SlideShare a Scribd company logo
1 of 12
Insan aur
zobanain
Maqsood Hasni
Abuzar barqi
kutab'khana
Aguest 2016
Insan aur zobanain
Tamam insan Hazrat Adam (AS) ki olaad
hain (1) aur yah teh'shuda baat hai. Insan
kisi bhi alaqa say motalaq ho, eak si fitri
zaroyaat, adaat aur hajaat rakhta hai.
Gher'fitri zaroyaat adaat aur hajaat alhaqi
aur insan ki khud'sakhta hain.
Aabdi main azafay kay sabab insan
mukhtalif alaqoon main hijrat kartay ga'ay.
Mukhtalif amarja mukhtalif mosimi mazaj,
alaqaee halaat, alaqaee zaroryaat
waghera ki hamaisha say hamil rahi hain.
(2) Alaqaee mosmi halaat-o-mazaj kay
hawala say os kay alaat-e-notaq aur
moawan alaat-e-notaq tashkeel-o-tarkeeb
pa'ay. Alaat-e-notaq aur moawan alaat-e-
notaq kay hawala say alaqaee awazoon
ka nazam teh paya aur in awazoon kay
hawala say, insani zarorat kay motabaq
alfaz tashkeel-o-taqeeb pa'ay. In
hawaloon kay zair-e-asar kisi zoban/boli
main awazain kam aur kisi main ziyada
hain. Is waqt donya main Quran-e-Majeed
ki zoban ko choor kar, koee bhi boli ya
likhi janay wali zoban ataee nahain hai
bal'kah insan ki apni takhleeq'karda hai.
Insan moashrat main rehnay wali khaslat
rakhta hai is liay os ka apnay aur dosray
alaqoon kay logoon say kisi na'kisi hawala
say mail'joul hota rehta hai. Is mail'joul
kay zair-e-asar woh dosri zobanoon ki
aawazain aur alfaz ko ikhtayar karta rehta
hai aur yah moamla omomi aur mamool ka
hai.
Her alaqay aur her walait main os alaqay
aur walait ki zaroryaat kay motabaq alag
say zoban takhleeq hoee. Insan ki taqseen
mosharti, moashi aur alaqa main os ki
samaji haisiat kay hawala say garo,
jamatain, konbay, qabilay waghera
tashkeel pa'ay. Is tara insan ki tarjihaat
main taqseem ka amal vajood main aaya.
Her garo, jamat, konba, qabila waghera
nay apnay vajood aur haisiat ko mazboot
karnay kay liay mokhtalif aqdaam kiay. Is
tara eak hi alaqa main aqamat rakhnay
waloon ki zonan/boli main wazay faraq
aata giya.
Aaj Mahirein-e-lisanyaat zobanoon kay
konboon aur qabiloon ki talash kar rahay
hain aur yah bhi daryaft karnay ki koshesh
main masroof hain kah konsi zoban kis
zoban say nikli. Yah kosheshain qate
bai'kar-e-meaz hain kayoon'kah koe zoban
kisi zoban say nahain nikli. Her zoban
apna alag say vajood rakhti hai. Haan
albata dosri zobanoon nay os par lisani
asraat zaroor moratab kiay hain. Insan eak
hi konba say motalaq hai aur yah taqseen
baad ki hai. Bilkul issi tara zobanoon ki
taqseem bhi insani taqseem kay sath
vajood main aee.
Aaj hi nahain doo char sadyoon pehlay ki
kisi bhi zoban ka lisani motalah kar
daikhain, wo khalis nahain ho gi. Os main
digar alaqaee zobanoon kay sath sath dour
amarja ki zobanoon kay bai'shomar alfaz
mil jaein gay. Is ki kaee suratain milain gi.
Maslam
a. alfaz apni haiat main wohi hoon gay
laikin oon ka talafaz badal giya ho ga.
b. alfaz apni haiat main wohi hoon gay
laikin oon kay maeni badal gay houn gay.
c. Alfaz ki haiat (form) tabdeal ho gaee ho
gi.
d. alfaz kay sath moqami sabqay ya
lahqay ka paiwand kar diya giya ho ga.
e. haiati aur manivi tabdili aa gaee ho gi.
f. istamal ki suratain tabdeel ho gaee hoon
gi.
g. wahid jama moqami hawala say
bana'ay gay hoon gay.
h. jama ko wahid aur wahid ko jama
istamal kya giya ho ga.
i. movanas mazakar moqami tariqa say
istamal kiya gay hoon gay.
j. awazoon aur alfaz main bai'shumaar
ashkali tabdiliaan waqay hoein aur
yah amal jari-o-sari hai.
Aisi bohat sari chizain daikhnay ko mil
jaein gi. Is kay maeni yah nahain bantay
kah falaan zoban falaan zoban say nikli
hai ya falaan zoban falaan zoban ki masi
phopi chachi ya juwaan/sotili behan hai.
Her zoban apna alag say vajood rakhti hai.
Koee zoban kisi zoban say nahain nikli.
Halaat aur waqt kay hawala say os ki
nash-o-nama hoti rahi. Yahhi sach aur
yahhi asal haqiqat hai.
Aaj amd-o-raft kay zara'ay bhar ga'ay
hain. Donya eak basti ka roop ikhtayaar
kar gaee hai is liay zobanain eak dosray
say motasar ho rahi hain. Haan mazi ho
kah haal, hakim zobanain ziyada asraat
moratab karti hain. Moqami zobanoon se
asraat laiti bhi hain. Angraizi ko daikh lain
kis tara donya ki zobanoon ko motasar kar
rahi hai. Jab hakam (3) mar ja'ay ga to is
ki zoban kay alfaz aur aawazain unani,
arbi, farsi ya turki ki tara zobanoon ka
hissa rahain gay. Khuda maloom oon ki os
waqt kya surat aur haiat rahi ho gi. Ya
koon say alfaz aur aawazain mazi bun
jaein gi. Haan agar insan ko zinda rehnay
diya giya (4) aur atum bumb say ora na
diya giya to woh apni bonyadi fitrat par hi
rahay ga. Os ki fitri hajaat main kabhi
tabdili nahain aa'ay gi.
--------------------
1. Aaqa Kareem (Oon par baishaad darood
aur salam ponchay) aur oon ki aal olaad
kay siwa.
2. yah qabilay konbay alaqay aur
zobanain waghera shakhas ki shanakhat
hain, insan ki taqseem ki daleel nahain
hain. maslan admioon kay naam rakhay
jatay hain ta'kah oon ki shakhasi shanakht
ho sakay warna her kisi ko:
oh admi baat sonna
keh kar mokhtab kiya jata. Ab osha,
aasha, rajni, basant kour, qalsoom, rita,
okasa, okama keh kar bolanay ka matlab
yah hai kah pehchan rahay kayoon'kah
oon ka alag alag vajood hai. Ta'hum
boyadi tour par woh sab ouratain hi hain.
agar aap kehtay hain oh ourat baat sonna,
chalis ouratoon main say koon samjhy kah
kis ko bolaya ja raha hai.
Class-room main role number bhi issi
hawala say jari hotay hain. Ustad kehta
hai role number 822 to fran wohhi talib-e-
ilm hath khara karta hai jis ka role number
822 hota hai. Os ki haisiat aur class main
koee aur kisi qisam ka faraq nahain aata.
Noor Mohammad keh kar bolaein ya Mr.
Smith, namoon kay hawala say haisiat
main koe farq nahain aata. Majmoee tour
par donoon insan hi hain.
3. amrika
4. tamam insan bahmi dost aur bhi hain
haan mafad'parast toloon ki apsi shuru say
jang jari hai. Yah jang aam admi ki jang
nahain kayoon'kah aam admi aman'parast
tha aur hai. Haan albatah aam admi oon
kay mafad bhint zaroor charta aaya hai.
Yah amal is taraqi kay dour main bhi jari
hai balkah is amal ko taraqi mili hai.
Wed Jun 30, 2010 2:48 pm
_________________
Tamam insanoon ki asl eak hai Laikin
Zobanain halaat ki paidawar hain
Vatamunz ka darja rakhti hain"
maray liay khasoosi dilchaspi ka mojab
hay keh yeh maray nazriah wahdat ul
lisan kay zaily unwan laghzash i
lisan[zallaht ul qari ]ki kafi had tak
wazahat karta ha...........wahdat ul lisan
ka bunyadi khial yeh hay keh tamam
zabanoon ki asl aik ha.is silsilah main mari
3 kitabain Allah ki mahrbani say publish
ho chuki hain.5 kitabain tabaat kay liay
tyyar hain.main nain apna ghair matboa
kam www.wahdatullisan.blog.com
main day dia ha.wahdat ul lisan bahut
wsee mozo ha ................sout o maana ka
ham rang aahang kay unwan say aik
muqalah web main shamil ha is say maray
kam ka andaza ho jata ha.(safdar qureshi)
Read more:
http://www.forumpakistan.com/tamam-insanoon-ki-asl-eak-
hai-t55582.html#ixzz4FhF4EUn1
Insan aur
zobanain
Maqsood Hasni
Abuzar barqi
kutab'khana
Aguest 2016

