SlideShare a Scribd company logo
1 of 6
HRELATE.COM
Tips During Pregnancy –
Garbhavastha Mai Tanav Mukt Rahe
• Maa banna har mahila ke liye sabse khusi ka pal hota hai. Lekin garbhavastha ke douran
kai mahilaye bahut tanav mai rehti hai. Iske piche kai karan hote hai. Jaise apne shisu ke
swasth aur palan ke bare mai chinta, ya aagami prasav ya fir iss baat ki chinta ki aap prasav
ke baad apne aap ko kese sambhalegi. Kabhi kabar to aarthik halat ke baare mai bhi chinta
hoti hai ki aap ek naye bacche ke sath jude sare kharcho ko kis tarah pura karengi. Aapko
chintit karne wali bate kuch bhi ho. Lekin aapko apni bhavnao par kabu pana sikhana
hoga.
• Kyoki garbhavastha srjan ki avastha hai. Aur kehte hai ki srjan tabhi sundar ho sakta hai.
Jab wah aanand mai dubkar kiya jaye. Lekin iss douran harmones mai hone wale badlav,
chinta aut tanav ke chalte mahilao ka swabhav kaafi chidchida ho jata hai. Aese mai khus
rehna aasan nahi hai. Lekin aesa nahi ki iss douran khus hi nahi raha jaa sakta hai. Kuch
aese tips hai jinhe apnakar garbhavati mahila tanav mukt reh sakti hai. To yaha padhiye
How to Reduce Stress During Pregnancy, Garbhavastha Mai Tanav Mukt Rahne ke aasan
lekin asardayak upay.
hrelate.com
hrelate.com
hrelate.com
Garbhavastha Ke Douran Tanav Mukt Rahne Ke Aasan Upay
• Khus aur Sakaratmak Rahiye
• Garbhavastha mai jitna ho sake muskuraye. Ek muskan aapki khusi ko aur badha sakti
hai. To pregnancy mai swasth aur khus rehne ke liye khoob muskuraiye. Garbhavastha
ke douran khus rehne ka ek pehlu yeh bhi hai ki aap garbhavasth ke anubhavo ko
hamesha sahej ke rakh sakti hai. Ho sakta hai ki aapka aasawadi ravaiya kisi aur ke liye
prerna strot ban sake. Aese wakt mai aap apne liye blog likh sakti hai, tasvire khich kar
rakh sakti hai. Iss tarah ke upayo ko apnakar aap garbhavastha ke chunotipurn samay
mai khus aur sakaratmak bani reh sakti hai.
• Vyayam Kare
• Kai mahilaye is wakt mai apne aahar ke prati bahut sajag rehti hai. Aur wo acchi tarah
apne khan pan ka khayal rakhti hai. Lekin wo vyayam par itna dhyan nahi deti, Aahar
aur vyayam inn dono chizo ka santulan aapko swasth banaye rakhta hai. Aap swasth
rahegi to adhik sakriya aur sakaratmak rahengi. Isse aapko iss baat ka ehsas hota hai ki
paristhitiya aapke niyantran mai hai. Aapko iss douran halke vyayam karna chahiye.
hrelate.com
• Apni Fikar Kare
• Maa banna aapke liye behad khusi bhara samay hota hai. Yad rakhe aapke garbh mai bhrun
pal raha hai. Aur aese mai Pregnant Lady ko apni chinta jarur karna chahiye. Dusro ko khus
rakhne ke liye syam ko dhukhi na kare. Iske sthan par apni jarurato ka dhayan rakhe aur
dekhe ki aapko kya chahiye. Apni chinta kare, massage kare, manicure karwaye, ya kuch bhi
aesa kaam kare, jo aapko tanav mukt aur khus rakh sake.
• Khus rehne ke liye aap apne dosto ke sath milengi to aapko ek sakaratmak tarang milegi. Jo ki
aapke stress ko control karne mai madad karegi. Iske alawa aap shopping kar sakti hai.
Shopping kijiye aur wo kharidiye jo aapke baccho ki jarurat ko pura kare.
• Malish Karwaye
• Garbhavastha mai malish karwana tanav se mukti pane ka ek utkrist tarika hai. Agar aap
sugandha upchar ya sugandhit telo ka istemal kar rahi he to yeh sunishchit karna jaruri hai ki
ve garbhavastha mai istemal ke liye surakshit hai. Kyoki unme se kuch tel pehli ya tisri timahi
ke liye upyukt nahi hote hai. Biswe saftah ke bad istemal ke liye surakshit telo mai se jyadatar
levendar ke tel shamil hai.
hrelate.com
Tips During Pregnancy – Inhe Bhi Jane
• Aapko is douran jo kuch bhi kahane ka man kare.Use swasth tarike se bana kar khaye. Isse bhi
stress dur hota hai.
• Apne ghar ko aane wale naye mehman ke liye sajaiye. Isse aap tanav mukt reh sakti hai.
• Apne samay ka upyog karne ke liye aap social networking site par samay bita sakti hai.
• Tanav mukt rehne ke liye aap apne pati ki help lijiye. Aese wakt mai aap khud ko pyar kijiye.
• Kuch intresting kitabo ko padhe.
• Apne man ko aaram dene ke liye vishram dayak sangeet sune.
• Poshtik aahar ka sevan kare.
• Rojana subah ki sair kare. Raat ke bhojan ke baad tahalna bhi accha upay hai.

