SlideShare a Scribd company logo
1 of 6
HRELATE.COM
Ayurvedic Treatment for Pimples in
Hindi: Muhaso Se Paye Nijad
• Har koi chikni aur bedag galo ki chah rakhta hai. Par aisa hona shayad har kisi ki kismat
mai nahi hota. Muhase (pimples) hone ki wajah se chehre par dag pad jate hai. Jisse ki
chehre ki khubsurti par bahut asar padta hai. Kai bar to muhase thik ho jate hai. Par uske
dag itne gehre ho jate hai ki wo jaldi jane ka naam nahi lete. Isliye behatar hoga ki aap inhe
aane hi na de.
• Jaruri nahi ki pimples sirf teen agers ko hi ho. Aajkal yeh har kisi ko hote hai. Isse koi farak
nahi padta ki aap kis umra ke hai. Aajkal ki stress bhari life aur pradhushan ke chalte,
chahe koi kala ho ya gora sabhi ko pimples aur redness ka samna karna pad raha hai.
Pimples hone ke piche ke do mukhya karan hai, pehla teliya twacha aur dusra sharir mai
harmones ka badlav. Halanki yeh ek aam samasya hai, lekin ise najarandaj nahi kiya ja
sakta hai. Aaiye hum aapko Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi ke bare mai batate
hai.
hrelate.com
hrelate.com
Inn Tariko Se Paye Pimples Se Chutkara
• Tulsi(Ocimum Tenuiflorum)
Tulsi se bane paste se aap jald hi pimples se chutkara paa sakte hai. Basarte iska regular istemaal kiya jaye.
Agar aapko taza pattiya nahi milti hai, to aap isse aas pass ke kisi bhi mall se kahrid sakte hai.
Aapko inn sukhi pattiyo mai 2-3 spoon garam pani dalna hai taki aap iska easily paste bana sake. Iss paste
ko chehre par aapko 10 minute tak rakhna hai. 4-5 hafto tak lagatar isstemal se aapko jarur fayda milega.
• Nimbu(Lemon)
Nimbu(lemon) bhi muhase hatane mai prabhavi aushadi ke tarah kaam karta hai. Nimbu ek aisa fal hai
jo aasani se har jagah mil bhi jata hai aur sasta bhi hota hai.
1. Shehad Ke Sath Kare Istemal- Nimbu ke ras mai barabar matra mai shehad milaye. Isse sankramit
jagah par 20 minute lagakar rakhe aur pani se dho le. Yeh muhase thik bhi karega aur twacha pe jami
gandagi saaf bhi karega.
2. Nimbu aur gulabjal- Aap nimbu mai gulab jal dalkar bhi mishran taiyar kar sakte hai. Iss mishran ko
chehre par lagaye. Aadhe ghante rakhne ke baad pani se chehra dho le. Iss prayog ko 10-15 din karne se
muhase thik ho jate hai.
Iske baad aap garam pani mai nimbu nichod kar uski bhaap lenge, to aapko aur bhi jaldi fayda milega.
hrelate.com
• Neem
Muhaso ko thik karne ke liye Neem ka upyog prachin kal se ho raha hai. Neen ki pattiyo ka paste banker
usse affected areas par lagane se muhase jaldi dur ho jate hai. Iske alawa aap iske ped ki chal ko ghiskar
uska bhi lep bana sakte hai. Yaha tak ki Neem ke datun ke narm kucche ko bhi chehre par farne se
Muhase thik ho jate hai.
• Chameli Ka Tel (Jasmine Oil)
Chameli ke tel mai suhaga ko milakar rat ko sote samay chehre par lagakar masle. Niyamit tour par aisa
karne se chehre ke muhase ke sath sath uske dag bhi dur ho jate hai. Subah besan ko pani se gila kar
gadha gadha chere par lagakar masle aur pani se chehra dho dale. Isse chehre par hone wali jalan par
bahut aaram milega.
Agar aapko Chameli ka tel naa mile to aap jetun(Olive Oil) ka tel bhi isstemal kar sate hai.
• Jaifal(Nutmeg)
Rat ko Jaifal ko kacche dudh ke sath ghise aur lep lagakar so jaye aur subah chehra dho le. Isse chehre
mai nikhar aata hai. Saath hi kil, dag dhabbe se chehre ko chutkara milta hai.
hrelate.com
• Aloevera
Aloevera aushadhi ki tarah upyog mai laya jata hai. Iska guda nikal kar sankamrit jagah par lagaye aur
sukhane ke baad dho de.
• Chai ke Ped Ka Tel(Tea Tree Oil)
Isme aushdhik gun hote hai. Jo ki muhaso se ladne mai aapki madad karnege. Rui se sirf saaf muhase
wali jagah par tel lagaye aur 5 minute ke baad dho le aur dhyan rahe ki jyada matra mai tel na lagaye.
• Pudina(Peppermint)
Pudina se Bhi muhase kaafi aasani se thik ho sakte hai. Pudine mai menthol hota hai, jisme sukun
pradan karne wale gun hote hai. Aur yeh muhaso ka gulabipan aur jalan kam karta hai. Isme moujud
antivirul tatha anti bacterial gun muhaso mai moujud bacteria ka khatama karte hai. Pudine ki pattiyo
ka ras nikalkar usse apne muhaso par lagaye aur 10 minute tak chhod de. Ab chehre ko thande pani se
dho le aur fark dekhe.
• Dalchini(Cinnamon)
Dalchini ko thoda bhun le. Uske baad uss mixture mai acchi tarah grind kar le. Iss paste ko honey yani
shahad ke saath milakar 10-15 minute tak rakhe. 5 se 6 hafte lagatar istemal karne se aapke muhase pure
tarah se thik ho jayenge.
hrelate.com
• Kapoor(Camphor)
Kapoor ko nariyal tel ke sath milakar muhaso par lagaye, aur laghbhag 10 minute bad dho le, yeh kil
muhaso ka karagar illaj hai.
Muhaso Se Chutkara Pane Ke Liye Ye Bate Bhi Dhyan Rakhe
• Gande hatho se chehre ko bar bar hath na lagaye.
• Bahar se aane ke baad chehara jarur dho le.
• Pimples ko hath na lagaye, chahe usme kitna bhi dard ku ho use fodne ki koisis na kare.
• Rasanayik prashadhano ka kam upyog kare. Rojana upyog na kare.
• Dairy utpado ka prayog karene se behtar hoga ki aap ghar ka bana hua khana, chanch, dudh, makkhan
ka sevan kare.
• Har aadhe ghante mai pani pite rahe, jisse aap hydrate nahi honge aur yeh twacha aur aapke sharir ke liye
bhi accha hoga.