More Related Content

What's hot

Zakr naek eak haq’dushmun ratu tota
Zakr naek eak haq’dushmun ratu totaZakr naek eak haq’dushmun ratu tota
Zakr naek eak haq’dushmun ratu totamaqsood hasni
 
Manpasand shadi karne ke liye wazifa
Manpasand shadi karne ke liye wazifaManpasand shadi karne ke liye wazifa
Manpasand shadi karne ke liye wazifaAmal Dua For Love
 
Let's come to learn grammar
Let's come to learn grammar Let's come to learn grammar
Let's come to learn grammar Aneel-k Suthar
 
lisanyaat say motalaq kuch sawal jawab
lisanyaat say motalaq  kuch  sawal jawab	lisanyaat say motalaq  kuch  sawal jawab
lisanyaat say motalaq kuch sawal jawab maqsood hasni
 
Urdu sad shayari with meaning
Urdu sad shayari with meaningUrdu sad shayari with meaning
Urdu sad shayari with meaningAarushi Sharma
 
Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay Nahain
Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay NahainTakht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay Nahain
Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay Nahainmaqsood hasni
 
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.touqeerabbas
 
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena main
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena mainUrdu tarikhi, adbi aur lisani aaena main
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena mainmaqsood hasni
 
قومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہے
قومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہےقومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہے
قومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہےmaqsood hasni
 
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
 BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?  BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT? maqsood hasni
 
MAREEZ KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
MAREEZ  KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTAMAREEZ  KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
MAREEZ KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTAmaqsood hasni
 
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana haiMasoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana haimnqureshi226
 
Jabr, Zindagi, Insan aur Asri taqazay
Jabr, Zindagi, Insan  aur  Asri taqazayJabr, Zindagi, Insan  aur  Asri taqazay
Jabr, Zindagi, Insan aur Asri taqazaymaqsood hasni
 
Geet aur Zaboor Lyrics
Geet aur Zaboor LyricsGeet aur Zaboor Lyrics
Geet aur Zaboor LyricsMasihi Web
 

What's hot (20)

Zakr naek eak haq’dushmun ratu tota
Zakr naek eak haq’dushmun ratu totaZakr naek eak haq’dushmun ratu tota
Zakr naek eak haq’dushmun ratu tota
 