More Related Content

More from cshradhha

Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
cshradhha
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
cshradhha
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
cshradhha
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
cshradhha
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for women
cshradhha
 
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In HindiIn Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
cshradhha
 

More from cshradhha (20)

Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
 
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak LaabhBenefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for women
 
Natural energy-boosters
Natural  energy-boostersNatural  energy-boosters
Natural energy-boosters
 
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur UpayeDeafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
 
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde JaniyeBrown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
 
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan TareekePaiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
 
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In HindiIn Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
 

Recently uploaded

ASSISTING WITH THE USE OF BED PAN BY ANUSHRI SRIVASTAVA.pptx
ASSISTING WITH THE USE OF BED PAN BY ANUSHRI SRIVASTAVA.pptxASSISTING WITH THE USE OF BED PAN BY ANUSHRI SRIVASTAVA.pptx
ASSISTING WITH THE USE OF BED PAN BY ANUSHRI SRIVASTAVA.pptx
AnushriSrivastav
 

Recently uploaded (20)

What can we really do to give meaning and momentum to equality, diversity and...
What can we really do to give meaning and momentum to equality, diversity and...What can we really do to give meaning and momentum to equality, diversity and...
What can we really do to give meaning and momentum to equality, diversity and...
 
Healthcare Companion Robots: Key Features and Functionalities, Benefits, Chal...
Healthcare Companion Robots: Key Features and Functionalities, Benefits, Chal...Healthcare Companion Robots: Key Features and Functionalities, Benefits, Chal...
Healthcare Companion Robots: Key Features and Functionalities, Benefits, Chal...
 
GOUT and it's Management with All the catagories like; Defination, Type, Sym...
GOUT and it's Management with All the catagories like;  Defination, Type, Sym...GOUT and it's Management with All the catagories like;  Defination, Type, Sym...
GOUT and it's Management with All the catagories like; Defination, Type, Sym...
 
Digital Healthcare: The Future of Medical Consultations
Digital Healthcare: The Future of Medical ConsultationsDigital Healthcare: The Future of Medical Consultations
Digital Healthcare: The Future of Medical Consultations
 
About Dr Ranjit Jagtap daughter's - Aditi & Poulami Jagtap
About Dr Ranjit Jagtap daughter's - Aditi & Poulami JagtapAbout Dr Ranjit Jagtap daughter's - Aditi & Poulami Jagtap
About Dr Ranjit Jagtap daughter's - Aditi & Poulami Jagtap
 
Valle Egypt Illustrates Consequences of Financial Elder Abuse
Valle Egypt Illustrates Consequences of Financial Elder AbuseValle Egypt Illustrates Consequences of Financial Elder Abuse
Valle Egypt Illustrates Consequences of Financial Elder Abuse
 
ASSISTING WITH THE USE OF BED PAN BY ANUSHRI SRIVASTAVA.pptx
ASSISTING WITH THE USE OF BED PAN BY ANUSHRI SRIVASTAVA.pptxASSISTING WITH THE USE OF BED PAN BY ANUSHRI SRIVASTAVA.pptx
ASSISTING WITH THE USE OF BED PAN BY ANUSHRI SRIVASTAVA.pptx
 
Best Way 30-Days Keto Meal Plan For Diet
Best Way 30-Days Keto Meal Plan For DietBest Way 30-Days Keto Meal Plan For Diet
Best Way 30-Days Keto Meal Plan For Diet
 
Management of heart failure 23.02.24.pptx
Management of heart failure 23.02.24.pptxManagement of heart failure 23.02.24.pptx
Management of heart failure 23.02.24.pptx
 
