolama.
AmericanHighSchoolsprezentacijaoskolama.arsicmarija21
 
call girls in Kamla Market (DELHI) 🔝 >༒9953330565🔝 genuine Escort Service 🔝✔️✔️
call girls in Kamla Market (DELHI) 🔝 >༒9953330565🔝 genuine Escort Service 🔝✔️✔️call girls in Kamla Market (DELHI) 🔝 >༒9953330565🔝 genuine Escort Service 🔝✔️✔️
call girls in Kamla Market (DELHI) 🔝 >༒9953330565🔝 genuine Escort Service 🔝✔️✔️9953056974 Low Rate Call Girls In Saket, Delhi NCR
 
EPANDING THE CONTENT OF AN OUTLINE using notes.pptx
EPANDING THE CONTENT OF AN OUTLINE using notes.pptxEPANDING THE CONTENT OF AN OUTLINE using notes.pptx
EPANDING THE CONTENT OF AN OUTLINE using notes.pptxRaymartEstabillo3
 
Proudly South Africa powerpoint Thorisha.pptx
Proudly South Africa powerpoint Thorisha.pptxProudly South Africa powerpoint Thorisha.pptx
Proudly South Africa powerpoint Thorisha.pptxthorishapillay1
 
Crayon Activity Handout For the Crayon A
Crayon Activity Handout For the Crayon ACrayon Activity Handout For the Crayon A
Crayon Activity Handout For the Crayon AUnboundStockton
 
Alper Gobel In Media Res Media Component
Alper Gobel In Media Res Media ComponentAlper Gobel In Media Res Media Component
Alper Gobel In Media Res Media ComponentInMediaRes1
 
MULTIDISCIPLINRY NATURE OF THE ENVIRONMENTAL STUDIES.pptx
MULTIDISCIPLINRY NATURE OF THE ENVIRONMENTAL STUDIES.pptxMULTIDISCIPLINRY NATURE OF THE ENVIRONMENTAL STUDIES.pptx
MULTIDISCIPLINRY NATURE OF THE ENVIRONMENTAL STUDIES.pptxAnupkumar Sharma
 
Keynote by Prof. Wurzer at Nordex about IP-design
Keynote by Prof. Wurzer at Nordex about IP-designKeynote by Prof. Wurzer at Nordex about IP-design
Keynote by Prof. Wurzer at Nordex about IP-designMIPLM
 

Recently uploaded (20)

What is Model Inheritance in Odoo 17 ERP
What is Model Inheritance in Odoo 17 ERPWhat is Model Inheritance in Odoo 17 ERP
What is Model Inheritance in Odoo 17 ERP
 
ROOT CAUSE ANALYSIS PowerPoint Presentation
ROOT CAUSE ANALYSIS PowerPoint PresentationROOT CAUSE ANALYSIS PowerPoint Presentation
ROOT CAUSE ANALYSIS PowerPoint Presentation
 
Difference Between Search & Browse Methods in Odoo 17
Difference Between Search & Browse Methods in Odoo 17Difference Between Search & Browse Methods in Odoo 17
Difference Between Search & Browse Methods in Odoo 17
 
Hierarchy of management that covers different levels of management
Hierarchy of management that covers different levels of managementHierarchy of management that covers different levels of management
Hierarchy of management that covers different levels of management
 
How to do quick user assign in kanban in Odoo 17 ERP
How to do quick user assign in kanban in Odoo 17 ERPHow to do quick user assign in kanban in Odoo 17 ERP
How to do quick user assign in kanban in Odoo 17 ERP
 
ECONOMIC CONTEXT - PAPER 1 Q3: NEWSPAPERS.pptx
ECONOMIC CONTEXT - PAPER 1 Q3: NEWSPAPERS.pptxECONOMIC CONTEXT - PAPER 1 Q3: NEWSPAPERS.pptx
ECONOMIC CONTEXT - PAPER 1 Q3: NEWSPAPERS.pptx
 