Manpasand shadi karne ke liye wazifa
Manpasand shadi karne ke liye wazifaManpasand shadi karne ke liye wazifa
Manpasand shadi karne ke liye wazifa
 
Let's come to learn grammar
Let's come to learn grammar Let's come to learn grammar
Let's come to learn grammar
 
Urdu
Urdu Urdu
Urdu
 
lisanyaat say motalaq kuch sawal jawab
lisanyaat say motalaq  kuch  sawal jawab	lisanyaat say motalaq  kuch  sawal jawab
lisanyaat say motalaq kuch sawal jawab
 
Urdu sad shayari with meaning
Urdu sad shayari with meaningUrdu sad shayari with meaning
Urdu sad shayari with meaning
 
Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay Nahain
Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay NahainTakht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay Nahain
Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay Nahain
 
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
 
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena main
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena mainUrdu tarikhi, adbi aur lisani aaena main
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena main
 
قومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہے
قومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہےقومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہے
قومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہے
 
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
 BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?  BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
 
MAREEZ KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
MAREEZ  KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTAMAREEZ  KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
MAREEZ KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
 
Nusrat Fateh ali Khan
Nusrat Fateh ali KhanNusrat Fateh ali Khan
Nusrat Fateh ali Khan
 
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana haiMasoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
 
Jabr, Zindagi, Insan aur Asri taqazay
Jabr, Zindagi, Insan  aur  Asri taqazayJabr, Zindagi, Insan  aur  Asri taqazay
Jabr, Zindagi, Insan aur Asri taqazay
 
Nusrat fateh ali khan lyrics
Nusrat fateh ali khan lyricsNusrat fateh ali khan lyrics
Nusrat fateh ali khan lyrics
 
Pyar pane ka wazifa
Pyar pane ka wazifaPyar pane ka wazifa
Pyar pane ka wazifa
 
Geet aur Zaboor Lyrics
Geet aur Zaboor LyricsGeet aur Zaboor Lyrics
Geet aur Zaboor Lyrics
 
Presentation1
Presentation1Presentation1
Presentation1
 
Lafz Hind ki kahani
Lafz Hind ki kahaniLafz Hind ki kahani
Lafz Hind ki kahani
 

Viewers also liked

Trabajo 3
Trabajo 3Trabajo 3
Trabajo 3guaji03
 
Danger: Zombie Apocalypse Ahead -- How you and your organizations can avoid t...
Danger: Zombie Apocalypse Ahead -- How you and your organizations can avoid t...Danger: Zombie Apocalypse Ahead -- How you and your organizations can avoid t...
Danger: Zombie Apocalypse Ahead -- How you and your organizations can avoid t...Nicholas Tuck
 
امید ہی تو زندگی ہے
امید ہی تو زندگی ہےامید ہی تو زندگی ہے
امید ہی تو زندگی ہےmaqsood hasni
 
Tarea 2 (nuestra ruta)
Tarea 2 (nuestra ruta)Tarea 2 (nuestra ruta)
Tarea 2 (nuestra ruta)DarioSR6
 
مسٹر اردو اسرار زیست اور شخصیت
مسٹر اردو اسرار زیست اور شخصیتمسٹر اردو اسرار زیست اور شخصیت
مسٹر اردو اسرار زیست اور شخصیتmaqsood hasni
 
Welcome home! The Reggae Marathon Experience
Welcome home! The Reggae Marathon ExperienceWelcome home! The Reggae Marathon Experience
Welcome home! The Reggae Marathon ExperienceChris Morales
 
اردو انجمن اور مقصود حسنی کی افسانہ نگاری
 اردو انجمن  اور  مقصود حسنی کی افسانہ نگاری   اردو انجمن  اور  مقصود حسنی کی افسانہ نگاری
اردو انجمن اور مقصود حسنی کی افسانہ نگاری maqsood hasni
 
Brosur Solahart 2000 Liter
Brosur Solahart 2000 LiterBrosur Solahart 2000 Liter
Brosur Solahart 2000 Literwilly hartadi
 
Apply correct table format
Apply correct table formatApply correct table format
Apply correct table formatQueenTrapQueen
 
Literatura 2 evaluacion
Literatura 2 evaluacionLiteratura 2 evaluacion
Literatura 2 evaluacioncimas_8
 
Marketing, Planning, Implimentation And Control
Marketing, Planning, Implimentation And ControlMarketing, Planning, Implimentation And Control
Marketing, Planning, Implimentation And ControlFalade Samson
 
El repositorio de proyectos Scratch. Nuevas oportunidades de investigación y ...
El repositorio de proyectos Scratch. Nuevas oportunidades de investigación y ...El repositorio de proyectos Scratch. Nuevas oportunidades de investigación y ...
El repositorio de proyectos Scratch. Nuevas oportunidades de investigación y ...Jesús Moreno León
 

Viewers also liked (16)

Trabajo 3
Trabajo 3Trabajo 3
Trabajo 3
 
Danger: Zombie Apocalypse Ahead -- How you and your organizations can avoid t...
Danger: Zombie Apocalypse Ahead -- How you and your organizations can avoid t...Danger: Zombie Apocalypse Ahead -- How you and your organizations can avoid t...
Danger: Zombie Apocalypse Ahead -- How you and your organizations can avoid t...
 