Nose-Nasal Cavity & Paranasal Sinuses BY Dr.Rabia Inam Gandapore.pptx
Nose-Nasal Cavity & Paranasal Sinuses BY Dr.Rabia Inam Gandapore.pptxNose-Nasal Cavity & Paranasal Sinuses BY Dr.Rabia Inam Gandapore.pptx
Nose-Nasal Cavity & Paranasal Sinuses BY Dr.Rabia Inam Gandapore.pptx
 
Improve Patient Care with Medical Record Abstraction
Improve Patient Care with Medical Record AbstractionImprove Patient Care with Medical Record Abstraction
Improve Patient Care with Medical Record Abstraction
 
CHAPTER- 1 SEMESTER - V NATIONAL HEALTH PROGRAMME RELATED TO CHILD.pdf
CHAPTER- 1 SEMESTER - V NATIONAL HEALTH PROGRAMME RELATED TO CHILD.pdfCHAPTER- 1 SEMESTER - V NATIONAL HEALTH PROGRAMME RELATED TO CHILD.pdf
CHAPTER- 1 SEMESTER - V NATIONAL HEALTH PROGRAMME RELATED TO CHILD.pdf
 
Sugar Medicine_ Natural Homeopathy Remedies for Blood Sugar Management.pdf
Sugar Medicine_ Natural Homeopathy Remedies for Blood Sugar Management.pdfSugar Medicine_ Natural Homeopathy Remedies for Blood Sugar Management.pdf
Sugar Medicine_ Natural Homeopathy Remedies for Blood Sugar Management.pdf
 
#cALL# #gIRLS# In Chhattisgarh ꧁❤8901183002❤꧂#cALL# #gIRLS# Service In Chhatt...
#cALL# #gIRLS# In Chhattisgarh ꧁❤8901183002❤꧂#cALL# #gIRLS# Service In Chhatt...#cALL# #gIRLS# In Chhattisgarh ꧁❤8901183002❤꧂#cALL# #gIRLS# Service In Chhatt...
#cALL# #gIRLS# In Chhattisgarh ꧁❤8901183002❤꧂#cALL# #gIRLS# Service In Chhatt...
 
Chris Shade BS MEd MS LPC-Associate "Presume" (What Do I Do?)
Chris Shade BS MEd MS LPC-Associate "Presume" (What Do I Do?)Chris Shade BS MEd MS LPC-Associate "Presume" (What Do I Do?)
Chris Shade BS MEd MS LPC-Associate "Presume" (What Do I Do?)
 
Optimizing Outcomes Robolens Knee Resurfacing in Chandigarh.pptx
Optimizing Outcomes Robolens Knee Resurfacing in Chandigarh.pptxOptimizing Outcomes Robolens Knee Resurfacing in Chandigarh.pptx
Optimizing Outcomes Robolens Knee Resurfacing in Chandigarh.pptx
 
Unlocking the Benefits of Cognitive Behavioural Therapy (CBT) with Renewed Edge
Unlocking the Benefits of Cognitive Behavioural Therapy (CBT) with Renewed EdgeUnlocking the Benefits of Cognitive Behavioural Therapy (CBT) with Renewed Edge
Unlocking the Benefits of Cognitive Behavioural Therapy (CBT) with Renewed Edge
 
Dr. Gaurav Gangwani: Leading Interventional Radiologist in Mumbai, India
Dr. Gaurav Gangwani: Leading Interventional Radiologist in Mumbai, IndiaDr. Gaurav Gangwani: Leading Interventional Radiologist in Mumbai, India
Dr. Gaurav Gangwani: Leading Interventional Radiologist in Mumbai, India
 
The Best Foot and Ankle Center of Arizona
The Best Foot and Ankle Center of ArizonaThe Best Foot and Ankle Center of Arizona
The Best Foot and Ankle Center of Arizona
 
Mental Health Startup Pitch Deck Presentation
Mental Health Startup Pitch Deck PresentationMental Health Startup Pitch Deck Presentation
Mental Health Startup Pitch Deck Presentation
 