Introduction to ArtificiaI Intelligence in Higher Education
Introduction to ArtificiaI Intelligence in Higher EducationIntroduction to ArtificiaI Intelligence in Higher Education
Introduction to ArtificiaI Intelligence in Higher Education
 
Rapple "Scholarly Communications and the Sustainable Development Goals"
Rapple "Scholarly Communications and the Sustainable Development Goals"Rapple "Scholarly Communications and the Sustainable Development Goals"
Rapple "Scholarly Communications and the Sustainable Development Goals"
 
Introduction to AI in Higher Education_draft.pptx
Introduction to AI in Higher Education_draft.pptxIntroduction to AI in Higher Education_draft.pptx
Introduction to AI in Higher Education_draft.pptx
 
How to Configure Email Server in Odoo 17
How to Configure Email Server in Odoo 17How to Configure Email Server in Odoo 17
How to Configure Email Server in Odoo 17
 
Planning a health career 4th Quarter.pptx
Planning a health career 4th Quarter.pptxPlanning a health career 4th Quarter.pptx
Planning a health career 4th Quarter.pptx
 
Grade 9 Q4-MELC1-Active and Passive Voice.pptx
Grade 9 Q4-MELC1-Active and Passive Voice.pptxGrade 9 Q4-MELC1-Active and Passive Voice.pptx
Grade 9 Q4-MELC1-Active and Passive Voice.pptx
 
AmericanHighSchoolsprezentacijaoskolama.
AmericanHighSchoolsprezentacijaoskolama.AmericanHighSchoolsprezentacijaoskolama.
AmericanHighSchoolsprezentacijaoskolama.
 
call girls in Kamla Market (DELHI) 🔝 >༒9953330565🔝 genuine Escort Service 🔝✔️✔️
call girls in Kamla Market (DELHI) 🔝 >༒9953330565🔝 genuine Escort Service 🔝✔️✔️call girls in Kamla Market (DELHI) 🔝 >༒9953330565🔝 genuine Escort Service 🔝✔️✔️
call girls in Kamla Market (DELHI) 🔝 >༒9953330565🔝 genuine Escort Service 🔝✔️✔️
 
EPANDING THE CONTENT OF AN OUTLINE using notes.pptx
EPANDING THE CONTENT OF AN OUTLINE using notes.pptxEPANDING THE CONTENT OF AN OUTLINE using notes.pptx
EPANDING THE CONTENT OF AN OUTLINE using notes.pptx
 
Proudly South Africa powerpoint Thorisha.pptx
Proudly South Africa powerpoint Thorisha.pptxProudly South Africa powerpoint Thorisha.pptx
Proudly South Africa powerpoint Thorisha.pptx
 
Crayon Activity Handout For the Crayon A
Crayon Activity Handout For the Crayon ACrayon Activity Handout For the Crayon A
Crayon Activity Handout For the Crayon A
 
Alper Gobel In Media Res Media Component
Alper Gobel In Media Res Media ComponentAlper Gobel In Media Res Media Component
Alper Gobel In Media Res Media Component
 
MULTIDISCIPLINRY NATURE OF THE ENVIRONMENTAL STUDIES.pptx
MULTIDISCIPLINRY NATURE OF THE ENVIRONMENTAL STUDIES.pptxMULTIDISCIPLINRY NATURE OF THE ENVIRONMENTAL STUDIES.pptx
MULTIDISCIPLINRY NATURE OF THE ENVIRONMENTAL STUDIES.pptx
 
