SlideShare a Scribd company logo
1 of 5
Download to read offline
Fat Burning Foods in Hindi: Janiye Motapa Kam
Karne ke Aahar
Aurat ho ya purush vajan ghatana aajkal lagbhag har insan ke list mai
shamil hai. Aur agar hum ladkiyo aur mahilao ki baat kare to unhe to
jara sa bhi vajan badhane par chinta satane lagti hai. Lekin aaj ki badalti
huyi life style mai hum jyadatar tala aur bhuna khana khane lage hai.
Jisse sharir mai din pratidin charbi badti jaa rahi hai. Isse niyantrit karne
ka aap har sambhav prayas kar rahe hai, lekin fir bhi asafal rehte hai.
Lekin kya aap jante hai ki aap apne bhojan mai vasa ki matra kam kar
denge, to aap apne sharir mai bad rahi charbi ko kam kar sakte hai.
Lekin aapko jaana hoga wo konse aahar hai jo vasamukt hai jisko aapko
apni dincharya mai shamil karna chahiye. Aur iske sath sath aapko aise
aahar ke bare mai bhi jankari hona jaruri hai jo vasa ghatane mai jaruri
hote hai. To aaiye jante hai Fat Burning Foods in Hindi aur usse hone
wale fayde.
Vasa Ghatane Wale Sehatmand Aahar
Mosambi(Sweet lemon)
Iss fal mai Vitamin C ki bharpur matra hoti hai. Jami charbi ko ghatane ke
alawa, yeh kharab cholesterol level ko ghatata hai. Sath hi yeh cancer ko
paida karne wale tatvo ka bhi nash karta hai.
Illaychi(Cardamom)
Iska upyog kai chizo mai swad badane ke liye kiya jata hai. Vastav mai yeh ek
aushadhi hai aur iska sevan thik tarah se karne se atrikt charbi ko kam kiya ja
sakta hai.
Lehsun(Garlic)
Vasa(fat) ko kam karne mai lehsun bhi kisi chamtkari aushadhi se kam nahi
hai. Iske alawa khane ko sai tarah se jaldi pachane mai bhi lehsun
mahtvapurn hai. Sath hi yeh insulin ka star kam karne aur metabolism rate
bhadhane mai bhi madadgar hai.
Palak(Spinach)
Mahilao ko diet mai palak jarur shamil karna chahiye. Iske alawa anya hari
pattedar sabjiya jaise broccoli, patta ghobhi(Cabbage) hona bhi jaruri hai.
Inme bharpur matra mai fiber hota hai. Yeh calori mai low rehti hai, jisse ki
pet bhara rehta hai aur sharir ka fat bhi burn hota hai.
SeaFood
Seafood jaise ki fish crabs ko khane se motapa kam karne mai madad milti
hai. Darahsal Seafood khane se leptin namak harmon ke stra ko kam karne
mai madad milti hai. Jo ki sharir mai vasa ko ektrir karne mai madad karta
hai.
Mirch (Chili)
Mirch charbi ghatane mai sahayak hoti hai. Iske lawa kali mircha ke sevan se
bhuk control mai rehti hai, aur rog pratirodhak shamta bhi badhti hai.
Adrak(Ginger)
Adrak se sirf khane ka swad hi nahi badhata, balki vasa kam karne mai bhi
isko upyogi mana jata hai. Iske alawa iss se pet mai gas ki samsya se bhi nijad
paya ja sakta hai.
Rasbhari (Raspberry)
Rasbhari mai kitone namak tatva paya jata hai. Jo ki weight loss mai
madadgar hai. Sharir mai jitney bhi fatty cell mojud hote hai. Raspberry unka
breakdown karti hai. Sath mai isme moujud fiber pachan kriya ko dhima
bana dete hai. Jisse ki pet dinbhar bhara rehta hai.
Ande(Eggs)
Ande vasa ko burn karne mai bahut labhkari hai. Isse na keval shararik urja
milti hai, balki vasa ko bhi kam karne mai madad milti hai.
Badam(Almonds)
Sukhe mevo mai badam ek aesa healty option hai jo fiber, vitamin aur
poshak tatvo se bhara huya hai. Ise bhuk lagne par aaram se khaiye aur body
fat ko burn kijiye.
Jaitun ka Tel (Olive Oil)
Jaitun ka tel (Olive Oil) sharir mai moujud adhik cholesterol ki matra ko kam
karne mai madad karta hai. Yadi aap apne khane ko pakane mai Jaitun ke tel
ka istemal kare to aapko vajan kam karne mai bahut madad milegi.
Sprouts
Isme fiber ki kaafi matra hoti hai. Iske sevan se vajan kam karne mai madad
milti hai aur pachan prakriya bhi acchi ho jati hai. Fiber sharir se vishele tatvo
ko bahar nikalne mai madad karte hai aur atirikt vasa bhi kam karte hai.
Santra(Orange)
Santra khane se calorie nahi badti aur isme moujud citrus acid, sharir mai
jame fat ko todne mai madad karta hai.
Green Tea
Antioxidant se bharpur green tea, vasa ka level kam karne mai sahayak hai.
Yeh metabolism rate bhadhane mai 30 fisdi adhik madad karti hai.
Nimbu(Lemon)
Nimbu aue shehad(Honey) milakar pine se sharir ki charbi jalti hai. Nimbu
mai charbi se ladne wale tatva hote hai. Sath hi yeh bhuk ko bhi control karta
hai. Isse Bhojan bhi hajam hota hai.
Masale
Aapne hamesha yahi suna hoga ki masale khane se vajan badta hai. Lekin
uble huye bhojan mai halki masalo ka upyog kiya jaye to, sharir mai moujud
vasa ko kam kiya ja sakta hai.
Low fat dairy Product
Agar aapko vasa kam karna hai to full cream dudh se bane khadya padhart
ko bilkul band kar dijiye. Iski jagah toned milk se bane dahi(curd), aur paneer
ka sevan kijiye.
Black Beans
Black Beans sehat ke lihaj se bahut acchi mani jati hai. Isme moujud protein
aapko urja to deta hi hai, sath hi sath charbi ghatane mai bhi madad karta
hai. Aap chahe to black beans ka soup bhi bana sakti hai.
Sebfal(Apple)
Apple bhi fast fat burn karne ke liye jana jata hai. Isme adhik matra mai
soluble fiber hote hai, jinhe digest karna behad aasan hai. Ek apple mai
takriban 14 gram carbohydrate aur 1.4 gm dietary fiber hota hai. Jo ki fat ko
ghatane mai madadgar hai.

