SlideShare a Scribd company logo
Fitness Tips for Women: Mahilao ki Swasth Sehat ke Raaz
Aaj kal dekh gaya hai ki, har mahila kaam ke saath-saath apna ghar bhi sambhalti hai. Jisse ke
liye unhe apni sehat ka khas khayal rakhan chahiye. To aaiye aaj is article mai hum aapko
batate hai, Fitness Tips for Women in Hindi.
Ab vah din nahi rahe jab nahilaye apne aapko sirf rasoi ki char diwari tak simit rakhti thi. Prachin
kal ki yeh isthiti puri tarah se badal gai hai. Ab samay puri tarike se badal gaya hai.
Aaj kal mhilaye apne ghar-grasthi ke saath apne pure vyaktitv ke vikas par dhyan deti hai.
Mahilao ki iss badlati huye bhumika ke karan, kai mahilaye motape ka tatha kharab swasth ka
shikar ho rahi hai.
Apne kaamkaji jivan tatha ghar ki jimmedari ko ek saath sambhale ke karan, kai mahilaye
swasth se judi kai preshani ka samna kar rahi hai, aur iska mukhaye karan hai, vyayam ya
sharirik kasrat ka na hona.
Lekin is tarah shikayat karne se samasya ka samdhan nahi milega, lekin fitness tips aur sahi
aahar dwara hamari vyaktigat aur vyavsaiyk jivan ke beech banaya gaya samtulan iss samasya
se nipaten mai hamari madad kar sakta hai, jo bahut mushkil hai, lekin mahatvpun hota hai.
Fitness Tips for Women ke Dwara Janiye Mahilao ki Acchi Sehat Pane ke Tarike
Poshtik Aahar Le
Agar aapko din bhar khane ki aadat hai.To aapke swasth ko koi nuksaan pahuchaye bina,
poshtik aahar aapki iss icaah ko pura karne mai aapki madad kar sakte hai. Isliye jivanshaily ki
vibhinn bimariya se khud ko dur rakhne ke liye apne ghar mai poshtik aaharo ka bhandar rakhe.
Ek Prabhavi Vyayam Padhati
Fitness Tips for Women in Hindi ki baat kare to vyayam ki bahut aham bhumika hai. Apni
suvidha ke anusaar ek vyayam padhati ka chayan kare. Ho sake to strength training ka chain
kare aur week mai do baar 20 minutes ke liye iss exercise ko kare ya fir rozana walk kare ya fir
koi aisi kriya ka chayan kare jisse aapke pure sharir ko swsath bannae mai aapki madad karegi.
Bhar Pet Nashate Kare
Mahiye kaamkazi ho ya ghar par kaam karti hai. Unhe kasrat ke saath-saath apne nashte ka
khas khayal rakhna chahiye. Apne nashte mai taza phalo ko shamil kijiye, kyoki glucose se bhare
taze phal aapki meetha kahne ki iccha ko niyantran mai rakhate hai.
Treadmill Par Tezi se Chale
Swasth rahne ke liye apne dono haatho mai 3 se 5 pound ka ek dumbbell pakad kar 10 minutes
ke liye treadmill par tezi se chale. Iss kasrat ko shuru karne se pahle apne chale ki gati ko
nishchit kar le.
Crunches Kare
Kai baar crunches karte samay mahilaye apne pet ki maspeshiyo ka itemaal karne ke vajah apni
garden ki maspeshiyo ka istemaal adhik karti hai. Iss tarah ke exercise se keval samay barbad
hoga. Isliye churches ko shuru karne se pahle apna pura dhyan pani pet ki maspeshiyo par de
aur apni garden sheedhi rakhe tatha chat ki aur dekhte huye upar ki aur uthe.
Jyada Pani Piye
Aapke sharir ki body functionality ko banaye rakhne ke liye pani bahut jaruri hota hai. To aacha
hoga ki pani ki kami se bachne ke liye niyamit roop se pani ka sevan karte hai aur hamesha
swasth rahe.
Fitness Tips for Women se Paiye Mahilao ki Healthy Life
Refined Carbohydrate na Khaye
Refined Carbohydrate se yukt khadya padarth ka sevan kam kare. Jab aap refined carbohydrate
se yukt bhojan ka sevan karte hai, to yeh aapke blood sugar level ko badha deta hai. Jisse
aapke sharir mai charbi ka utpadan hota hai.
Kisi bhi Karye ki Aati na Kare
Mahilaye ko koi bhi Fitness training ek ghante se adhik samay ke liye nahi karni chahiye. Isliye
kisi bhi prakaar ke vyayam ko adhik samay ke liye na kare, kyoki vyayam ya gym mai bitna gaya
adhik samay aapko nuksaan pahucha sakta hai.
Desk Job ki Thakavat ko Bhagaye
Ek rubber ya baalo ko bhandhne vali rubber band le. Ab pida se bhare haath ki sari panch
ungali yo ko chuye aur uhhe ek dusre ke nikat laye. Ab in pancho ungaliyo ko rubber band se
bandh le aur inhe jitna ho sake ek dusre se dur khinche. Jese ek dusre se alag ja rahi hai. Jab
kabhi aapke paas samay ho iss kriya ko kare. Isse aapko ungali aur haatho ko aaram milega
tatha sharir ki thakavat bhi dur ho jayegi.
Flexible Bane
Subah uthkar kasrat karne ka nirnaye liya jaye aur kisi vajah se na kre paye, to ise apni pragati
mai ek rukavat na bnane de. Ise apne dincharya se hatane ke vajay, yeh nischaye kare ki din ke
kisi bhi samay mai jab aapke pass thoda sa bhi samay hoga to aap gym jayengi.
Kisi Dost Ke Saath Kasrat
Agar aap akeli kasrat karte thak chuki hai, to aap apne kisi dost ya apne paltu janvar ko gym mai
le jaye.Kisi apne vyakti ke saath ki gai kasrat aapke lakshaye ko prapat karne mai abshaye
madad karegi.
Stretching Bahut Jaruri Hai
Apne niyamit vyayam ko shuru karne se pahle aapne sharir ki maspeshiyo ko lachila banana
bahut jaruri hota hai. Yeh lachlapan vyayam ke douran chhot ko lagne se rokta hai. To hum bol
sakte hai ki, yeh ek acchi Fitness Tips for Women mai se ek hai.
Kasart se Pahle Nashta
Kasrat shuru karne se pahle ek chocolate ka sevan kar sakte hai. Isse aapke sharir ki urja jo
badhegi. Kyoki in sabhi mai chini aur fiber ki matra bahut adhik hoti hai. Agar aapko bahut jyada
bhuk lagi hai, to ek kela khaye kyoki yeh pachane mai bahut aasan hota hai aur saath hi pryapt
urja ko bhi pradaan karta hai.
Apne Heart Rate Par Dhyan De
Agar aapke heart ki gati bahut dheemi hai, to iska arth yeh hai ki, aap apna vyayam puri
kshamta ke saath nahi kar pa rahe hai. Dusri aur, agar aapke heart ki gati bahut tez ha to, isse
yeh ptaa chalta hai ki, aap khud ko sambhavit khatrnak istar ki aur dhakel rahe hai. Isliye apne
heart ki gati par dhyan de tatha ginti karte huye kasrat ko pura kare.
Upar aapne jana Fitness Tips for Women in Hindi . To bas der kis baat ki aaj se hi inn sabhi tariko
ko apna kar mahilaye swasth sehat pa sakti hai.