More Related Content

More from cshradhha

Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke LakshanBrain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshancshradhha
 
Benefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindiBenefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindicshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasthcshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajancshradhha
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasthcshradhha
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Faydecshradhha
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptomscshradhha
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantcshradhha
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)cshradhha
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during periodcshradhha
 
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak LaabhBenefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabhcshradhha
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for womencshradhha
 
Natural energy-boosters
Natural  energy-boostersNatural  energy-boosters
Natural energy-boosterscshradhha
 
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde JaniyeBrown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiyecshradhha
 
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan TareekePaiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareekecshradhha
 
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In HindiIn Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindicshradhha
 

More from cshradhha (19)

Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke LakshanBrain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
 
Benefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindiBenefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindi
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
 
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak LaabhBenefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for women
 
Natural energy-boosters
Natural  energy-boostersNatural  energy-boosters
Natural energy-boosters
 
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde JaniyeBrown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
 
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan TareekePaiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
 
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In HindiIn Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
 

Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar

  • 1. HRELATE.COM Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi: Muhaso Se Paye Nijad
  • 2. • Har koi chikni aur bedag galo ki chah rakhta hai. Par aisa hona shayad har kisi ki kismat mai nahi hota. Muhase (pimples) hone ki wajah se chehre par dag pad jate hai. Jisse ki chehre ki khubsurti par bahut asar padta hai. Kai bar to muhase thik ho jate hai. Par uske dag itne gehre ho jate hai ki wo jaldi jane ka naam nahi lete. Isliye behatar hoga ki aap inhe aane hi na de. • Jaruri nahi ki pimples sirf teen agers ko hi ho. Aajkal yeh har kisi ko hote hai. Isse koi farak nahi padta ki aap kis umra ke hai. Aajkal ki stress bhari life aur pradhushan ke chalte, chahe koi kala ho ya gora sabhi ko pimples aur redness ka samna karna pad raha hai. Pimples hone ke piche ke do mukhya karan hai, pehla teliya twacha aur dusra sharir mai harmones ka badlav. Halanki yeh ek aam samasya hai, lekin ise najarandaj nahi kiya ja sakta hai. Aaiye hum aapko Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi ke bare mai batate hai. hrelate.com
