SlideShare a Scribd company logo
1 of 9
HRELATE.COM
Custard Apple Benefits in Hindi:
Sitaphal Ke Chamtkari Gun
• Sitaphal ek prakar ka phal hai jise bade budho se lekar baccho tak sabhi khana pasand
karte hai. Yeh swad mai meetha hota hai aur iska aakar dil ke saman dikhayi deta hai. Yeh
phal bahar se sakht, andar se naram hota hai.
• Iss phal ka guda safed rang ka chamakdar aur malaidar hota hai. Iss wajeh se aap iski
smoothie, shake aur natural ice-cream banakar bhi kha sakte hai. Iske alava iske aur bhi
fayde janne ke liye padhe Custard Apple Benefits in Hindi.
• Sitaphal ke anadar chamakdar kale bij bhi hote hai jiska prayog bhi swasth ki dekhbhal ke
liye kiya jata hai. Sitaphal august se November ke bich ugane wala phal hai. Yeh sheetal
prakrati ka hota hai. Iske sevan se pitt aur ulti aana band ho jati hai. Sath hi yeh sharir ko
poshtikta pradan karta hai.
• Sitaphal hamare sharir ko kai prakar ki bimariyo se ladne ki shakti pradan karta hai. Isme
fiber, vitamin, khanij tatv aur protein ki uchit matra hoti hai sath hi yeh kam vasa wala phal
hota hai. Iss wajeh se yeh hriday, uchh raktchap aur twacha se judi kai prakar ki
pareshaniyo se nijad dilane mai madad karta hai.
hrelate.com
hrelate.com
Custard Apple Benefits in Hindi: Sharir Ke Liye
Faydemand Sitaphal
hrelate.com
Ganjapan Dur Karne Mai Madad Kare
• Jo log ganjepan ka shikar hai unke liye sitaphal khana bahut hi fayda karta hai. Iske
sath-sath yadi sitaphal ke beej ko bakari ke dudh ke sath milakar pees le aur iss prakar
bane lape se sar ki malish kare. Aesa karne se sar ke ude huye bal shighra aa jate hai
sath hi isse mastishk ko thandak bhi pahuchti hai.
Hriday Ke Liye Faydemand
• Hriday aur dil se sambandhit bimariyo se grasit vyaktiyo ke liye bhi sitaphal
faydemand hota hai. Sitaphal mai upasthit magnesium aur potassium hamare blood
cholesterol ko kam karne mai madad karta hai. Iss wajeh se jinka hriday bahut kamjor
hota hai, hriday ka spandan bahut adhik ho raha ho, bahut ghabrahat hoti hai ya fir jo
vyakti uchh raktchap se pidit hai unke liye sitaphal ka sevan karna chahiye.
• Iske alava sitaphal mai upasthit magnesium, dil ka dora padne jaisi samasyao ko rokne
mai madad karta hai, sath hi yeh hriday ki sabhi maspeshiyo ko aaram deta hai. Iske
alava isme upasthit vitamin B6 bimariyo ke jokhim ko kam karne mai madad karta hai.
hrelate.com
Sharir ka Taap Niyantrit Rakhe
• Kuch log aese hote hai jinke sharir mai garmi bahut adhik hoti hai aur unka sharir bahut
adhik garam rehta hai unko sitaphal khana bahut faydemand hota hai. Darahsal sitaphal
hande tehsir ka hota hai jisse iske sevan se sharir mai thandak ka ehsaas hota hai. Isliye garam
tehsir wale logo ko sitaphal ka niymit sevan karna chahiye.
Garbhvati Mahilao Ke Liye
• Garbhvati mahilao ke liye bhi sitaphal ka sevan bahut laabhprad hota hai. Garbhavastha ke
samay mahilao ko bahut si parehsnaiyo ka samna karna padta hai jaise mood ka badalna,
sharir mai kamjori, akadan aadi. Inn sabhi rahat pane ke liye mahilao ko rojana sitaphal ka
sevan karna chahiye.
Aankho Ke Liye
• Aankho ki dekhbhal ke liye bhi sitaphal bahut accha hota hai. Isme vitamin C, riboflavin aur
vitamin A ki acchi matra hoti hai jo ki aankho ke swasth ke liye bahut acchi hoti hai. Yeh
vitamin hamari aankho ke dekhane ki shakti ko aur bhi badhane ka kam karta hai.
hrelate.com
Pet Ke Liye Faydemand
• Sitaphal ke gude mai ghulansheel gude hote hai jo ki hamare pachan tantra ko majbut
banane mai madad karte hai. Iske sath hi isme upasthit copper aur fiber ki ucch matra bojan
ke pachan mai madad karta hai. Yeh tatv mal ko naram karta hai jisse mal aur sharir ke sabhi
vishakt padarth aasani se bahar nikal sake. Iss wajeh se sitaphal pachan se judi samasyao aur