More Related Content

Similar to Fitness tips for women

Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan TareekePaiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
cshradhha
 
How to Manage Anger_.pdf
How to Manage Anger_.pdfHow to Manage Anger_.pdf
How to Manage Anger_.pdf
ssuser27c069
 
Natural energy-boosters
Natural  energy-boostersNatural  energy-boosters
Natural energy-boosters
cshradhha
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)cshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari

This is a true story about Sarika ..
This is a true story about Sarika ..This is a true story about Sarika ..
This is a true story about Sarika ..
SaritaShah18
 
Surakshit Sambhog Karne ke Sunischit Tarike sex life ke liye
Surakshit Sambhog Karne ke Sunischit Tarike sex life ke liye Surakshit Sambhog Karne ke Sunischit Tarike sex life ke liye
Surakshit Sambhog Karne ke Sunischit Tarike sex life ke liye
Tiya Jain
 
Single Parenting in Hindi: Jaane Adharsh Ekal Abhibhavak banne ke Tareeke
Single Parenting in Hindi: Jaane Adharsh Ekal Abhibhavak banne ke TareekeSingle Parenting in Hindi: Jaane Adharsh Ekal Abhibhavak banne ke Tareeke
Single Parenting in Hindi: Jaane Adharsh Ekal Abhibhavak banne ke Tareeke
Tiya Jain
 
What You Need To Know To Reach Fitness Goals
What You Need To Know To Reach Fitness GoalsWhat You Need To Know To Reach Fitness Goals
What You Need To Know To Reach Fitness Goals
Think Alpha Project
 
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke LakshanBrain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
cshradhha
 
Top beauty hair_tips
Top beauty hair_tipsTop beauty hair_tips
Top beauty hair_tips
Adrianna Mark
 
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak LaabhBenefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
cshradhha
 
Scripts of skit, emcee, announcement etc.
Scripts of skit, emcee, announcement etc.Scripts of skit, emcee, announcement etc.
Scripts of skit, emcee, announcement etc.
Sanjiv Choudhary
 