More Related Content

More from cshradhha

Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbecshradhha
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upaycshradhha
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasthcshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundarcshradhha
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Faydecshradhha
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptomscshradhha
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantcshradhha
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)cshradhha
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during periodcshradhha
 
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak LaabhBenefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabhcshradhha
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for womencshradhha
 
Natural energy-boosters
Natural  energy-boostersNatural  energy-boosters
Natural energy-boosterscshradhha
 
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur UpayeDeafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upayecshradhha
 
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde JaniyeBrown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiyecshradhha
 
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan TareekePaiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareekecshradhha
 
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In HindiIn Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindicshradhha
 

More from cshradhha (19)

Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
 
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak LaabhBenefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for women
 
Natural energy-boosters
Natural  energy-boostersNatural  energy-boosters
Natural energy-boosters
 
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur UpayeDeafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
 
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde JaniyeBrown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
 
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan TareekePaiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
 
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In HindiIn Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
 

Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan

  • 1. Fat Burning Foods in Hindi: Janiye Motapa Kam Karne ke Aahar Aurat ho ya purush vajan ghatana aajkal lagbhag har insan ke list mai shamil hai. Aur agar hum ladkiyo aur mahilao ki baat kare to unhe to jara sa bhi vajan badhane par chinta satane lagti hai. Lekin aaj ki badalti huyi life style mai hum jyadatar tala aur bhuna khana khane lage hai. Jisse sharir mai din pratidin charbi badti jaa rahi hai. Isse niyantrit karne ka aap har sambhav prayas kar rahe hai, lekin fir bhi asafal rehte hai. Lekin kya aap jante hai ki aap apne bhojan mai vasa ki matra kam kar denge, to aap apne sharir mai bad rahi charbi ko kam kar sakte hai. Lekin aapko jaana hoga wo konse aahar hai jo vasamukt hai jisko aapko apni dincharya mai shamil karna chahiye. Aur iske sath sath aapko aise aahar ke bare mai bhi jankari hona jaruri hai jo vasa ghatane mai jaruri hote hai. To aaiye jante hai Fat Burning Foods in Hindi aur usse hone wale fayde.