امید ہی تو زندگی ہے
امید ہی تو زندگی ہےامید ہی تو زندگی ہے
امید ہی تو زندگی ہے
 
Tarea 2 (nuestra ruta)
Tarea 2 (nuestra ruta)Tarea 2 (nuestra ruta)
Tarea 2 (nuestra ruta)
 
مسٹر اردو اسرار زیست اور شخصیت
مسٹر اردو اسرار زیست اور شخصیتمسٹر اردو اسرار زیست اور شخصیت
مسٹر اردو اسرار زیست اور شخصیت
 
Welcome home! The Reggae Marathon Experience
Welcome home! The Reggae Marathon ExperienceWelcome home! The Reggae Marathon Experience
Welcome home! The Reggae Marathon Experience
 
اردو انجمن اور مقصود حسنی کی افسانہ نگاری
 اردو انجمن  اور  مقصود حسنی کی افسانہ نگاری   اردو انجمن  اور  مقصود حسنی کی افسانہ نگاری
اردو انجمن اور مقصود حسنی کی افسانہ نگاری
 
Secondary Research
Secondary ResearchSecondary Research
Secondary Research
 
Brosur Solahart 2000 Liter
Brosur Solahart 2000 LiterBrosur Solahart 2000 Liter
Brosur Solahart 2000 Liter
 
Apply correct table format
Apply correct table formatApply correct table format
Apply correct table format
 
Literatura 2 evaluacion
Literatura 2 evaluacionLiteratura 2 evaluacion
Literatura 2 evaluacion
 
Marketing, Planning, Implimentation And Control
Marketing, Planning, Implimentation And ControlMarketing, Planning, Implimentation And Control
Marketing, Planning, Implimentation And Control
 
Odisea
OdiseaOdisea
Odisea
 
Survey Analysis
Survey AnalysisSurvey Analysis
Survey Analysis
 
Levy agrega valor
Levy agrega valorLevy agrega valor
Levy agrega valor
 
El repositorio de proyectos Scratch. Nuevas oportunidades de investigación y ...
El repositorio de proyectos Scratch. Nuevas oportunidades de investigación y ...El repositorio de proyectos Scratch. Nuevas oportunidades de investigación y ...
El repositorio de proyectos Scratch. Nuevas oportunidades de investigación y ...
 

Similar to Insan aur zobanain

Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanain
Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanainAwazain Alfaz Ishtarak Aur zobanain
Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanainmaqsood hasni
 
Admi, Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?!
Admi,  Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?! Admi,  Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?!
Admi, Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?! maqsood hasni
 
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas ayaEk walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas ayaalihussnain
 
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAHARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAHmaqsood hasni
 
Angraizi ke urdu par lisanyati asraat
Angraizi ke urdu par lisanyati asraatAngraizi ke urdu par lisanyati asraat
Angraizi ke urdu par lisanyati asraatmaqsood hasni
 
New text document
New text documentNew text document
New text documentShaik Uddin
 
Planning: Islamic perspective
Planning: Islamic perspectivePlanning: Islamic perspective
Planning: Islamic perspectiveazeez luthfullah
 
Khudi na bach gharibi main naam paida kar
Khudi na bach  gharibi main naam paida kar Khudi na bach  gharibi main naam paida kar
Khudi na bach gharibi main naam paida kar maqsood hasni
 
Arbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraat
Arbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraatArbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraat
Arbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraatmaqsood hasni
 
Amel Ki Categeory (Darjat)
Amel Ki Categeory (Darjat)Amel Ki Categeory (Darjat)
Amel Ki Categeory (Darjat)guest77eb26
 
Jamaat ul muslimeen haq aur ahle hadees main farq
Jamaat ul muslimeen haq aur ahle hadees main farqJamaat ul muslimeen haq aur ahle hadees main farq
Jamaat ul muslimeen haq aur ahle hadees main farqAzaz Khan
 
URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA MASLA
URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA  MASLA URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA  MASLA
URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA MASLA maqsood hasni
 
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zaroori
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zarooriPaaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zaroori
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zarooriSalim Rawat
 
آٹھ انچ کا پروں والا انسان
آٹھ انچ کا پروں والا انسانآٹھ انچ کا پروں والا انسان
آٹھ انچ کا پروں والا انسانmaqsood hasni
 
Sant velentain jodon ka sanrakshak.
Sant velentain   jodon ka sanrakshak.Sant velentain   jodon ka sanrakshak.
Sant velentain jodon ka sanrakshak.Martin M Flynn
 
Sikh Silsala-Eak Motala
Sikh Silsala-Eak Motala Sikh Silsala-Eak Motala
Sikh Silsala-Eak Motala maqsood hasni
 
Prof. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeri
Prof. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeriProf. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeri
Prof. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaerimaqsood hasni
 

Similar to Insan aur zobanain (19)

Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanain
Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanainAwazain Alfaz Ishtarak Aur zobanain
Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanain
 
Admi, Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?!
Admi,  Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?! Admi,  Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?!
Admi, Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?!
 
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas ayaEk walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
 
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAHARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
 
Angraizi (1)
Angraizi (1)Angraizi (1)
Angraizi (1)
 
Angraizi ke urdu par lisanyati asraat
Angraizi ke urdu par lisanyati asraatAngraizi ke urdu par lisanyati asraat
Angraizi ke urdu par lisanyati asraat
 
New text document
New text documentNew text document
New text document
 
Planning: Islamic perspective
Planning: Islamic perspectivePlanning: Islamic perspective
Planning: Islamic perspective
 
Khudi na bach gharibi main naam paida kar
Khudi na bach  gharibi main naam paida kar Khudi na bach  gharibi main naam paida kar
Khudi na bach gharibi main naam paida kar
 
Arbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraat
Arbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraatArbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraat
Arbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraat
 
Amel Ki Categeory (Darjat)
Amel Ki Categeory (Darjat)Amel Ki Categeory (Darjat)
Amel Ki Categeory (Darjat)
 
Jamaat ul muslimeen haq aur ahle hadees main farq
Jamaat ul muslimeen haq aur ahle hadees main farqJamaat ul muslimeen haq aur ahle hadees main farq
Jamaat ul muslimeen haq aur ahle hadees main farq
 
LOVE SHAYARI
LOVE SHAYARILOVE SHAYARI
LOVE SHAYARI
 
URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA MASLA
URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA  MASLA URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA  MASLA
URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA MASLA
 
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zaroori
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zarooriPaaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zaroori
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zaroori
 
آٹھ انچ کا پروں والا انسان
آٹھ انچ کا پروں والا انسانآٹھ انچ کا پروں والا انسان
آٹھ انچ کا پروں والا انسان
 
Sant velentain jodon ka sanrakshak.
Sant velentain   jodon ka sanrakshak.Sant velentain   jodon ka sanrakshak.
Sant velentain jodon ka sanrakshak.
 