kabj se rahat dilane mai madad karta hai.
Dama Se Rahat De
• Sitaphal mai vitamin B6 jaise kai prakar ke poshak tatv hote hai jo ki vyakti ko hone wali
bronchial sujan aur dama se rahat dilane mai madad karte hai.
Vajan Badhane Mai Madad Kare
• Sitaphal mai vajan ko badhane ki Shamta hoti hai. Kuch logo ka vajan kai prakar ki bimariyo
aur khana na khane ki wajeh se bahut kam ho jata hai. Aese mai unhe kai anya prakar ki
pareshaniya ho jati hai. Isse bachne ke liye sitaphal bahut labhkari hota hai. Isliye vajan ko
badhane ke liye aaj se apni diet mai sitaphal ka istemal karna shuru kar de aur rakhiye apne
aap ko kai prkar ki swasth sambandhi samasyao se dur.
hrelate.com
Shakti Pradan Kare
• Kuch log adhik kam kaj ki wajeh se bahut kamjori mehsus karte hai. Isse bachne ke liye
sitaphal ka sevan kare. Sitaphal energy ka bahut accha strot hai jiske sevan se
thakavat,maspeshiyo aur haadiyo ki kamjori apne aap dur ho jati hai. Isliye rojana sitaphal ka
sevan karna chahiye.
Sheetalta Pradan Kare
• Dimag mai bhari garmi ko shant karne ke liye sitaphal ka sevan karna chahiye. Sitaphal mai
vitamin B complex ki adhik matra hoti hai jo ki dimag ko shant rakhti hai. Sath hi yeh hamare
chidchidepan ko dur karta hai. Isliye apne mastishk ko swasth rakhne aur dimag mai shanti
banaye rakhne ke liye sitaphal ka sevan jarur kare.
Rakt Mai Sharkara Ki Matra Niyantrit Rakhe
• Sitaphal hamare sharir mai sugar ke level ko niyantrit karne mai bhi madad karta hai. Isme
sharkara ko sokh lene ka gun hota hai jisse yeh sharir ke sugar level ko badhne nahi deta hai.
Jo ki madhumeh rogiyo ke liye accha hota hai.
hrelate.com
Gathiya Rog Mai Faydemand
• Gathiya rog aur jodo ke dard ko bhi thik karne mai sitaphal madad karta hai. Isme mojud
magnesium hamare sharir mai pani ke santulan ko banaye rakhne mai madad karta hai. Iss
tarah yeh jodo mai jamne wale hanikarak acid ko hatane mai madad karta hai. Yeh acid hi
gathiya rog ka karan banta hai. Iss tarah sitaphal ke sevan se gathiya rog mai aaram milta hai.
Rog Pratirodhak Kshamta Ko Badhaye
• Yaha padhe custard apple in hindi. Isme kai prakar ke anti-oxidant gun bhi hote hai. Yeh gun
sharir ko kai kai prakar ke rogo se ladne ki shakti pradan karte hai. Iss tarah yeh hamare sharir
ke immunity system ko badhane mai madad karte hai.
Baal Aur Twacha Ko Swasth Rakhe
• Sitaphal , sharir ko rogo se ladne ki shakti dene ke sath-sath hamare baalo aur twacha ke
swasth ko durast rakhne mai bhi madad karta hai. Isme upasthit vitamin A aur vitamin C
hamari twacha ko komal aur mulayam banane mai madad karta hai sath hi baalo ki bhi sahi
dekhbhal karta hai.
hrelate.com
Custard Apple Benefits In Hindi: Anya Fayde Inhe Bhi Jane
• Sitaphal hamare sharir mai khun ki kami ko pura karta hai jisse sharir ko anemia jaise rogo se
bachaya ja sake. Sath hi sitaphal ke sevan se alpata ka rog dur hota hai.
• Sitaphal hamare daanto ko bhi majbuti pradan karta hai. Iske sevan se daanto aur masudho
ka dard dur ho jata hai.
• Fodo aur alsar ko khatam karne ke liye sitaphal ke gude ka prayog karna chahiye.
• Diarrhea se bachne ke liye sitaphal ke kacche phal ko katkar dhup mai sukha le. Fir ise piskar
rogi ko khilaye isse diarrhea ki samasya se nijad milta hai.
• Pake huye sitaphal ka guda ek kapde mai bandhkar hatheli aur panjo par padi gaanth par
lagane se gaanth tut jati hai aur thik ho jati hai.
• Sitaphal mai upasthit vitamin A twacha ko swasth rakhne mai madad karta hai. Yeh badhti
umra ke bad twacha mai aane wale ageing ki samasya ko bhi dur karne mai madad karta hai.
• Shodho se pata chala hai ki sitaphal ke 10 gram beejo ko rojana nashte mai lene se prostate se
sambandhit bimari dur ho jati hai.