Keynote by Prof. Wurzer at Nordex about IP-design
Keynote by Prof. Wurzer at Nordex about IP-designKeynote by Prof. Wurzer at Nordex about IP-design
Keynote by Prof. Wurzer at Nordex about IP-design
 

lisanyaat say motalaq kuch sawal jawab

  • 1. lisanyaat say motalaq kuch sawal jawab By Maqsood Hasni Abuzar Barqi Kutab'khana July 2016 lisanyaat bara ahum aur hisas subject hai is par kam hi likha parha jata hai. Ahbab ki dilchaspi kay liay main nay sawalan jawaban is mozoo ko chera hai kayoon'kah is hawala say bhi aaghi rehni chahiay.
  • 2. lisanyaat say motalaq kuch sawal jawab 1- Zoban ka safar kab tehrao, oljhao aur pachidgi ka shakar hota hai? a. Taza za , sakoot au la’yae iat kay doo ai . . Bay’fik i au sakoo kay doo ai . 2-Zoban ka khameer kin kin aanasar say othta hai? Kiya in aanasar ka ta'aluq waseab say bhi hota hai? Shakhas kay aalaat-e-notaq aur moaawan aalaat-e-notaq. In say aawazain nikalti hain aur in hi kay hawala say istamaal main aati hain
  • 3. aalaqa, mahool, zarorat, aab-o-hawa, mosam Moaashrat/ motalqa waseab kay rovaeay aur rujhanaat zoban ki taraqi ka sabab bantay hain. Kam az kam doo ashkaas jin ki moaashrat aur zoban eak ho Eak si aawaz nikalnay par qadar hoon Mahajrat ki surat main main bhi mahajar sa ’zameen par doo eak zoban bolnay walay ashkhaas apni zoban main goftagu karkay aasudgi mehsous kartay hain. oon ki nasal bhi aisa kar kay aasudgi mehsous karti hai. Es main asbeat ka bhi dakhal hota hai. 3-Zoban kay mazaaj aur rowaeyoon ko samjhnay kay liay ki pehlo’oo ka ja a za o i hota hai? Os kay mohawray ko janna zroori hota hai.
  • 4. 4-Kiya mukhtalif zobanoon kay milaap say eak naee zobaan banti hai? Nahai , ilkul ahai , yah az iya a a gu ah’ku hai. Haan zobanain kisi bhi zoban ki taraqi ka sabab banti hain. 5-daisi au a’daisi zo a kay ahu alfaz say zobanoon main jidat aati hai ya mafaheem maim gehraee paida hoti hai kay hawala say kuch kahain? • Izhaar ko vosat milti hai • Lafzoon ka talafaz badal jata hai • Na’ay lehjay ta kee patay hain • Na’ay alfaz ta kee ptay hai asla : eain+nak • Na’ay a ak aat a tay hai
  • 5. 6- Kiya zoban kay rasam-ul-khat main bhi tabdeli aati rehti hai ya nahain? Aati nahain laee ja sakti hai ya laree jati hai. Jis tara Turki kay sath howa. Is say zoban ko noqsan ponchta hai: Porana warsa zaya ho jata hai Kuch aawazain baqi nahain rehtein. Maslan Urdu aur Roman Urdu khat ko hi daikh lain.Urdu khat aur dev nagri khat ko malahza farma lain. Punjabi aur gurmakhi ki misal mojood hai. Urdu kay pas 63 say ziyada aawazein hain Raman Urdu main likhtay waqt marakab aur mutradaf aawazoon say kaam chalana parta hai. 7-Mukhtalif zobanoon main kiya koee qadar mushtarek hoti hai? Ji haan, maslan:
  • 6. a- Bohat sari aawazain mushtarek hoti hain b- Zarab-ul-Amsaal aur mohavray mushtarek hotay hain c- Marakab aavazain eak si milti hain d- Eak dosray kay alfaz laiti hain ya yoon keh lain bohat say alfaz mushtarek hain jis tara Urdu main tumbakoo Punjabi main tamakoo japani main tabakoo is hawala say u ’ge t isalai di ja sakti hain 8- zoban main vosat kin aanasar say hoti hai? o takhliqi azhaan o zaroratoon ka bhar jana o Azhaar ki aazadi o Taghaeraat o Samaji moaashi aur masharti tabdiliaan o Aazmaesh ki surat-e-haal
