SlideShare a Scribd company logo
1 of 7
HRELATE.COM
Diarrhea Treatment in Hindi: Dast
Lagne Ke Karan aur Upchar
• Sahi tarah ka khanpan na hone aur bhojan ke sahi tarah se pachan na hone ki wajeh se logo
ko dast lag jate hai. Garmiyo ke dino mai aksar logo ko dast ki shikayat rehti hai. Dast
lagna , pet ki ek bimari hai jo ki adhik ghee aur tel ka khane se bhi ho jati hai. Sardiyo ke
dino mai vyaktiyo ke sharir ka tapman kam hone se bhi logo ko dast ki shikayat ho jati hai.
• Dast lagne par vyakti din mai 3 se adhik bar mal tyagta hai. Aur yeh mal pani ke saman
patla nikalta hai. Dast lagne ke kai karan hote hai jaise sharir ki aanto mai adhik garm aur
taral padarth ke sravit hone se, aanto ka taral padarth ke avshoshan mai kami hone se ya fir
sharir ki aanto ke dwara mal ke teji se nikalne se vyaktiyo mai dast ki shikayat hone lagti
hai.
• Dast lagne se vyaktiyo ke sharir mai bahut kamjori aa jati hai aur vyakti bahut pareshan ho
jate hai. Dast lagne ke bad vyakti ghar se bahar jane ke kabil bhi nahi reh pata hai. Kuch
vyakti dast se rahat pane ke liye ORS ke ghol ka prayog karte hai, iss ghol se kafi had tak
dast se chutkara paya ja sakta hai. Iske alava aur bhi upaye hai jinki madad se dast se
chutkara paya ja sakta hai. To aaiye padhe Diarrhea Treatment in Hindi.
hrelate.com
hrelate.com
hrelate.com
Diarrhea Treatment in Hindi: Jane Dast Lagne Ke Mukhya Karan
• Dast Ke Mukhya Lakshan
• Aksar dast, 1 hafte mai thik ho jate hai lekin yadi 1 hafte se jyada samay tak rahe to dast
ko Chronic Diarrhea kehlane lagta hai. Aur yadi iska sahi samay se ilaj nahi kiya jaye to
yeh vyaktiyo ke liye khatra bhi ban sakta hai.
• Vyaktiyo mai dast lagne ke kai karan hote hai sath hi unke lakshan bhi alag hote hai.
Dast ke lakshano ko mukhyatah do prakar ke hote hai. To aaiye jane symptoms
of diarrhea.
• Seedhi Dast Hona:- Vyaktiyo mai seedhi dast lagne se kai lakshan dekhne ko milte
hai jaise:
• Pet mai marod hona
• Bahut patla, dheela aur taral mal nikalna
• Mal tyagne ki aachanak bahut tej iksha hona
• Ulti hona
hrelate.com
• Jatil Dast Hona:- Jatil (Complicated) dast hone ke alag lakshan hote hai jaise:
• Bukhara a jana
• Mal ke sath khun aana
• Vyaktiyo ka aachanak se vajan ghatne lagna
• Dast Lagne Ke Karan
• Dast ke lakshano ko pehchante huye iska sahi tarah se ilaj kar lena chahiye. Dast lagne ke kai
karan hote hai aaiye yaha padhe Diarrhea causes.
• Pachan tantra ko buri tarah se prabhavit karne wale khadya padartho ke sevan se
• Dushit aur sankramit pani pine se
• Sharir mai poshak tatvo aur nutrition’s ki kami se
• Bacteria aur 1 din se adhik rakha hua bhojan karne se(food poisoning)
• Aantra aur Aanto ke rog se
• Pachan tantra ki surgery se
hrelate.com
• Pachan tantra ki surgery se
• Kuch khadya padartho aur dawao ki allergy se
• Bahut adhik sharab pine se
• Madhumeh rog se pidit vyaktiyo ko bhi dast lagne ki shikayat hone lagti hai.
• Kisi bhi rog ya bimari ka pata lagane ke liye radiation therapy apnane se
• Hyperthyroidism
• Dast Se Chutkara Pane Ke Upay
• Baccho mai dast lagne ki shikayat kai dino tak rehne se dast mout ka karan bhi ban jata hai.
Isliye iska sahi samay par ilaj kar lena chahiye. Dast lagne se sharir se pani aur khanij tatv
bahar nikal jate hai aur poshak tatv bhi sahi se nahi mil pate hai.
• Dast ko rokne ke kai tarike hote hai. Lekin sabse sahi upchar apni dincharya mai sahi tarah ke
aur halke bhojan ko shamil karna hota hai. Iske sahi upchar ke liye yaha padhe treatment
of diarrhea.
hrelate.com
• Dast lagne par saaf aur taje dahi, chaval, roti, aalu ki tarah surakshit khadya padartho ka sevan
kare.
• Dast se rahat pane ke liye chutki bhar sonth ko shahad mai milakar kha le isse dast mai jald hi
aaram milta hai.
• Adhik garmi hone par bhi dast ki shikayat ho jati hai. Aese mai 8 se 10 singhade ko kha lena
chahiye sath mai 1 glass lassi bhi peena chahiye. Isse dast bhi band ho jate hai aur sharir ko
thandak bhi pahuchti hai.
• 6 se 7 gram sonf aur saman matra mai jeera ko lekar bhoon le fir iss churn ko pani ke sath pee
jaye. Yeh dast se rahat dilane mai madad karta hai.
• Jinn vyaktiyo ko dast ke sath khun aane lagta hai unhe cow ke dudh se bana makkhan khana
chahiye. 15 gram makkhan khane ke bad 1 glass lassi piye isse dast aur mal ke sath khun aane
ki samasya khatm ho jati hai.
• Seb aur kele ka sevan kare. Inme upasthit pectin dast ki matra ko kam kar jald hi dast se
chutkara dilane mai madad karta hai.
• Adhik dast lagne se sharir mai susti aur kamjori aa jati hai. Aur aese mai yadi aap adhik taral
padarth ka sevan nahi karte hai to kai anya swasth sambandhi pareshaniya jaise twacha mai
sukhapan hona, dil ki dhadkano mai vraddhi hona, sardard hona aadi pareshaniya hone lagti
hai. Isliye sahi samay par uchit upchar kare aur rahe swasth.