MAREEZ KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
MAREEZ  KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTAMAREEZ  KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
MAREEZ KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
maqsood hasni
 
Kya Pregnancy Me Periods Hote Hai In Hindi
Kya Pregnancy Me Periods Hote Hai In HindiKya Pregnancy Me Periods Hote Hai In Hindi
Kya Pregnancy Me Periods Hote Hai In Hindi
Healthshabd
 
The 5 sec rule - Mel Robins (Hindi Summary)
The 5 sec rule - Mel Robins (Hindi Summary)The 5 sec rule - Mel Robins (Hindi Summary)
The 5 sec rule - Mel Robins (Hindi Summary)
Shakti Savarn
 
Similar to Fitness tips for women (20)

Babul ki beti
Babul ki betiBabul ki beti
Babul ki beti
 
Mirch
MirchMirch
Mirch
 
Scripts of skit, emcee, announcement etc.
Scripts of skit, emcee, announcement etc.Scripts of skit, emcee, announcement etc.
Scripts of skit, emcee, announcement etc.
 
MAREEZ KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
MAREEZ  KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTAMAREEZ  KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
MAREEZ KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
 
Kya Pregnancy Me Periods Hote Hai In Hindi
Kya Pregnancy Me Periods Hote Hai In HindiKya Pregnancy Me Periods Hote Hai In Hindi
Kya Pregnancy Me Periods Hote Hai In Hindi
 
The 5 sec rule - Mel Robins (Hindi Summary)
The 5 sec rule - Mel Robins (Hindi Summary)The 5 sec rule - Mel Robins (Hindi Summary)
The 5 sec rule - Mel Robins (Hindi Summary)
 
More from cshradhha

Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye KhasBridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
cshradhha
 
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk GunCustard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
cshradhha
 
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se BharpurKale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
cshradhha
 
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki CharbiYoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
cshradhha
 
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
cshradhha
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
cshradhha
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
cshradhha
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
cshradhha
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
cshradhha
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
cshradhha
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptomscshradhha
 
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur UpayeDeafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
cshradhha
 
More from cshradhha (12)