  • 7. o Inqalaab o Pareshani, baicheni aur iztarabi kafiyaat o dukh aur karab o Agar qomoon main khud say zinda rehnay ka sha’oo au ada ho to oh motaharak rehti hain  simabi firat  Kuch kar gozrnay ka janoon aur jazba  moqablay ki aadat/jazba  harkat masalsal harkat  malghobiat ka shidat say ehsaas  jis ta a afsa ay ai ahdat-e-ta’assa kay bagher afsani, afsani nahain rehta bilkul ossi tara la hak’paze i kay a’ghe zo a koo ai ka mandak hoti hai.
  • 8. 9 badaisi, daisi jabkah daisi badaisi ki zoban bolnay ki koshesh kartay hain. badaisi Hakam ki zoban kis tara matasar karti hai aur os kay asraat kis qisam kay moratab hotay hain? assal moamla rabtay ka hai. Badaisi ki khaesh hoti hai kah woh baat ko behtar toor par samjha sakay daisi chahata hai kah ossay os ki zoban main sa jhaya ja’ay. Woh yah hi hahata hai kah Haka kay ziyada azdeek ho. Is say a’si af alfaz ka tabadal hota hai balkah lehjay bhi tabdeel hotay hain. Woh apnay apnay nahvi set up kay motabaq alfaz daitay laitay rehtay hain. Arbi manay na manay Urdu, Punjabi, pothohari, Saraeki, Mivati, Sindhi, Barahvi waghera main hoor,ahwaal, okaat wahad hain. tazkeer-o-tanees main Pashto apna mazaj rakhti hai aur woh liay gay alfaz ko apnay lisani set up kay motabaq lay gi. bilkul issi tara zima ko zoma, qof'li ko qulfi, khalvat ko khilvat boolna Urdu Punjabi waloon kay liay aeb nahain.
  • 9. Momkinility, voteraan, sportraan, moteraan, motarain, horain, Urdu Punjabi waghera main kab ghalt hain. yahhi surat-e-hal maeni ki hai. Dosri zobanoon main kuch kay kuch ho jatay hain. Ghareeb bamaeni moflis Khsam bameni khawand Rashi bameni rishwat lainay wala 10- kiya Hukaran tabqay ki zoban ghalib rehti hai ya maqami zoban/zobanain/boliaan bhi baqi rehti hain? koee zoban apna vajood tayagnay kay liay teiar nahain hoti. Koee zoban mar nahain sakti jabtak os kay doo bolany walay mojood rehtay hain. Haan albata tabdiliaan aati rehti hain rasam ul khat badal jatay hain aur yah bura amal nahain. Amrikan, Bartanvi, Faransisi, Pakistani, Hindustani angraizi main zameen aasman ka faraq hai. Yahhi
  • 10. surathal Arbi Urdu Punjabi waghera ki hai. Hamaray haan baray dafatar main angraizi ka raj hai laikin bahar gali main issay koee pochta tak ahai is kay a ajood a’da ista too pa ool chaal main angraizi alfaz aa jatay hain. eak door main yahhi surat Arbi aur Farsi ki thi. Jo alfaz bila jawaz dakhal kiyay jatay hain ehsas-e-kamtari ka saboot hotay hain laikin jo juz-e-zoban ho jatay hain aeb nahain samjay ja saktay masla: I mean aap wahaan kayoon nahain gay ya I think hum ko yah done kar laina chahiay. Yah Urdu set up kay motabaq hain laikin inhain a hi aza say ahai daika ja’ay ga. A yah ju lay dekheay: Hamaray haan ki laydiaan aasman ki horoon say kisi tara kam nahain hain. (laydiaan, horoon) Tamamam omeedwaran apnay apnay sportran kay sath polling station kay bahar kharay natijay ka