Tips During Pregnancy Se Janiye Tanavmukt Rehne Ke Upaye

  • 1. HRELATE.COM Tips During Pregnancy – Garbhavastha Mai Tanav Mukt Rahe
  • 2. • Maa banna har mahila ke liye sabse khusi ka pal hota hai. Lekin garbhavastha ke douran kai mahilaye bahut tanav mai rehti hai. Iske piche kai karan hote hai. Jaise apne shisu ke swasth aur palan ke bare mai chinta, ya aagami prasav ya fir iss baat ki chinta ki aap prasav ke baad apne aap ko kese sambhalegi. Kabhi kabar to aarthik halat ke baare mai bhi chinta hoti hai ki aap ek naye bacche ke sath jude sare kharcho ko kis tarah pura karengi. Aapko chintit karne wali bate kuch bhi ho. Lekin aapko apni bhavnao par kabu pana sikhana hoga. • Kyoki garbhavastha srjan ki avastha hai. Aur kehte hai ki srjan tabhi sundar ho sakta hai. Jab wah aanand mai dubkar kiya jaye. Lekin iss douran harmones mai hone wale badlav, chinta aut tanav ke chalte mahilao ka swabhav kaafi chidchida ho jata hai. Aese mai khus rehna aasan nahi hai. Lekin aesa nahi ki iss douran khus hi nahi raha jaa sakta hai. Kuch aese tips hai jinhe apnakar garbhavati mahila tanav mukt reh sakti hai. To yaha padhiye How to Reduce Stress During Pregnancy, Garbhavastha Mai Tanav Mukt Rahne ke aasan lekin asardayak upay. hrelate.com
  • 4. hrelate.com Garbhavastha Ke Douran Tanav Mukt Rahne Ke Aasan Upay • Khus aur Sakaratmak Rahiye • Garbhavastha mai jitna ho sake muskuraye. Ek muskan aapki khusi ko aur badha sakti hai. To pregnancy mai swasth aur khus rehne ke liye khoob muskuraiye. Garbhavastha ke douran khus rehne ka ek pehlu yeh bhi hai ki aap garbhavasth ke anubhavo ko hamesha sahej ke rakh sakti hai. Ho sakta hai ki aapka aasawadi ravaiya kisi aur ke liye prerna strot ban sake. Aese wakt mai aap apne liye blog likh sakti hai, tasvire khich kar rakh sakti hai. Iss tarah ke upayo ko apnakar aap garbhavastha ke chunotipurn samay mai khus aur sakaratmak bani reh sakti hai. • Vyayam Kare • Kai mahilaye is wakt mai apne aahar ke prati bahut sajag rehti hai. Aur wo acchi tarah apne khan pan ka khayal rakhti hai. Lekin wo vyayam par itna dhyan nahi deti, Aahar aur vyayam inn dono chizo ka santulan aapko swasth banaye rakhta hai. Aap swasth rahegi to adhik sakriya aur sakaratmak rahengi. Isse aapko iss baat ka ehsas hota hai ki paristhitiya aapke niyantran mai hai. Aapko iss douran halke vyayam karna chahiye.
  • 5. hrelate.com • Apni Fikar Kare • Maa banna aapke liye behad khusi bhara samay hota hai. Yad rakhe aapke garbh mai bhrun pal raha hai. Aur aese mai Pregnant Lady ko apni chinta jarur karna chahiye. Dusro ko khus rakhne ke liye syam ko dhukhi na kare. Iske sthan par apni jarurato ka dhayan rakhe aur dekhe ki aapko kya chahiye. Apni chinta kare, massage kare, manicure karwaye, ya kuch bhi aesa kaam kare, jo aapko tanav mukt aur khus rakh sake. • Khus rehne ke liye aap apne dosto ke sath milengi to aapko ek sakaratmak tarang milegi. Jo ki aapke stress ko control karne mai madad karegi. Iske alawa aap shopping kar sakti hai. Shopping kijiye aur wo kharidiye jo aapke baccho ki jarurat ko pura kare. • Malish Karwaye • Garbhavastha mai malish karwana tanav se mukti pane ka ek utkrist tarika hai. Agar aap sugandha upchar ya sugandhit telo ka istemal kar rahi he to yeh sunishchit karna jaruri hai ki ve garbhavastha mai istemal ke liye surakshit hai. Kyoki unme se kuch tel pehli ya tisri timahi ke liye upyukt nahi hote hai. Biswe saftah ke bad istemal ke liye surakshit telo mai se jyadatar levendar ke tel shamil hai.
  • 6. hrelate.com Tips During Pregnancy – Inhe Bhi Jane • Aapko is douran jo kuch bhi kahane ka man kare.Use swasth tarike se bana kar khaye. Isse bhi stress dur hota hai. • Apne ghar ko aane wale naye mehman ke liye sajaiye. Isse aap tanav mukt reh sakti hai. • Apne samay ka upyog karne ke liye aap social networking site par samay bita sakti hai. • Tanav mukt rehne ke liye aap apne pati ki help lijiye. Aese wakt mai aap khud ko pyar kijiye. • Kuch intresting kitabo ko padhe. • Apne man ko aaram dene ke liye vishram dayak sangeet sune. • Poshtik aahar ka sevan kare. • Rojana subah ki sair kare. Raat ke bhojan ke baad tahalna bhi accha upay hai.