SlideShare a Scribd company logo
1 of 8
HRELATE.COM
Vitamin A Benefits in Hindi: Janiye
Iske Anmol Laabh
Vitamin A fat mai ghulanshil Vitamin hai. Yeh mukhyata retinoid aur carotenoids do
roop mai paya jata hai. Sabjiyo ka rang jitna gehra aur chamkila hoga, unme
carotenoids ki matra utni adhik hogi. Vitamin A aankho ke liye bahut hi faydemand
hota hai. Saath hi yeh bimari se bachne ke liye bhi bahut kaam aata hai. To aaiye jante
hai Vitamin A Benefits in Hindi.
hrelate.com
• Yeh vitamin sharir ke aneko ango jese skin, baal, nakhun, granthi, daant, masude aur
haddi ko samanya roop se banaye rakhne mai madad karta hai aur sharir ke sabh
ango ko sucharu roop se chalne mai madad karta hai.
• Halaki yeh humare bhojan mai vibhinn roopo mai paryapt roop se rehta hai, lekin
agar iski kami bhi ho to iski purti ke liye prakritik source ka hi laabh uthana chahiye.
• Shodhkartao ne dawa kiya hai ki Vitamin A ka poshak aahar vikaas shil deksho mai
har saal 5 saal se kam umra ke lagbhag 6 laakh baccho ki jaan bacha sakta hai.
hrelate.com
Vitamin A Benefits in Hindi: Iske Aneko Faydo ke
Bare Mai Jane
hrelate.com
Acchi sehat ke liye yeh sabse accha vitamin hai. Yeh aankho ki roshni ko tez karke
uski mashpeshiyo ko majboot banata hai. Aaiye jante hai iske upyog:-
Yeh bhurna ki normal growth aur development ke liye bahut accha mana jata hai.
• Twacha ke liye bhi swasthvardhak hota hai.
• Rakt mai calcium ka level banaye rakhne aur haddiyo ke liye kaafi avashyak hota
hai.
• Haddiyo, daant aur urtako ke rakh rakhav ke liye avashyak hai.
• Urja paida karne ke liye sabhi koshikao ko iski jarurat padti hai.
• Swasth rehne ke liye Vitamin A ke dono roop ka sevan karna chahiye.
hrelate.com
Kise Chahiye Adhik Vitamin A
Vegetarian logo aur sharab ka sevan karne walo ko iski adhik jarurat hoti hai. Lever ki bimariyo, cystic
fibrosis aadi se pidit logo ko bhi Vitamin A ki avashyakta hoti hai. Kai log samajhte hai ki Vitamin A kewal
ek hi vishesh padarth hota hai, jabki isme poshak tatvo ki ek vistrut shrankhla hoti hai. Har poshak
padarth ke apne laabh hote hai. Adhik matra mai Vitamin A ka sevan Vitamin K ke avashoshan ko
prabhavit karta hai. Fat mai ghulanshil Vitamin ke rakt ka thakka banana ke liye jaruri hai.
Khurak
Vitamin A ko 2 tarah ke unit mai napa jata hai. Inko badalne ke liye formula hai:-
•1 IU: 1 Internatiobnal Unit = 0.3 microgram Retinol Equivalent
1 gm = 1000 microgram
Vitamin A ka pratidin jarurat umra aur sehat ke anusar badalte rehta hai:
•Jamn se 6 mahine ke umra ke shishu ko karib 1333 IU ya 400 microgram
•6 se 12 mahine ke umra ke shishu ko karib 1666 IU ya 500 microgram
•1 se 3 saal ke bacche ko karib 1000 IU ya 300 microgram
•4 se 8 saal ke bacche ko karib 1333 IU ya 400 microgram
•9 se 13 saal ke bacche ko karib 2000 IU ya 600 microgram
•14 se 30 saal wale wale purush ko 3000 IU ya 900 microgram
•14 se 30 saal wali mahilao ko 2333 IU ya 700 microgram
•Grabh ke douran karib 2500 IU ya 750 microgram
•Stanpan ke douran karib 4000 IU ya 1200 microgram
hrelate.com
Vitamin A ki Kami ke Lakshan
•Kaan mai foda
•Sukhe baal
•Sukhi twacha
•Chronic diarrhea
•Sardi-jukham
•Thakan
•Neend na aana
•Night blindness
•Pneumonia
•Prajann mai kathinai
•Sinus
•Kamjor daant
•Vajan mai kami
hrelate.com
Vitamin A inn Chizo Mai Paya Jata Hai
Chukandar, asaag, broccoli, sabut anaaj, paneer, giridar phal, butter, gajar, mirch, dairy product, hari
pattedar sabjiya, anda, beans, rajma, meat, aam, sarso, papita, dhaniya, chiku, mutter, kaddu, laal
mirch, sea food, shaljam, tamatar, shakkar kand, tarbooz, makai ke dane, pile ya narangi rang ke phal
aadi.
Inn Savdhani ko Jarur Barte
Atadhik Vitamin A lene se sharir par anek dushprabhav ho sakte hai jese ki sar dard, dekhne mai
dikkat, thakawat, dast, baal girna, skin kharab ho jana, haddi aur jodo mai dard, kaleja ko nuksaan
pahuchna aur ladkiyo mai asamay masik dharm hona yeh samasya ho sakti hai.
Garbh ke douran khaas savdhani- atyadhik Vitamin A, pet mai palte bacche ko nuksaan pahucha sakta
hai.
Upar aapne jane Vitamin A Benefits in Hindi. To aaj hi se apne sharir ke hisab se apni body ke liye
inn vitaminse yukt padarth ka sevan kare aur swasth rahe.
hrelate.com
• Apna ek haath ka panja pidit ki chhati ke bich ki haddi jaha par chhati ki haddiya milti hai
ke Madhya mai rakhe. Yeh sthan chhati ke Madhya mai dono nipple ke bich hona chahiye.
• Iske baad dusre hatah ko pehle ke upar rakhte huye ungliyo ko bandh le. Apni bajuo aur
elbow ko sidha rakhe.
• Uske baad pidit ki chhati ki haddiyo ko sidha 1.5 se 2 inch ya 4 se 5 cm tak niche dabav de.
Chhati par dabav dene ki yeh prakriya prati minute 100 baar ki gati se honi chahiye.
• Dabav dene aur chhodne ki kriya ek baar mai 30 baar kare. Dabav dene aur chhodne ka
samay barabar hona chahiye.
• Pidit ko Cardiopulmonary Resuscitation ya CPR dete samay 2 baar kratim saans de aur
30 baar chhati par dabav dena chahiye. Iska anupaat 30:2 ka rakhe.
• Jab aap aapatkalin sahayata prapt na ho ya pidit vyakti samanya saans lena shuru na kar de
tab tak CPR dena shuru rakhe.
• Cardiopulmonary Resuscitation se aap pidit vyakti ki jaan bacha sakte hai. Yeh article kisi
ki jindagi ko bachane ke kaam aa sakta hai.