  • 11. intazar kar rahay thay. (sportran, polling station) Lari addy par har shehar ko janay wali moterain khari thein. (Moterain) Yah jumlay qataee ajnabi nahain hain aur is qesam ki guftagu aam toor par sonay ko mil jati hai. Maeni ko hi dekh lain: Sexy, animal , saer tamasha, jaluos kab apnay assal maenoon main istmal hotay hain. Mukhtasar yah kah zobanain marti ya khatam nahain hotein, hakam aur mahkoom eak dusray say mataar hotay hain. yah oon ki rabtay ki zaroorat aur majbori hoti hai. 11-kisi zoban kay acha ya bura honay kay baray aap ki kiya a’ay hai? Koee zoban achi buri nahin, tamaam zobanain
  • 12. rabtay ka zariya-o-wasila hain. Urdu kay siwa tamaam zobanain aawazoon kay hawala say ka’zoo hai . Is o yaad pa o hai a ha u a nahain kaha ja sakta. Haan izhaar kay hawala say koee a’ay di ja sakti hai. Ap i ka i au ka’zo i ko marakab aawazoon say woh pura karnay ki koshesh karti hain. 12- Is jadeed door main matrook ho janay walay alfaz ki koee ehmeat baqi hai? Kayoon nahain, woh os ehad ki masharti, moashi, samaji, nafasyati aur saqafti hawaloon ka warsa hai. Guzra kal onhein kay hawala say jana aur pehchana ja sakta hai. Lafz kiya mahavroon ki surat badal gaee hai aur wo soo tara say istamal main aa rahay hain. in matrook alfaz, mahavraat main tabdiliaan aur aslobi tagheraat say zoban ki taraqi ki rafter ka andaza kiya ja sakta hai. Wo os shakl main mojood nahain hotay haan albatah tabdilioon ke satha zoban ka hissa rehtay hain
  • 13. Karvat laina, karvat badalna darust samjha jata hai: maslan woh hal likh chala hoon karvat badal badal kay Satyanaas marna, satyanaas karna/hona mostamal ho giya hain Kitabi aur bazaar ki zoban mukhtalif hoti hai. Adakaeyaan ko kitab wala kab adaoon kay maenoon main tasleem karay ga. 13-kiya boliaan zobanoon kay sath sath chalti rehti hain? a- haan sath sath chalti rehti hain b- matasar karti hain c- matasar hoti hain 14-kiya boliaan zobanoon ki takhleeq main moaawan sabat hoti hain? boolioon say zobanain takhleeq nahain hotein.
  • 14. Haan • taraqi karkay zobanain ban jati/sakti hain • Zobanoon ki taraqi main moawan sabat hoti hain. • zobanoon kay izhaar ko vosat mayasar aati hai. Jan kay (Jan bojh kar), mokmakao aisay alfaz Urdu kay liay ajnabi nahain hain. Yahhi surat badaisi zobanoon ki hai. Glass a’ ae i pa i/lassi aghe a pi ay ka pi a a, dafta a ae i offi e, t a’ ae i d, ta asha, jaloos waghera aam istamal kay alfaz hain. Mahajar apni assal par reh nahain sakta aur Yah asool-e-firat hai. Zobanain lafzoon ko apnay mazaj, zarorat, halaat aur nahvi nazam ke tehhat laiti aur oon ka istamal karti hain.
  • 15. 15-zoban main awazoon ki ehmeat kiya hai? Zobanain hain hi awazoon ka majmoah. Aawaz ki tabdeli say maeni badal saktatay hain. Zikar aur zakar kay moenoon ko daikh kar baat samjh main aa jati hai. 16- In aawazoon ki kitni aqsaam hain? Urdu main 3 tara ki avazain hain: a- alap paran b- maha paran c- alamti • dusri zobanoon main marakab aawazain bhi milti hain. Maslan sheen ko sh waghera say likha jata hai. Za’ay Fa si ko io say azay kiya jata hai. Issi tara mutbadal/mutradaf aawazoon say bhi kaam chalaya jata hai. Maslan Arbi Pakistan ko Bakistan likh parh aur bool saktay hain kayoon'kah arbi main pay awaz hai hi nahain.