Sikh Silsala-Eak Motala
Sikh Silsala-Eak Motala Sikh Silsala-Eak Motala
Sikh Silsala-Eak Motala
 
Prof. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeri
Prof. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeriProf. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeri
Prof. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeri
 

More from maqsood hasni

چودہ اگست اک دن ہے
چودہ اگست اک دن ہےچودہ اگست اک دن ہے
چودہ اگست اک دن ہےmaqsood hasni
 
مقصود حسنی کی نظمیں
مقصود حسنی کی نظمیںمقصود حسنی کی نظمیں
مقصود حسنی کی نظمیںmaqsood hasni
 
The languagr problem
The languagr problemThe languagr problem
The languagr problemmaqsood hasni
 
TWELVE SHORT STORIES
TWELVE SHORT STORIESTWELVE SHORT STORIES
TWELVE SHORT STORIESmaqsood hasni
 
منار زیست پر
منار زیست پرمنار زیست پر
منار زیست پرmaqsood hasni
 
دس واکا نظمیں
دس واکا نظمیںدس واکا نظمیں
دس واکا نظمیںmaqsood hasni
 
کیچڑ کا کنول منظومہ
 کیچڑ کا کنول  منظومہ کیچڑ کا کنول  منظومہ
کیچڑ کا کنول منظومہmaqsood hasni
 
پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار
 پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار
پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکارmaqsood hasni
 
Sailing stones of death valley
Sailing stones of death valleySailing stones of death valley
Sailing stones of death valleymaqsood hasni
 
چودہ ہائیکو
چودہ ہائیکوچودہ ہائیکو
چودہ ہائیکوmaqsood hasni
 
چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی
 چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی
چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافیmaqsood hasni
 
izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai
 izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai
izhar pr pabandigi khatar’nak hoti haimaqsood hasni
 
The World 50,000 Years Ago
The World 50,000 Years AgoThe World 50,000 Years Ago
The World 50,000 Years Agomaqsood hasni
 

More from maqsood hasni (20)

چودہ اگست اک دن ہے
چودہ اگست اک دن ہےچودہ اگست اک دن ہے
چودہ اگست اک دن ہے
 
مقصود حسنی کی نظمیں
مقصود حسنی کی نظمیںمقصود حسنی کی نظمیں
مقصود حسنی کی نظمیں
 
The languagr problem
The languagr problemThe languagr problem
The languagr problem
 
کچھ نظمیں
کچھ نظمیںکچھ نظمیں
کچھ نظمیں
 
زیادہ تر
زیادہ ترزیادہ تر
زیادہ تر
 
TWELVE SHORT STORIES
TWELVE SHORT STORIESTWELVE SHORT STORIES
TWELVE SHORT STORIES
 
منار زیست پر
منار زیست پرمنار زیست پر
منار زیست پر
 
Miracle of arts
  Miracle of arts  Miracle of arts
Miracle of arts
 
دس واکا نظمیں
دس واکا نظمیںدس واکا نظمیں
دس واکا نظمیں
 
کیچڑ کا کنول منظومہ
 کیچڑ کا کنول  منظومہ کیچڑ کا کنول  منظومہ
کیچڑ کا کنول منظومہ
 
پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار
 پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار
پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار
 
Pandora
PandoraPandora
Pandora
 
Japanese poetry
Japanese poetryJapanese poetry
Japanese poetry
 
Sailing stones of death valley
Sailing stones of death valleySailing stones of death valley
Sailing stones of death valley
 
چودہ ہائیکو
چودہ ہائیکوچودہ ہائیکو
چودہ ہائیکو
 
چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی
 چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی
چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی
 
طلاق
 طلاق طلاق
طلاق
 
izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai
 izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai
izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai
 
The World 50,000 Years Ago
The World 50,000 Years AgoThe World 50,000 Years Ago
The World 50,000 Years Ago
 
Adam-Ram’s bridge
Adam-Ram’s bridgeAdam-Ram’s bridge
Adam-Ram’s bridge
 

Recently uploaded

Crayon Activity Handout For the Crayon A
Crayon Activity Handout For the Crayon ACrayon Activity Handout For the Crayon A
Crayon Activity Handout For the Crayon AUnboundStockton
 
Computed Fields and api Depends in the Odoo 17
Computed Fields and api Depends in the Odoo 17Computed Fields and api Depends in the Odoo 17
Computed Fields and api Depends in the Odoo 17Celine George
 
Procuring digital preservation CAN be quick and painless with our new dynamic...
Procuring digital preservation CAN be quick and painless with our new dynamic...Procuring digital preservation CAN be quick and painless with our new dynamic...
Procuring digital preservation CAN be quick and painless with our new dynamic...Jisc
 
Enzyme, Pharmaceutical Aids, Miscellaneous Last Part of Chapter no 5th.pdf
Enzyme, Pharmaceutical Aids, Miscellaneous Last Part of Chapter no 5th.pdfEnzyme, Pharmaceutical Aids, Miscellaneous Last Part of Chapter no 5th.pdf
Enzyme, Pharmaceutical Aids, Miscellaneous Last Part of Chapter no 5th.pdfSumit Tiwari
 