More Related Content

More from cshradhha

Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upaycshradhha
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasthcshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajancshradhha
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundarcshradhha
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasthcshradhha
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Faydecshradhha
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptomscshradhha
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantcshradhha
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)cshradhha
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during periodcshradhha
 
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak LaabhBenefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabhcshradhha
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for womencshradhha
 
Natural energy-boosters
Natural  energy-boostersNatural  energy-boosters
Natural energy-boosterscshradhha
 
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur UpayeDeafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upayecshradhha
 
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde JaniyeBrown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiyecshradhha
 
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan TareekePaiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareekecshradhha
 
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In HindiIn Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindicshradhha
 
More from cshradhha (19)

Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
 
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak LaabhBenefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for women
 
Natural energy-boosters
Natural  energy-boostersNatural  energy-boosters
Natural energy-boosters
 
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur UpayeDeafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
 
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde JaniyeBrown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
 
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan TareekePaiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
 
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In HindiIn Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
 
Diarrhea Treatment in Hindi: Jane Dast Lagne Ke Karan aur Upchar

  • 1. HRELATE.COM Diarrhea Treatment in Hindi: Dast Lagne Ke Karan aur Upchar
  • 2. • Sahi tarah ka khanpan na hone aur bhojan ke sahi tarah se pachan na hone ki wajeh se logo ko dast lag jate hai. Garmiyo ke dino mai aksar logo ko dast ki shikayat rehti hai. Dast lagna , pet ki ek bimari hai jo ki adhik ghee aur tel ka khane se bhi ho jati hai. Sardiyo ke dino mai vyaktiyo ke sharir ka tapman kam hone se bhi logo ko dast ki shikayat ho jati hai. • Dast lagne par vyakti din mai 3 se adhik bar mal tyagta hai. Aur yeh mal pani ke saman patla nikalta hai. Dast lagne ke kai karan hote hai jaise sharir ki aanto mai adhik garm aur taral padarth ke sravit hone se, aanto ka taral padarth ke avshoshan mai kami hone se ya fir sharir ki aanto ke dwara mal ke teji se nikalne se vyaktiyo mai dast ki shikayat hone lagti hai. • Dast lagne se vyaktiyo ke sharir mai bahut kamjori aa jati hai aur vyakti bahut pareshan ho jate hai. Dast lagne ke bad vyakti ghar se bahar jane ke kabil bhi nahi reh pata hai. Kuch vyakti dast se rahat pane ke liye ORS ke ghol ka prayog karte hai, iss ghol se kafi had tak dast se chutkara paya ja sakta hai. Iske alava aur bhi upaye hai jinki madad se dast se chutkara paya ja sakta hai. To aaiye padhe Diarrhea Treatment in Hindi. hrelate.com