Fitness tips for women

  • 1. Fitness Tips for Women: Mahilao ki Swasth Sehat ke Raaz Aaj kal dekh gaya hai ki, har mahila kaam ke saath-saath apna ghar bhi sambhalti hai. Jisse ke liye unhe apni sehat ka khas khayal rakhan chahiye. To aaiye aaj is article mai hum aapko batate hai, Fitness Tips for Women in Hindi. Ab vah din nahi rahe jab nahilaye apne aapko sirf rasoi ki char diwari tak simit rakhti thi. Prachin kal ki yeh isthiti puri tarah se badal gai hai. Ab samay puri tarike se badal gaya hai. Aaj kal mhilaye apne ghar-grasthi ke saath apne pure vyaktitv ke vikas par dhyan deti hai. Mahilao ki iss badlati huye bhumika ke karan, kai mahilaye motape ka tatha kharab swasth ka shikar ho rahi hai. Apne kaamkaji jivan tatha ghar ki jimmedari ko ek saath sambhale ke karan, kai mahilaye swasth se judi kai preshani ka samna kar rahi hai, aur iska mukhaye karan hai, vyayam ya sharirik kasrat ka na hona. Lekin is tarah shikayat karne se samasya ka samdhan nahi milega, lekin fitness tips aur sahi aahar dwara hamari vyaktigat aur vyavsaiyk jivan ke beech banaya gaya samtulan iss samasya se nipaten mai hamari madad kar sakta hai, jo bahut mushkil hai, lekin mahatvpun hota hai. Fitness Tips for Women ke Dwara Janiye Mahilao ki Acchi Sehat Pane ke Tarike Poshtik Aahar Le Agar aapko din bhar khane ki aadat hai.To aapke swasth ko koi nuksaan pahuchaye bina, poshtik aahar aapki iss icaah ko pura karne mai aapki madad kar sakte hai. Isliye jivanshaily ki vibhinn bimariya se khud ko dur rakhne ke liye apne ghar mai poshtik aaharo ka bhandar rakhe. Ek Prabhavi Vyayam Padhati Fitness Tips for Women in Hindi ki baat kare to vyayam ki bahut aham bhumika hai. Apni suvidha ke anusaar ek vyayam padhati ka chayan kare. Ho sake to strength training ka chain kare aur week mai do baar 20 minutes ke liye iss exercise ko kare ya fir rozana walk kare ya fir koi aisi kriya ka chayan kare jisse aapke pure sharir ko swsath bannae mai aapki madad karegi.
  • 2. Bhar Pet Nashate Kare Mahiye kaamkazi ho ya ghar par kaam karti hai. Unhe kasrat ke saath-saath apne nashte ka khas khayal rakhna chahiye. Apne nashte mai taza phalo ko shamil kijiye, kyoki glucose se bhare taze phal aapki meetha kahne ki iccha ko niyantran mai rakhate hai. Treadmill Par Tezi se Chale Swasth rahne ke liye apne dono haatho mai 3 se 5 pound ka ek dumbbell pakad kar 10 minutes ke liye treadmill par tezi se chale. Iss kasrat ko shuru karne se pahle apne chale ki gati ko nishchit kar le. Crunches Kare Kai baar crunches karte samay mahilaye apne pet ki maspeshiyo ka itemaal karne ke vajah apni garden ki maspeshiyo ka istemaal adhik karti hai. Iss tarah ke exercise se keval samay barbad hoga. Isliye churches ko shuru karne se pahle apna pura dhyan pani pet ki maspeshiyo par de aur apni garden sheedhi rakhe tatha chat ki aur dekhte huye upar ki aur uthe. Jyada Pani Piye Aapke sharir ki body functionality ko banaye rakhne ke liye pani bahut jaruri hota hai. To aacha hoga ki pani ki kami se bachne ke liye niyamit roop se pani ka sevan karte hai aur hamesha swasth rahe. Fitness Tips for Women se Paiye Mahilao ki Healthy Life Refined Carbohydrate na Khaye Refined Carbohydrate se yukt khadya padarth ka sevan kam kare. Jab aap refined carbohydrate se yukt bhojan ka sevan karte hai, to yeh aapke blood sugar level ko badha deta hai. Jisse aapke sharir mai charbi ka utpadan hota hai. Kisi bhi Karye ki Aati na Kare Mahilaye ko koi bhi Fitness training ek ghante se adhik samay ke liye nahi karni chahiye. Isliye kisi bhi prakaar ke vyayam ko adhik samay ke liye na kare, kyoki vyayam ya gym mai bitna gaya adhik samay aapko nuksaan pahucha sakta hai.
  • 3. Desk Job ki Thakavat ko Bhagaye Ek rubber ya baalo ko bhandhne vali rubber band le. Ab pida se bhare haath ki sari panch ungali yo ko chuye aur uhhe ek dusre ke nikat laye. Ab in pancho ungaliyo ko rubber band se bandh le aur inhe jitna ho sake ek dusre se dur khinche. Jese ek dusre se alag ja rahi hai. Jab kabhi aapke paas samay ho iss kriya ko kare. Isse aapko ungali aur haatho ko aaram milega tatha sharir ki thakavat bhi dur ho jayegi. Flexible Bane Subah uthkar kasrat karne ka nirnaye liya jaye aur kisi vajah se na kre paye, to ise apni pragati mai ek rukavat na bnane de. Ise apne dincharya se hatane ke vajay, yeh nischaye kare ki din ke kisi bhi samay mai jab aapke pass thoda sa bhi samay hoga to aap gym jayengi. Kisi Dost Ke Saath Kasrat Agar aap akeli kasrat karte thak chuki hai, to aap apne kisi dost ya apne paltu janvar ko gym mai le jaye.Kisi apne vyakti ke saath ki gai kasrat aapke lakshaye ko prapat karne mai abshaye madad karegi. Stretching Bahut Jaruri Hai Apne niyamit vyayam ko shuru karne se pahle aapne sharir ki maspeshiyo ko lachila banana bahut jaruri hota hai. Yeh lachlapan vyayam ke douran chhot ko lagne se rokta hai. To hum bol sakte hai ki, yeh ek acchi Fitness Tips for Women mai se ek hai. Kasart se Pahle Nashta Kasrat shuru karne se pahle ek chocolate ka sevan kar sakte hai. Isse aapke sharir ki urja jo badhegi. Kyoki in sabhi mai chini aur fiber ki matra bahut adhik hoti hai. Agar aapko bahut jyada bhuk lagi hai, to ek kela khaye kyoki yeh pachane mai bahut aasan hota hai aur saath hi pryapt urja ko bhi pradaan karta hai. Apne Heart Rate Par Dhyan De Agar aapke heart ki gati bahut dheemi hai, to iska arth yeh hai ki, aap apna vyayam puri kshamta ke saath nahi kar pa rahe hai. Dusri aur, agar aapke heart ki gati bahut tez ha to, isse yeh ptaa chalta hai ki, aap khud ko sambhavit khatrnak istar ki aur dhakel rahe hai. Isliye apne heart ki gati par dhyan de tatha ginti karte huye kasrat ko pura kare. Upar aapne jana Fitness Tips for Women in Hindi . To bas der kis baat ki aaj se hi inn sabhi tariko ko apna kar mahilaye swasth sehat pa sakti hai.