Presiding Officer Training module 2024 lok sabha elections
Presiding Officer Training module 2024 lok sabha electionsPresiding Officer Training module 2024 lok sabha elections
Presiding Officer Training module 2024 lok sabha electionsanshu789521
 
How to Make a Pirate ship Primary Education.pptx
How to Make a Pirate ship Primary Education.pptxHow to Make a Pirate ship Primary Education.pptx
How to Make a Pirate ship Primary Education.pptxmanuelaromero2013
 
How to Configure Email Server in Odoo 17
How to Configure Email Server in Odoo 17How to Configure Email Server in Odoo 17
How to Configure Email Server in Odoo 17Celine George
 
Painted Grey Ware.pptx, PGW Culture of India
Painted Grey Ware.pptx, PGW Culture of IndiaPainted Grey Ware.pptx, PGW Culture of India
Painted Grey Ware.pptx, PGW Culture of IndiaVirag Sontakke
 
Alper Gobel In Media Res Media Component
Alper Gobel In Media Res Media ComponentAlper Gobel In Media Res Media Component
Alper Gobel In Media Res Media ComponentInMediaRes1
 
Difference Between Search & Browse Methods in Odoo 17
Difference Between Search & Browse Methods in Odoo 17Difference Between Search & Browse Methods in Odoo 17
Difference Between Search & Browse Methods in Odoo 17Celine George
 
Gas measurement O2,Co2,& ph) 04/2024.pptx
Gas measurement O2,Co2,& ph) 04/2024.pptxGas measurement O2,Co2,& ph) 04/2024.pptx
Gas measurement O2,Co2,& ph) 04/2024.pptxDr.Ibrahim Hassaan
 
Final demo Grade 9 for demo Plan dessert.pptx
Final demo Grade 9 for demo Plan dessert.pptxFinal demo Grade 9 for demo Plan dessert.pptx
Final demo Grade 9 for demo Plan dessert.pptxAvyJaneVismanos
 
Hierarchy of management that covers different levels of management
Hierarchy of management that covers different levels of managementHierarchy of management that covers different levels of management
Hierarchy of management that covers different levels of managementmkooblal
 
AmericanHighSchoolsprezentacijaoskolama.
AmericanHighSchoolsprezentacijaoskolama.AmericanHighSchoolsprezentacijaoskolama.
AmericanHighSchoolsprezentacijaoskolama.arsicmarija21
 
What is Model Inheritance in Odoo 17 ERP
What is Model Inheritance in Odoo 17 ERPWhat is Model Inheritance in Odoo 17 ERP
What is Model Inheritance in Odoo 17 ERPCeline George
 
EPANDING THE CONTENT OF AN OUTLINE using notes.pptx
EPANDING THE CONTENT OF AN OUTLINE using notes.pptxEPANDING THE CONTENT OF AN OUTLINE using notes.pptx
EPANDING THE CONTENT OF AN OUTLINE using notes.pptxRaymartEstabillo3
 
Blooming Together_ Growing a Community Garden Worksheet.docx
Blooming Together_ Growing a Community Garden Worksheet.docxBlooming Together_ Growing a Community Garden Worksheet.docx
Blooming Together_ Growing a Community Garden Worksheet.docxUnboundStockton
 

Recently uploaded (20)

Crayon Activity Handout For the Crayon A
Crayon Activity Handout For the Crayon ACrayon Activity Handout For the Crayon A
Crayon Activity Handout For the Crayon A
 
Computed Fields and api Depends in the Odoo 17
Computed Fields and api Depends in the Odoo 17Computed Fields and api Depends in the Odoo 17
Computed Fields and api Depends in the Odoo 17
 
Procuring digital preservation CAN be quick and painless with our new dynamic...
Procuring digital preservation CAN be quick and painless with our new dynamic...Procuring digital preservation CAN be quick and painless with our new dynamic...
Procuring digital preservation CAN be quick and painless with our new dynamic...
 
Enzyme, Pharmaceutical Aids, Miscellaneous Last Part of Chapter no 5th.pdf
Enzyme, Pharmaceutical Aids, Miscellaneous Last Part of Chapter no 5th.pdfEnzyme, Pharmaceutical Aids, Miscellaneous Last Part of Chapter no 5th.pdf
Enzyme, Pharmaceutical Aids, Miscellaneous Last Part of Chapter no 5th.pdf
 
Presiding Officer Training module 2024 lok sabha elections
Presiding Officer Training module 2024 lok sabha electionsPresiding Officer Training module 2024 lok sabha elections
Presiding Officer Training module 2024 lok sabha elections
 
How to Make a Pirate ship Primary Education.pptx
How to Make a Pirate ship Primary Education.pptxHow to Make a Pirate ship Primary Education.pptx
How to Make a Pirate ship Primary Education.pptx
 
How to Configure Email Server in Odoo 17
How to Configure Email Server in Odoo 17How to Configure Email Server in Odoo 17
How to Configure Email Server in Odoo 17
 
Model Call Girl in Tilak Nagar Delhi reach out to us at 🔝9953056974🔝
Model Call Girl in Tilak Nagar Delhi reach out to us at 🔝9953056974🔝Model Call Girl in Tilak Nagar Delhi reach out to us at 🔝9953056974🔝
Model Call Girl in Tilak Nagar Delhi reach out to us at 🔝9953056974🔝
 
Painted Grey Ware.pptx, PGW Culture of India
Painted Grey Ware.pptx, PGW Culture of IndiaPainted Grey Ware.pptx, PGW Culture of India
Painted Grey Ware.pptx, PGW Culture of India
 