More Related Content

Viewers also liked (17)

NUTRITION IN LIVER DISEASE
NUTRITION IN LIVER DISEASENUTRITION IN LIVER DISEASE
NUTRITION IN LIVER DISEASE
 
Effect of Liver Disease on Drug Metabolism
Effect of Liver Disease on Drug Metabolism Effect of Liver Disease on Drug Metabolism
Effect of Liver Disease on Drug Metabolism
 
Nutrition Slideshow
Nutrition SlideshowNutrition Slideshow
Nutrition Slideshow
 
Chapter 19 Nutrition and Liver Diseases
Chapter 19 Nutrition and Liver Diseases Chapter 19 Nutrition and Liver Diseases
Chapter 19 Nutrition and Liver Diseases
 
NUTRITION AND NUTRIENTS
NUTRITION AND NUTRIENTSNUTRITION AND NUTRIENTS
NUTRITION AND NUTRIENTS
 
PROTEINS
PROTEINSPROTEINS
PROTEINS
 
4.3 proteins
4.3   proteins4.3   proteins
4.3 proteins
 
Protein Powerpoint
Protein PowerpointProtein Powerpoint
Protein Powerpoint
 
Protein Structure & Function
Protein Structure & FunctionProtein Structure & Function
Protein Structure & Function
 