More Related Content

Viewers also liked

Viewers also liked (14)

PERSONAL INFORMATION
PERSONAL INFORMATIONPERSONAL INFORMATION
PERSONAL INFORMATION
 
C:\Fakepath\Book1
C:\Fakepath\Book1C:\Fakepath\Book1
C:\Fakepath\Book1
 
Diploma
DiplomaDiploma
Diploma
 
Welcome to NEC! SpiceCorp of Dallas / Fort Worth
Welcome to NEC! SpiceCorp of Dallas / Fort WorthWelcome to NEC! SpiceCorp of Dallas / Fort Worth
Welcome to NEC! SpiceCorp of Dallas / Fort Worth
 
Broncoaspiracion 33
Broncoaspiracion 33Broncoaspiracion 33
Broncoaspiracion 33
 
Thanks
ThanksThanks
Thanks
 
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye KhasBridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
 
Types Of Social Groups Powerpoint
Types Of Social Groups PowerpointTypes Of Social Groups Powerpoint
Types Of Social Groups Powerpoint
 
diagnostico situacional. del hospital regional de pemex,minatitlan,ver
diagnostico situacional. del hospital regional de pemex,minatitlan,verdiagnostico situacional. del hospital regional de pemex,minatitlan,ver
diagnostico situacional. del hospital regional de pemex,minatitlan,ver
 
Tbc infantil
Tbc infantilTbc infantil
Tbc infantil
 
Sam charla 2016
Sam charla 2016Sam charla 2016
Sam charla 2016
 
Mehendi
MehendiMehendi
Mehendi
 
Adulteration
AdulterationAdulteration
Adulteration
 
4_452680567926816994 mhd
4_452680567926816994 mhd4_452680567926816994 mhd
4_452680567926816994 mhd
 

More from cshradhha

Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke LakshanBrain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshancshradhha
 
Benefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindiBenefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindicshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbecshradhha
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasthcshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Faydecshradhha
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptomscshradhha
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantcshradhha
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)cshradhha
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during periodcshradhha
 
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak LaabhBenefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabhcshradhha
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for womencshradhha
 
Natural energy-boosters
Natural  energy-boostersNatural  energy-boosters
Natural energy-boosterscshradhha
 
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde JaniyeBrown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiyecshradhha
 
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan TareekePaiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareekecshradhha
 
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In HindiIn Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindicshradhha
 

More from cshradhha (18)

Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke LakshanBrain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
 
Benefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindiBenefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindi
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
 
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak LaabhBenefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for women
 
Natural energy-boosters
Natural  energy-boostersNatural  energy-boosters
Natural energy-boosters
 
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde JaniyeBrown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
 
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan TareekePaiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
 
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In HindiIn Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
 

Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun

  • 1. HRELATE.COM Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Chamtkari Gun
  • 2. • Sitaphal ek prakar ka phal hai jise bade budho se lekar baccho tak sabhi khana pasand karte hai. Yeh swad mai meetha hota hai aur iska aakar dil ke saman dikhayi deta hai. Yeh phal bahar se sakht, andar se naram hota hai. • Iss phal ka guda safed rang ka chamakdar aur malaidar hota hai. Iss wajeh se aap iski smoothie, shake aur natural ice-cream banakar bhi kha sakte hai. Iske alava iske aur bhi fayde janne ke liye padhe Custard Apple Benefits in Hindi. • Sitaphal ke anadar chamakdar kale bij bhi hote hai jiska prayog bhi swasth ki dekhbhal ke liye kiya jata hai. Sitaphal august se November ke bich ugane wala phal hai. Yeh sheetal prakrati ka hota hai. Iske sevan se pitt aur ulti aana band ho jati hai. Sath hi yeh sharir ko poshtikta pradan karta hai. • Sitaphal hamare sharir ko kai prakar ki bimariyo se ladne ki shakti pradan karta hai. Isme fiber, vitamin, khanij tatv aur protein ki uchit matra hoti hai sath hi yeh kam vasa wala phal hota hai. Iss wajeh se yeh hriday, uchh raktchap aur twacha se judi kai prakar ki pareshaniyo se nijad dilane mai madad karta hai. hrelate.com
  • 3. hrelate.com Custard Apple Benefits in Hindi: Sharir Ke Liye Faydemand Sitaphal
  • 4. hrelate.com Ganjapan Dur Karne Mai Madad Kare • Jo log ganjepan ka shikar hai unke liye sitaphal khana bahut hi fayda karta hai. Iske sath-sath yadi sitaphal ke beej ko bakari ke dudh ke sath milakar pees le aur iss prakar bane lape se sar ki malish kare. Aesa karne se sar ke ude huye bal shighra aa jate hai sath hi isse mastishk ko thandak bhi pahuchti hai. Hriday Ke Liye Faydemand • Hriday aur dil se sambandhit bimariyo se grasit vyaktiyo ke liye bhi sitaphal faydemand hota hai. Sitaphal mai upasthit magnesium aur potassium hamare blood cholesterol ko kam karne mai madad karta hai. Iss wajeh se jinka hriday bahut kamjor hota hai, hriday ka spandan bahut adhik ho raha ho, bahut ghabrahat hoti hai ya fir jo vyakti uchh raktchap se pidit hai unke liye sitaphal ka sevan karna chahiye. • Iske alava sitaphal mai upasthit magnesium, dil ka dora padne jaisi samasyao ko rokne mai madad karta hai, sath hi yeh hriday ki sabhi maspeshiyo ko aaram deta hai. Iske alava isme upasthit vitamin B6 bimariyo ke jokhim ko kam karne mai madad karta hai.
  • 5. hrelate.com Sharir ka Taap Niyantrit Rakhe • Kuch log aese hote hai jinke sharir mai garmi bahut adhik hoti hai aur unka sharir bahut adhik garam rehta hai unko sitaphal khana bahut faydemand hota hai. Darahsal sitaphal hande tehsir ka hota hai jisse iske sevan se sharir mai thandak ka ehsaas hota hai. Isliye garam tehsir wale logo ko sitaphal ka niymit sevan karna chahiye. Garbhvati Mahilao Ke Liye • Garbhvati mahilao ke liye bhi sitaphal ka sevan bahut laabhprad hota hai. Garbhavastha ke samay mahilao ko bahut si parehsnaiyo ka samna karna padta hai jaise mood ka badalna, sharir mai kamjori, akadan aadi. Inn sabhi rahat pane ke liye mahilao ko rojana sitaphal ka sevan karna chahiye. Aankho Ke Liye • Aankho ki dekhbhal ke liye bhi sitaphal bahut accha hota hai. Isme vitamin C, riboflavin aur vitamin A ki acchi matra hoti hai jo ki aankho ke swasth ke liye bahut acchi hoti hai. Yeh vitamin hamari aankho ke dekhane ki shakti ko aur bhi badhane ka kam karta hai.