  • 3. hrelate.com Inn Tariko Se Paye Pimples Se Chutkara • Tulsi(Ocimum Tenuiflorum) Tulsi se bane paste se aap jald hi pimples se chutkara paa sakte hai. Basarte iska regular istemaal kiya jaye. Agar aapko taza pattiya nahi milti hai, to aap isse aas pass ke kisi bhi mall se kahrid sakte hai. Aapko inn sukhi pattiyo mai 2-3 spoon garam pani dalna hai taki aap iska easily paste bana sake. Iss paste ko chehre par aapko 10 minute tak rakhna hai. 4-5 hafto tak lagatar isstemal se aapko jarur fayda milega. • Nimbu(Lemon) Nimbu(lemon) bhi muhase hatane mai prabhavi aushadi ke tarah kaam karta hai. Nimbu ek aisa fal hai jo aasani se har jagah mil bhi jata hai aur sasta bhi hota hai. 1. Shehad Ke Sath Kare Istemal- Nimbu ke ras mai barabar matra mai shehad milaye. Isse sankramit jagah par 20 minute lagakar rakhe aur pani se dho le. Yeh muhase thik bhi karega aur twacha pe jami gandagi saaf bhi karega. 2. Nimbu aur gulabjal- Aap nimbu mai gulab jal dalkar bhi mishran taiyar kar sakte hai. Iss mishran ko chehre par lagaye. Aadhe ghante rakhne ke baad pani se chehra dho le. Iss prayog ko 10-15 din karne se muhase thik ho jate hai. Iske baad aap garam pani mai nimbu nichod kar uski bhaap lenge, to aapko aur bhi jaldi fayda milega.
  • 4. hrelate.com • Neem Muhaso ko thik karne ke liye Neem ka upyog prachin kal se ho raha hai. Neen ki pattiyo ka paste banker usse affected areas par lagane se muhase jaldi dur ho jate hai. Iske alawa aap iske ped ki chal ko ghiskar uska bhi lep bana sakte hai. Yaha tak ki Neem ke datun ke narm kucche ko bhi chehre par farne se Muhase thik ho jate hai. • Chameli Ka Tel (Jasmine Oil) Chameli ke tel mai suhaga ko milakar rat ko sote samay chehre par lagakar masle. Niyamit tour par aisa karne se chehre ke muhase ke sath sath uske dag bhi dur ho jate hai. Subah besan ko pani se gila kar gadha gadha chere par lagakar masle aur pani se chehra dho dale. Isse chehre par hone wali jalan par bahut aaram milega. Agar aapko Chameli ka tel naa mile to aap jetun(Olive Oil) ka tel bhi isstemal kar sate hai. • Jaifal(Nutmeg) Rat ko Jaifal ko kacche dudh ke sath ghise aur lep lagakar so jaye aur subah chehra dho le. Isse chehre mai nikhar aata hai. Saath hi kil, dag dhabbe se chehre ko chutkara milta hai.
  • 5. hrelate.com • Aloevera Aloevera aushadhi ki tarah upyog mai laya jata hai. Iska guda nikal kar sankamrit jagah par lagaye aur sukhane ke baad dho de. • Chai ke Ped Ka Tel(Tea Tree Oil) Isme aushdhik gun hote hai. Jo ki muhaso se ladne mai aapki madad karnege. Rui se sirf saaf muhase wali jagah par tel lagaye aur 5 minute ke baad dho le aur dhyan rahe ki jyada matra mai tel na lagaye. • Pudina(Peppermint) Pudina se Bhi muhase kaafi aasani se thik ho sakte hai. Pudine mai menthol hota hai, jisme sukun pradan karne wale gun hote hai. Aur yeh muhaso ka gulabipan aur jalan kam karta hai. Isme moujud antivirul tatha anti bacterial gun muhaso mai moujud bacteria ka khatama karte hai. Pudine ki pattiyo ka ras nikalkar usse apne muhaso par lagaye aur 10 minute tak chhod de. Ab chehre ko thande pani se dho le aur fark dekhe. • Dalchini(Cinnamon) Dalchini ko thoda bhun le. Uske baad uss mixture mai acchi tarah grind kar le. Iss paste ko honey yani shahad ke saath milakar 10-15 minute tak rakhe. 5 se 6 hafte lagatar istemal karne se aapke muhase pure tarah se thik ho jayenge.
  • 6. hrelate.com • Kapoor(Camphor) Kapoor ko nariyal tel ke sath milakar muhaso par lagaye, aur laghbhag 10 minute bad dho le, yeh kil muhaso ka karagar illaj hai. Muhaso Se Chutkara Pane Ke Liye Ye Bate Bhi Dhyan Rakhe • Gande hatho se chehre ko bar bar hath na lagaye. • Bahar se aane ke baad chehara jarur dho le. • Pimples ko hath na lagaye, chahe usme kitna bhi dard ku ho use fodne ki koisis na kare. • Rasanayik prashadhano ka kam upyog kare. Rojana upyog na kare. • Dairy utpado ka prayog karene se behtar hoga ki aap ghar ka bana hua khana, chanch, dudh, makkhan ka sevan kare. • Har aadhe ghante mai pani pite rahe, jisse aap hydrate nahi honge aur yeh twacha aur aapke sharir ke liye bhi accha hoga.