  • 16. Miwati sharbat ko sarbat hi istamal karay ga. Angraizi main ‫د‬aur ‫ت‬ mojood nahain hain lihaza motradaf d aur t ko istamal main laya ja'ay ga. • Japani main dou tara kay sign hain. Hira gana, Kana kata. Chini aur Korian ki bhi kuch is say mukhtalif surat nahain. • Aa azoo kay akhaz u ’haad au u ’gi t hain. 17- Kiya khita ki tabdili say aawazoon ki noeat tabdeel ho jati hai? Ji haan, aalaqa ki tabdili say faraq aata hai. Mivaat aur Chatoor aur phir Rajistan main sheen ki aawaz nahain wahaan seen say kaam chalaya jata hai. Maslan basher say baser Punjabi walay zuma hi bolain gay halankah zima bool saktay hain.
  • 17. Issi par hi moqoof nahain aawazoon ko wahaan ka kalchar, nafasyaat, rasam-o-ravaj, mazaj aur rovaeoon ko apnana parta hai. 18- Awazoon kay zeer-o-bum say alfaz kay maeni-o-mafaheem main faraq aata hai? Kayoon nahain, maslan Roko, mat janay doo Roko mat, janay doo Maenoon main zamein aasman ka faraq aa giya hai. 19-kiya aawazain farad kay andar ki aakasi karti hain? ji haan. Boolnay kay andaz say shakhas ka batan jan liya jata hai.
  • 18. 20- Aawazoon ko samajhnay aur haqiqat tak rasaee kay liay kin lowazmaat ki zaroorat hotai hai? Aawazoon ko samjhnay kay liay hissi nazaam ka fa’aal au kisi o s say pak ho a ai’haad za o i hota hai. Dosra tajarba aur mashaeda bari ehmeat kay hamal hotay hain. 21-aawazoon kay hawala say aap nay kis noeat ka kaam kiya hai? Zobanoon ki awazain Taqabli aur ishtaraki motalalah Zobanoon ka bahmi ishtarak aur sanjain 22- Aawazoon par kaam kartay waqt kisi qisam ki dushwari paiash atti hai? Mehnat karna pari hai warna koee mushkal paish nahain aee.
  • 19. Bazaar main, mukhtalif tabqoon say bohat kuch mil jata hai, bas ghoor karnay ki zarorat hoti hai. 23- Aawazoon say koon sa ilm mayasar aata hai? • Insan ka batan • Lafz ki nafasyaat • Lafz ka kalchar • Kaenaat say reshta aur os say motalqaat say aaghi 24-zobanoon kay khandanoon kay hawala say kiya kehtay hain? Mein is nazriay ko tasleem nahain karta. Aawazoon kay makhaz kahein bhi alag say nahain. Tahum traces wahaan kay mahool, halaat, zarorat, aalaat-e-nutaq aur moaawan aalaat-e-nutaq kay zeer-e-assar tarqeeb patay hain aur yah fitrat ka
  • 20. teh kiya giya asool hai. Sun Jun 24, 2007 12:12 pm _________________ Shazia Global Moderator Ashi Batein Bataney Ka shuriya, very nice posting. Sun Aug 26, 2007 5:15 am _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab is mohabat aur lutaf-o-ata k liay
  • 21. mumnoon-e-ehsan hoon. Allah aap ko kuh rakhy. Sun Aug 26, 2007 7:56 pm _________________ Read more: http://www.forumpakistan.com/lisanyaat-say-motalaq-kuch-sawal-ja wab-t944.html#ixzz4GLM4tHOu lisanyaat say motalaq kuch sawal jawab By Maqsood Hasni
  • 22. Abuzar Barqi Kutab'khana July 2016 lisanyaat bara ahum aur hisas subject hai is par kam hi likha parha jata hai. Ahbab ki dilchaspi kay liay main nay sawalan jawaban is mozoo ko chera hai kayoon'kah is hawala say bhi aaghi rehni chahiay.