  • 2. Vasa Ghatane Wale Sehatmand Aahar Mosambi(Sweet lemon) Iss fal mai Vitamin C ki bharpur matra hoti hai. Jami charbi ko ghatane ke alawa, yeh kharab cholesterol level ko ghatata hai. Sath hi yeh cancer ko paida karne wale tatvo ka bhi nash karta hai. Illaychi(Cardamom) Iska upyog kai chizo mai swad badane ke liye kiya jata hai. Vastav mai yeh ek aushadhi hai aur iska sevan thik tarah se karne se atrikt charbi ko kam kiya ja sakta hai. Lehsun(Garlic) Vasa(fat) ko kam karne mai lehsun bhi kisi chamtkari aushadhi se kam nahi hai. Iske alawa khane ko sai tarah se jaldi pachane mai bhi lehsun mahtvapurn hai. Sath hi yeh insulin ka star kam karne aur metabolism rate bhadhane mai bhi madadgar hai. Palak(Spinach) Mahilao ko diet mai palak jarur shamil karna chahiye. Iske alawa anya hari pattedar sabjiya jaise broccoli, patta ghobhi(Cabbage) hona bhi jaruri hai. Inme bharpur matra mai fiber hota hai. Yeh calori mai low rehti hai, jisse ki pet bhara rehta hai aur sharir ka fat bhi burn hota hai.
  • 3. SeaFood Seafood jaise ki fish crabs ko khane se motapa kam karne mai madad milti hai. Darahsal Seafood khane se leptin namak harmon ke stra ko kam karne mai madad milti hai. Jo ki sharir mai vasa ko ektrir karne mai madad karta hai. Mirch (Chili) Mirch charbi ghatane mai sahayak hoti hai. Iske lawa kali mircha ke sevan se bhuk control mai rehti hai, aur rog pratirodhak shamta bhi badhti hai. Adrak(Ginger) Adrak se sirf khane ka swad hi nahi badhata, balki vasa kam karne mai bhi isko upyogi mana jata hai. Iske alawa iss se pet mai gas ki samsya se bhi nijad paya ja sakta hai. Rasbhari (Raspberry) Rasbhari mai kitone namak tatva paya jata hai. Jo ki weight loss mai madadgar hai. Sharir mai jitney bhi fatty cell mojud hote hai. Raspberry unka breakdown karti hai. Sath mai isme moujud fiber pachan kriya ko dhima bana dete hai. Jisse ki pet dinbhar bhara rehta hai. Ande(Eggs) Ande vasa ko burn karne mai bahut labhkari hai. Isse na keval shararik urja milti hai, balki vasa ko bhi kam karne mai madad milti hai.
  • 4. Badam(Almonds) Sukhe mevo mai badam ek aesa healty option hai jo fiber, vitamin aur poshak tatvo se bhara huya hai. Ise bhuk lagne par aaram se khaiye aur body fat ko burn kijiye. Jaitun ka Tel (Olive Oil) Jaitun ka tel (Olive Oil) sharir mai moujud adhik cholesterol ki matra ko kam karne mai madad karta hai. Yadi aap apne khane ko pakane mai Jaitun ke tel ka istemal kare to aapko vajan kam karne mai bahut madad milegi. Sprouts Isme fiber ki kaafi matra hoti hai. Iske sevan se vajan kam karne mai madad milti hai aur pachan prakriya bhi acchi ho jati hai. Fiber sharir se vishele tatvo ko bahar nikalne mai madad karte hai aur atirikt vasa bhi kam karte hai. Santra(Orange) Santra khane se calorie nahi badti aur isme moujud citrus acid, sharir mai jame fat ko todne mai madad karta hai. Green Tea Antioxidant se bharpur green tea, vasa ka level kam karne mai sahayak hai. Yeh metabolism rate bhadhane mai 30 fisdi adhik madad karti hai. Nimbu(Lemon) Nimbu aue shehad(Honey) milakar pine se sharir ki charbi jalti hai. Nimbu mai charbi se ladne wale tatva hote hai. Sath hi yeh bhuk ko bhi control karta hai. Isse Bhojan bhi hajam hota hai.
  • 5. Masale Aapne hamesha yahi suna hoga ki masale khane se vajan badta hai. Lekin uble huye bhojan mai halki masalo ka upyog kiya jaye to, sharir mai moujud vasa ko kam kiya ja sakta hai. Low fat dairy Product Agar aapko vasa kam karna hai to full cream dudh se bane khadya padhart ko bilkul band kar dijiye. Iski jagah toned milk se bane dahi(curd), aur paneer ka sevan kijiye. Black Beans Black Beans sehat ke lihaj se bahut acchi mani jati hai. Isme moujud protein aapko urja to deta hi hai, sath hi sath charbi ghatane mai bhi madad karta hai. Aap chahe to black beans ka soup bhi bana sakti hai. Sebfal(Apple) Apple bhi fast fat burn karne ke liye jana jata hai. Isme adhik matra mai soluble fiber hote hai, jinhe digest karna behad aasan hai. Ek apple mai takriban 14 gram carbohydrate aur 1.4 gm dietary fiber hota hai. Jo ki fat ko ghatane mai madadgar hai.