Alper Gobel In Media Res Media Component
Alper Gobel In Media Res Media ComponentAlper Gobel In Media Res Media Component
Alper Gobel In Media Res Media Component
 
Model Call Girl in Bikash Puri Delhi reach out to us at 🔝9953056974🔝
Model Call Girl in Bikash Puri  Delhi reach out to us at 🔝9953056974🔝Model Call Girl in Bikash Puri  Delhi reach out to us at 🔝9953056974🔝
Model Call Girl in Bikash Puri Delhi reach out to us at 🔝9953056974🔝
 
Difference Between Search & Browse Methods in Odoo 17
Difference Between Search & Browse Methods in Odoo 17Difference Between Search & Browse Methods in Odoo 17
Difference Between Search & Browse Methods in Odoo 17
 
Gas measurement O2,Co2,& ph) 04/2024.pptx
Gas measurement O2,Co2,& ph) 04/2024.pptxGas measurement O2,Co2,& ph) 04/2024.pptx
Gas measurement O2,Co2,& ph) 04/2024.pptx
 
Final demo Grade 9 for demo Plan dessert.pptx
Final demo Grade 9 for demo Plan dessert.pptxFinal demo Grade 9 for demo Plan dessert.pptx
Final demo Grade 9 for demo Plan dessert.pptx
 
Hierarchy of management that covers different levels of management
Hierarchy of management that covers different levels of managementHierarchy of management that covers different levels of management
Hierarchy of management that covers different levels of management
 
TataKelola dan KamSiber Kecerdasan Buatan v022.pdf
TataKelola dan KamSiber Kecerdasan Buatan v022.pdfTataKelola dan KamSiber Kecerdasan Buatan v022.pdf
TataKelola dan KamSiber Kecerdasan Buatan v022.pdf
 
AmericanHighSchoolsprezentacijaoskolama.
AmericanHighSchoolsprezentacijaoskolama.AmericanHighSchoolsprezentacijaoskolama.
AmericanHighSchoolsprezentacijaoskolama.
 
What is Model Inheritance in Odoo 17 ERP
What is Model Inheritance in Odoo 17 ERPWhat is Model Inheritance in Odoo 17 ERP
What is Model Inheritance in Odoo 17 ERP
 
EPANDING THE CONTENT OF AN OUTLINE using notes.pptx
EPANDING THE CONTENT OF AN OUTLINE using notes.pptxEPANDING THE CONTENT OF AN OUTLINE using notes.pptx
EPANDING THE CONTENT OF AN OUTLINE using notes.pptx
 
Blooming Together_ Growing a Community Garden Worksheet.docx
Blooming Together_ Growing a Community Garden Worksheet.docxBlooming Together_ Growing a Community Garden Worksheet.docx
Blooming Together_ Growing a Community Garden Worksheet.docx
 