Nutrition
NutritionNutrition
Nutrition
 
Nutrition, Health, And Food Pyramid Presentation
Nutrition, Health, And Food Pyramid  PresentationNutrition, Health, And Food Pyramid  Presentation
Nutrition, Health, And Food Pyramid Presentation
 
Protein
ProteinProtein
Protein
 
Protein structure: details
Protein structure: detailsProtein structure: details
Protein structure: details
 
Nutrition presentation
Nutrition presentationNutrition presentation
Nutrition presentation
 
Nutritional Powerpoint
Nutritional PowerpointNutritional Powerpoint
Nutritional Powerpoint
 
Nutrition: Food, Nutrition and Health
Nutrition: Food, Nutrition and HealthNutrition: Food, Nutrition and Health
Nutrition: Food, Nutrition and Health
 
Presentation on Healthy Eating
Presentation on Healthy EatingPresentation on Healthy Eating
Presentation on Healthy Eating
 

More from cshradhha

Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
cshradhha
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
cshradhha
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
cshradhha
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
cshradhha
 

More from cshradhha (20)

Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye KhasBridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
 
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk GunCustard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
 
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke LakshanBrain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
 
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se BharpurKale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
 
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki CharbiYoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
 
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak LaabhBenefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
 

Vitamin A Benefits in Hindi: Janiye Iske Laabh Aur Rahiye Swasth

  • 1. HRELATE.COM Vitamin A Benefits in Hindi: Janiye Iske Anmol Laabh
  • 2. Vitamin A fat mai ghulanshil Vitamin hai. Yeh mukhyata retinoid aur carotenoids do roop mai paya jata hai. Sabjiyo ka rang jitna gehra aur chamkila hoga, unme carotenoids ki matra utni adhik hogi. Vitamin A aankho ke liye bahut hi faydemand hota hai. Saath hi yeh bimari se bachne ke liye bhi bahut kaam aata hai. To aaiye jante hai Vitamin A Benefits in Hindi. hrelate.com
  • 3. • Yeh vitamin sharir ke aneko ango jese skin, baal, nakhun, granthi, daant, masude aur haddi ko samanya roop se banaye rakhne mai madad karta hai aur sharir ke sabh ango ko sucharu roop se chalne mai madad karta hai. • Halaki yeh humare bhojan mai vibhinn roopo mai paryapt roop se rehta hai, lekin agar iski kami bhi ho to iski purti ke liye prakritik source ka hi laabh uthana chahiye. • Shodhkartao ne dawa kiya hai ki Vitamin A ka poshak aahar vikaas shil deksho mai har saal 5 saal se kam umra ke lagbhag 6 laakh baccho ki jaan bacha sakta hai. hrelate.com
  • 4. Vitamin A Benefits in Hindi: Iske Aneko Faydo ke Bare Mai Jane hrelate.com Acchi sehat ke liye yeh sabse accha vitamin hai. Yeh aankho ki roshni ko tez karke uski mashpeshiyo ko majboot banata hai. Aaiye jante hai iske upyog:- Yeh bhurna ki normal growth aur development ke liye bahut accha mana jata hai. • Twacha ke liye bhi swasthvardhak hota hai. • Rakt mai calcium ka level banaye rakhne aur haddiyo ke liye kaafi avashyak hota hai. • Haddiyo, daant aur urtako ke rakh rakhav ke liye avashyak hai. • Urja paida karne ke liye sabhi koshikao ko iski jarurat padti hai. • Swasth rehne ke liye Vitamin A ke dono roop ka sevan karna chahiye.