  • 6. hrelate.com Pet Ke Liye Faydemand • Sitaphal ke gude mai ghulansheel gude hote hai jo ki hamare pachan tantra ko majbut banane mai madad karte hai. Iske sath hi isme upasthit copper aur fiber ki ucch matra bojan ke pachan mai madad karta hai. Yeh tatv mal ko naram karta hai jisse mal aur sharir ke sabhi vishakt padarth aasani se bahar nikal sake. Iss wajeh se sitaphal pachan se judi samasyao aur kabj se rahat dilane mai madad karta hai. Dama Se Rahat De • Sitaphal mai vitamin B6 jaise kai prakar ke poshak tatv hote hai jo ki vyakti ko hone wali bronchial sujan aur dama se rahat dilane mai madad karte hai. Vajan Badhane Mai Madad Kare • Sitaphal mai vajan ko badhane ki Shamta hoti hai. Kuch logo ka vajan kai prakar ki bimariyo aur khana na khane ki wajeh se bahut kam ho jata hai. Aese mai unhe kai anya prakar ki pareshaniya ho jati hai. Isse bachne ke liye sitaphal bahut labhkari hota hai. Isliye vajan ko badhane ke liye aaj se apni diet mai sitaphal ka istemal karna shuru kar de aur rakhiye apne aap ko kai prkar ki swasth sambandhi samasyao se dur.
  • 7. hrelate.com Shakti Pradan Kare • Kuch log adhik kam kaj ki wajeh se bahut kamjori mehsus karte hai. Isse bachne ke liye sitaphal ka sevan kare. Sitaphal energy ka bahut accha strot hai jiske sevan se thakavat,maspeshiyo aur haadiyo ki kamjori apne aap dur ho jati hai. Isliye rojana sitaphal ka sevan karna chahiye. Sheetalta Pradan Kare • Dimag mai bhari garmi ko shant karne ke liye sitaphal ka sevan karna chahiye. Sitaphal mai vitamin B complex ki adhik matra hoti hai jo ki dimag ko shant rakhti hai. Sath hi yeh hamare chidchidepan ko dur karta hai. Isliye apne mastishk ko swasth rakhne aur dimag mai shanti banaye rakhne ke liye sitaphal ka sevan jarur kare. Rakt Mai Sharkara Ki Matra Niyantrit Rakhe • Sitaphal hamare sharir mai sugar ke level ko niyantrit karne mai bhi madad karta hai. Isme sharkara ko sokh lene ka gun hota hai jisse yeh sharir ke sugar level ko badhne nahi deta hai. Jo ki madhumeh rogiyo ke liye accha hota hai.
  • 8. hrelate.com Gathiya Rog Mai Faydemand • Gathiya rog aur jodo ke dard ko bhi thik karne mai sitaphal madad karta hai. Isme mojud magnesium hamare sharir mai pani ke santulan ko banaye rakhne mai madad karta hai. Iss tarah yeh jodo mai jamne wale hanikarak acid ko hatane mai madad karta hai. Yeh acid hi gathiya rog ka karan banta hai. Iss tarah sitaphal ke sevan se gathiya rog mai aaram milta hai. Rog Pratirodhak Kshamta Ko Badhaye • Yaha padhe custard apple in hindi. Isme kai prakar ke anti-oxidant gun bhi hote hai. Yeh gun sharir ko kai kai prakar ke rogo se ladne ki shakti pradan karte hai. Iss tarah yeh hamare sharir ke immunity system ko badhane mai madad karte hai. Baal Aur Twacha Ko Swasth Rakhe • Sitaphal , sharir ko rogo se ladne ki shakti dene ke sath-sath hamare baalo aur twacha ke swasth ko durast rakhne mai bhi madad karta hai. Isme upasthit vitamin A aur vitamin C hamari twacha ko komal aur mulayam banane mai madad karta hai sath hi baalo ki bhi sahi dekhbhal karta hai.
  • 9. hrelate.com Custard Apple Benefits In Hindi: Anya Fayde Inhe Bhi Jane • Sitaphal hamare sharir mai khun ki kami ko pura karta hai jisse sharir ko anemia jaise rogo se bachaya ja sake. Sath hi sitaphal ke sevan se alpata ka rog dur hota hai. • Sitaphal hamare daanto ko bhi majbuti pradan karta hai. Iske sevan se daanto aur masudho ka dard dur ho jata hai. • Fodo aur alsar ko khatam karne ke liye sitaphal ke gude ka prayog karna chahiye. • Diarrhea se bachne ke liye sitaphal ke kacche phal ko katkar dhup mai sukha le. Fir ise piskar rogi ko khilaye isse diarrhea ki samasya se nijad milta hai. • Pake huye sitaphal ka guda ek kapde mai bandhkar hatheli aur panjo par padi gaanth par lagane se gaanth tut jati hai aur thik ho jati hai. • Sitaphal mai upasthit vitamin A twacha ko swasth rakhne mai madad karta hai. Yeh badhti umra ke bad twacha mai aane wale ageing ki samasya ko bhi dur karne mai madad karta hai. • Shodho se pata chala hai ki sitaphal ke 10 gram beejo ko rojana nashte mai lene se prostate se sambandhit bimari dur ho jati hai.