  • 4. hrelate.com Diarrhea Treatment in Hindi: Jane Dast Lagne Ke Mukhya Karan • Dast Ke Mukhya Lakshan • Aksar dast, 1 hafte mai thik ho jate hai lekin yadi 1 hafte se jyada samay tak rahe to dast ko Chronic Diarrhea kehlane lagta hai. Aur yadi iska sahi samay se ilaj nahi kiya jaye to yeh vyaktiyo ke liye khatra bhi ban sakta hai. • Vyaktiyo mai dast lagne ke kai karan hote hai sath hi unke lakshan bhi alag hote hai. Dast ke lakshano ko mukhyatah do prakar ke hote hai. To aaiye jane symptoms of diarrhea. • Seedhi Dast Hona:- Vyaktiyo mai seedhi dast lagne se kai lakshan dekhne ko milte hai jaise: • Pet mai marod hona • Bahut patla, dheela aur taral mal nikalna • Mal tyagne ki aachanak bahut tej iksha hona • Ulti hona
  • 5. hrelate.com • Jatil Dast Hona:- Jatil (Complicated) dast hone ke alag lakshan hote hai jaise: • Bukhara a jana • Mal ke sath khun aana • Vyaktiyo ka aachanak se vajan ghatne lagna • Dast Lagne Ke Karan • Dast ke lakshano ko pehchante huye iska sahi tarah se ilaj kar lena chahiye. Dast lagne ke kai karan hote hai aaiye yaha padhe Diarrhea causes. • Pachan tantra ko buri tarah se prabhavit karne wale khadya padartho ke sevan se • Dushit aur sankramit pani pine se • Sharir mai poshak tatvo aur nutrition’s ki kami se • Bacteria aur 1 din se adhik rakha hua bhojan karne se(food poisoning) • Aantra aur Aanto ke rog se • Pachan tantra ki surgery se
  • 6. hrelate.com • Pachan tantra ki surgery se • Kuch khadya padartho aur dawao ki allergy se • Bahut adhik sharab pine se • Madhumeh rog se pidit vyaktiyo ko bhi dast lagne ki shikayat hone lagti hai. • Kisi bhi rog ya bimari ka pata lagane ke liye radiation therapy apnane se • Hyperthyroidism • Dast Se Chutkara Pane Ke Upay • Baccho mai dast lagne ki shikayat kai dino tak rehne se dast mout ka karan bhi ban jata hai. Isliye iska sahi samay par ilaj kar lena chahiye. Dast lagne se sharir se pani aur khanij tatv bahar nikal jate hai aur poshak tatv bhi sahi se nahi mil pate hai. • Dast ko rokne ke kai tarike hote hai. Lekin sabse sahi upchar apni dincharya mai sahi tarah ke aur halke bhojan ko shamil karna hota hai. Iske sahi upchar ke liye yaha padhe treatment of diarrhea.
  • 7. hrelate.com • Dast lagne par saaf aur taje dahi, chaval, roti, aalu ki tarah surakshit khadya padartho ka sevan kare. • Dast se rahat pane ke liye chutki bhar sonth ko shahad mai milakar kha le isse dast mai jald hi aaram milta hai. • Adhik garmi hone par bhi dast ki shikayat ho jati hai. Aese mai 8 se 10 singhade ko kha lena chahiye sath mai 1 glass lassi bhi peena chahiye. Isse dast bhi band ho jate hai aur sharir ko thandak bhi pahuchti hai. • 6 se 7 gram sonf aur saman matra mai jeera ko lekar bhoon le fir iss churn ko pani ke sath pee jaye. Yeh dast se rahat dilane mai madad karta hai. • Jinn vyaktiyo ko dast ke sath khun aane lagta hai unhe cow ke dudh se bana makkhan khana chahiye. 15 gram makkhan khane ke bad 1 glass lassi piye isse dast aur mal ke sath khun aane ki samasya khatm ho jati hai. • Seb aur kele ka sevan kare. Inme upasthit pectin dast ki matra ko kam kar jald hi dast se chutkara dilane mai madad karta hai. • Adhik dast lagne se sharir mai susti aur kamjori aa jati hai. Aur aese mai yadi aap adhik taral padarth ka sevan nahi karte hai to kai anya swasth sambandhi pareshaniya jaise twacha mai sukhapan hona, dil ki dhadkano mai vraddhi hona, sardard hona aadi pareshaniya hone lagti hai. Isliye sahi samay par uchit upchar kare aur rahe swasth.