  • 5. hrelate.com Kise Chahiye Adhik Vitamin A Vegetarian logo aur sharab ka sevan karne walo ko iski adhik jarurat hoti hai. Lever ki bimariyo, cystic fibrosis aadi se pidit logo ko bhi Vitamin A ki avashyakta hoti hai. Kai log samajhte hai ki Vitamin A kewal ek hi vishesh padarth hota hai, jabki isme poshak tatvo ki ek vistrut shrankhla hoti hai. Har poshak padarth ke apne laabh hote hai. Adhik matra mai Vitamin A ka sevan Vitamin K ke avashoshan ko prabhavit karta hai. Fat mai ghulanshil Vitamin ke rakt ka thakka banana ke liye jaruri hai. Khurak Vitamin A ko 2 tarah ke unit mai napa jata hai. Inko badalne ke liye formula hai:- •1 IU: 1 Internatiobnal Unit = 0.3 microgram Retinol Equivalent 1 gm = 1000 microgram Vitamin A ka pratidin jarurat umra aur sehat ke anusar badalte rehta hai: •Jamn se 6 mahine ke umra ke shishu ko karib 1333 IU ya 400 microgram •6 se 12 mahine ke umra ke shishu ko karib 1666 IU ya 500 microgram •1 se 3 saal ke bacche ko karib 1000 IU ya 300 microgram •4 se 8 saal ke bacche ko karib 1333 IU ya 400 microgram •9 se 13 saal ke bacche ko karib 2000 IU ya 600 microgram •14 se 30 saal wale wale purush ko 3000 IU ya 900 microgram •14 se 30 saal wali mahilao ko 2333 IU ya 700 microgram •Grabh ke douran karib 2500 IU ya 750 microgram •Stanpan ke douran karib 4000 IU ya 1200 microgram
  • 6. hrelate.com Vitamin A ki Kami ke Lakshan •Kaan mai foda •Sukhe baal •Sukhi twacha •Chronic diarrhea •Sardi-jukham •Thakan •Neend na aana •Night blindness •Pneumonia •Prajann mai kathinai •Sinus •Kamjor daant •Vajan mai kami
  • 7. hrelate.com Vitamin A inn Chizo Mai Paya Jata Hai Chukandar, asaag, broccoli, sabut anaaj, paneer, giridar phal, butter, gajar, mirch, dairy product, hari pattedar sabjiya, anda, beans, rajma, meat, aam, sarso, papita, dhaniya, chiku, mutter, kaddu, laal mirch, sea food, shaljam, tamatar, shakkar kand, tarbooz, makai ke dane, pile ya narangi rang ke phal aadi. Inn Savdhani ko Jarur Barte Atadhik Vitamin A lene se sharir par anek dushprabhav ho sakte hai jese ki sar dard, dekhne mai dikkat, thakawat, dast, baal girna, skin kharab ho jana, haddi aur jodo mai dard, kaleja ko nuksaan pahuchna aur ladkiyo mai asamay masik dharm hona yeh samasya ho sakti hai. Garbh ke douran khaas savdhani- atyadhik Vitamin A, pet mai palte bacche ko nuksaan pahucha sakta hai. Upar aapne jane Vitamin A Benefits in Hindi. To aaj hi se apne sharir ke hisab se apni body ke liye inn vitaminse yukt padarth ka sevan kare aur swasth rahe.
  • 8. hrelate.com • Apna ek haath ka panja pidit ki chhati ke bich ki haddi jaha par chhati ki haddiya milti hai ke Madhya mai rakhe. Yeh sthan chhati ke Madhya mai dono nipple ke bich hona chahiye. • Iske baad dusre hatah ko pehle ke upar rakhte huye ungliyo ko bandh le. Apni bajuo aur elbow ko sidha rakhe. • Uske baad pidit ki chhati ki haddiyo ko sidha 1.5 se 2 inch ya 4 se 5 cm tak niche dabav de. Chhati par dabav dene ki yeh prakriya prati minute 100 baar ki gati se honi chahiye. • Dabav dene aur chhodne ki kriya ek baar mai 30 baar kare. Dabav dene aur chhodne ka samay barabar hona chahiye. • Pidit ko Cardiopulmonary Resuscitation ya CPR dete samay 2 baar kratim saans de aur 30 baar chhati par dabav dena chahiye. Iska anupaat 30:2 ka rakhe. • Jab aap aapatkalin sahayata prapt na ho ya pidit vyakti samanya saans lena shuru na kar de tab tak CPR dena shuru rakhe. • Cardiopulmonary Resuscitation se aap pidit vyakti ki jaan bacha sakte hai. Yeh article kisi ki jindagi ko bachane ke kaam aa sakta hai.