Insan aur zobanain

  • 1. Insan aur zobanain Maqsood Hasni Abuzar barqi kutab'khana Aguest 2016 Insan aur zobanain
  • 2. Tamam insan Hazrat Adam (AS) ki olaad hain (1) aur yah teh'shuda baat hai. Insan kisi bhi alaqa say motalaq ho, eak si fitri zaroyaat, adaat aur hajaat rakhta hai. Gher'fitri zaroyaat adaat aur hajaat alhaqi aur insan ki khud'sakhta hain. Aabdi main azafay kay sabab insan mukhtalif alaqoon main hijrat kartay ga'ay. Mukhtalif amarja mukhtalif mosimi mazaj, alaqaee halaat, alaqaee zaroryaat waghera ki hamaisha say hamil rahi hain. (2) Alaqaee mosmi halaat-o-mazaj kay hawala say os kay alaat-e-notaq aur moawan alaat-e-notaq tashkeel-o-tarkeeb pa'ay. Alaat-e-notaq aur moawan alaat-e- notaq kay hawala say alaqaee awazoon ka nazam teh paya aur in awazoon kay hawala say, insani zarorat kay motabaq
  • 3. alfaz tashkeel-o-taqeeb pa'ay. In hawaloon kay zair-e-asar kisi zoban/boli main awazain kam aur kisi main ziyada hain. Is waqt donya main Quran-e-Majeed ki zoban ko choor kar, koee bhi boli ya likhi janay wali zoban ataee nahain hai bal'kah insan ki apni takhleeq'karda hai. Insan moashrat main rehnay wali khaslat rakhta hai is liay os ka apnay aur dosray alaqoon kay logoon say kisi na'kisi hawala say mail'joul hota rehta hai. Is mail'joul kay zair-e-asar woh dosri zobanoon ki aawazain aur alfaz ko ikhtayar karta rehta hai aur yah moamla omomi aur mamool ka hai. Her alaqay aur her walait main os alaqay aur walait ki zaroryaat kay motabaq alag say zoban takhleeq hoee. Insan ki taqseen mosharti, moashi aur alaqa main os ki
  • 4. samaji haisiat kay hawala say garo, jamatain, konbay, qabilay waghera tashkeel pa'ay. Is tara insan ki tarjihaat main taqseem ka amal vajood main aaya. Her garo, jamat, konba, qabila waghera nay apnay vajood aur haisiat ko mazboot karnay kay liay mokhtalif aqdaam kiay. Is tara eak hi alaqa main aqamat rakhnay waloon ki zonan/boli main wazay faraq aata giya. Aaj Mahirein-e-lisanyaat zobanoon kay konboon aur qabiloon ki talash kar rahay hain aur yah bhi daryaft karnay ki koshesh main masroof hain kah konsi zoban kis zoban say nikli. Yah kosheshain qate bai'kar-e-meaz hain kayoon'kah koe zoban kisi zoban say nahain nikli. Her zoban apna alag say vajood rakhti hai. Haan albata dosri zobanoon nay os par lisani
  • 5. asraat zaroor moratab kiay hain. Insan eak hi konba say motalaq hai aur yah taqseen baad ki hai. Bilkul issi tara zobanoon ki taqseem bhi insani taqseem kay sath vajood main aee. Aaj hi nahain doo char sadyoon pehlay ki kisi bhi zoban ka lisani motalah kar daikhain, wo khalis nahain ho gi. Os main digar alaqaee zobanoon kay sath sath dour amarja ki zobanoon kay bai'shomar alfaz mil jaein gay. Is ki kaee suratain milain gi. Maslam a. alfaz apni haiat main wohi hoon gay laikin oon ka talafaz badal giya ho ga. b. alfaz apni haiat main wohi hoon gay laikin oon kay maeni badal gay houn gay. c. Alfaz ki haiat (form) tabdeal ho gaee ho gi. d. alfaz kay sath moqami sabqay ya
  • 6. lahqay ka paiwand kar diya giya ho ga. e. haiati aur manivi tabdili aa gaee ho gi. f. istamal ki suratain tabdeel ho gaee hoon gi. g. wahid jama moqami hawala say bana'ay gay hoon gay. h. jama ko wahid aur wahid ko jama istamal kya giya ho ga. i. movanas mazakar moqami tariqa say istamal kiya gay hoon gay. j. awazoon aur alfaz main bai'shumaar ashkali tabdiliaan waqay hoein aur yah amal jari-o-sari hai. Aisi bohat sari chizain daikhnay ko mil jaein gi. Is kay maeni yah nahain bantay kah falaan zoban falaan zoban say nikli hai ya falaan zoban falaan zoban ki masi
  • 7. phopi chachi ya juwaan/sotili behan hai. Her zoban apna alag say vajood rakhti hai. Koee zoban kisi zoban say nahain nikli. Halaat aur waqt kay hawala say os ki nash-o-nama hoti rahi. Yahhi sach aur yahhi asal haqiqat hai. Aaj amd-o-raft kay zara'ay bhar ga'ay hain. Donya eak basti ka roop ikhtayaar kar gaee hai is liay zobanain eak dosray say motasar ho rahi hain. Haan mazi ho kah haal, hakim zobanain ziyada asraat moratab karti hain. Moqami zobanoon se asraat laiti bhi hain. Angraizi ko daikh lain kis tara donya ki zobanoon ko motasar kar rahi hai. Jab hakam (3) mar ja'ay ga to is ki zoban kay alfaz aur aawazain unani, arbi, farsi ya turki ki tara zobanoon ka hissa rahain gay. Khuda maloom oon ki os waqt kya surat aur haiat rahi ho gi. Ya
  • 8. koon say alfaz aur aawazain mazi bun jaein gi. Haan agar insan ko zinda rehnay diya giya (4) aur atum bumb say ora na diya giya to woh apni bonyadi fitrat par hi rahay ga. Os ki fitri hajaat main kabhi tabdili nahain aa'ay gi. -------------------- 1. Aaqa Kareem (Oon par baishaad darood aur salam ponchay) aur oon ki aal olaad kay siwa. 2. yah qabilay konbay alaqay aur zobanain waghera shakhas ki shanakhat hain, insan ki taqseem ki daleel nahain hain. maslan admioon kay naam rakhay jatay hain ta'kah oon ki shakhasi shanakht ho sakay warna her kisi ko: oh admi baat sonna keh kar mokhtab kiya jata. Ab osha, aasha, rajni, basant kour, qalsoom, rita,
  • 9. okasa, okama keh kar bolanay ka matlab yah hai kah pehchan rahay kayoon'kah oon ka alag alag vajood hai. Ta'hum boyadi tour par woh sab ouratain hi hain. agar aap kehtay hain oh ourat baat sonna, chalis ouratoon main say koon samjhy kah kis ko bolaya ja raha hai. Class-room main role number bhi issi hawala say jari hotay hain. Ustad kehta hai role number 822 to fran wohhi talib-e- ilm hath khara karta hai jis ka role number 822 hota hai. Os ki haisiat aur class main koee aur kisi qisam ka faraq nahain aata. Noor Mohammad keh kar bolaein ya Mr. Smith, namoon kay hawala say haisiat main koe farq nahain aata. Majmoee tour par donoon insan hi hain. 3. amrika 4. tamam insan bahmi dost aur bhi hain
  • 10. haan mafad'parast toloon ki apsi shuru say jang jari hai. Yah jang aam admi ki jang nahain kayoon'kah aam admi aman'parast tha aur hai. Haan albatah aam admi oon kay mafad bhint zaroor charta aaya hai. Yah amal is taraqi kay dour main bhi jari hai balkah is amal ko taraqi mili hai. Wed Jun 30, 2010 2:48 pm _________________ Tamam insanoon ki asl eak hai Laikin Zobanain halaat ki paidawar hain Vatamunz ka darja rakhti hain" maray liay khasoosi dilchaspi ka mojab hay keh yeh maray nazriah wahdat ul lisan kay zaily unwan laghzash i lisan[zallaht ul qari ]ki kafi had tak wazahat karta ha...........wahdat ul lisan ka bunyadi khial yeh hay keh tamam
  • 11. zabanoon ki asl aik ha.is silsilah main mari 3 kitabain Allah ki mahrbani say publish ho chuki hain.5 kitabain tabaat kay liay tyyar hain.main nain apna ghair matboa kam www.wahdatullisan.blog.com main day dia ha.wahdat ul lisan bahut wsee mozo ha ................sout o maana ka ham rang aahang kay unwan say aik muqalah web main shamil ha is say maray kam ka andaza ho jata ha.(safdar qureshi) Read more: http://www.forumpakistan.com/tamam-insanoon-ki-asl-eak- hai-t55582.html#ixzz4FhF4EUn1 Insan aur