SlideShare a Scribd company logo
HRELATE.COM
Single Parenting in Hindi: Ekal
Abhibhavak Ke Liye Tips
• Single parenting, dual parenting ki tulna mai bahut alag hoti hai. Aese kai karan hote hai
jiski wajah se ek hi vyakti ko dono mata-pita ka kirdar nibhana padta hai. Iske do mukhya
karan ho sakte hain- ya to mata-pita ek dusre se alag ho gaye ho ya fir dono mai se ek ki
mrityu ho gayi ho. Paristhitiyon ke anusar akele abhibhavak ko kayi chunotiyo ka samna
karna padhta hai.
• Ekal mata-pita ke baccho ko bhi chhoti umra se hi kartavya aur jimmedari nibhani padhti
hai, kyunki unke ghar mai ek ke alawa koi aur vayask nahi hota hai. Aese mai abhibhavak
ko jimmedari nibhate samay tanav hona aam baat hai kyunki wo ek perfect parent banne ki
koshish karte hain aur ghar mai akele kamane wale hote hai.
• Agar aap hal hi mai ekal abhibhavak bane hai, to ho sakta hai shuruwat mai aap khud ko
hara hua mehsoos karne lage, kyunki iss ke liye mansik aur sharirik roop se taiyar hona
thoda mushkil hota hai aur akelepan se bhi sangharsh karna padhta hai. Aapko bahut sare
karya aur bade nirnay khud se karne hote hain. Aese samay mai aapko prabhavi tareeke
apnane ki aavashyakata hoti hai, jisse aap aur aapke bacche ka jeevan aasan aur mazedar
ban sake. Aaiye Single Parenting in Hindi ke bare mai vistar se jante hai.
hrelate.com
hrelate.com
Single Parenting in Hindi: Apne Baccho ki Paravarish
Ke Liye
hrelate.com
• Khud ka Khyal Rakhe
 Jitni acche se aap khud ki dekhbhal karenge, jaise ki swasth bhojan le, puri nind le aur
aram kare, utni hi achhi tarah aap apne bachhe ki parvarish kar paenge. Yeh aapko
bachho ki dekhbhal ke liye sahanshakti pradan karega.
• Time Management Kare
 Single parent ki bhumika nibhate huye aapko bahut se kaam karne hote hain. Aese
mai time management ki bahut aavashyakata hoti hai. Jab aap time ko manage karna
sikh lenge to karyo ko bhi samay par pura kar payenge aur apne bachho ka achhi tarah
se dhyan rakh payenge. Sath hi sath bachho ke sath adhik samay bita payenge. Iss
tarah, se sare kary jald samapt ho jayenge aur aap rat mai achhi tarah se nind le
sakenge, jisse aapke man ko bhi shanti milegi.
• Budget ko Prathmikta De
 Yeh sunishchit karle ki aap ka arthik ya dhan sambandhi budget acchi tarah se plan ho.
Ek bar jab budget achhe se set ho jayega aur dhan ki samasya nahi hogi, tab ghar
chalane ki aadhe se jyda chinta to aese hi samapt ho jayegi, aur aap bachhe ki behetar
parvarish kar payenge.
hrelate.com
• Vyayam Ke Liye Samay Nikale
 Kam se kam 30 minutes tak koi vyayam karne se tanav kam hota hai. Udaharan ke
liye:Jogging, yeh ek achha tarika hai vyayam karne ka. Ise karne se aap sakriya aur urjawan
mehsoos karenge. Chahe to aap jogging ke liye apne bachhe ko bhi sath le ja sakte hai. Aesa
karne ke do fayde hai – Ek to, aap dono ki sehat achhi banegi. Dusra, aap dono ek dusre ke
sath quality time bita sakenge.
• Gusse Par Niyantran Rakhe
 Aapki dincharya bahut hi vyasth rahi hogi. Subah uthke khana banana, bachhe ko taiyar
karke school ya college bhejna, khud taiyar hona aur fir job par jana. Fir raat to khana banana,
bachhe ko homework karana, adhure kam niptana, aadi. Aese mai ho sakta hai kayi bar aap
frustration mai aakar apne bachhe par gussa nikal de. Iss bat ka dhyan rakhe ki yeh galti aap
na karen. Apne gusse par niyantran rakhna sikhe, jisse bacche ke sath aapke achhe sambandh
sthapit ho sake.
hrelate.com
• Khud par Bharosa Rakhe
 Aapko apne jeevan mai aese kayi log milenge, jo aapke bachho ko palne ke liye tarah-tarah ki
salah denge. Aesi sthiti mai aap khud par bharosa rakhe aur jo aapko sahi lage, wo hi kare.
Kyunki, sabse jyada aap hi apne bachhe ko jante hai aur unki liye kya sahi hai ye keval aap hi
acchi tarah samajhte hai.
• Khud ko Samay De
 Roz ki is bhagdaur mai khud ko samay dena jaruri hai. Ek taraf, jab aap job par jaate hai, to
working professional hote hai. Aur dusri taraf, full time aap single parent hote hai. Aesi
situation mai yadi aap khud ko samay nahi denge to ho sakta hai ki ek samay aesa aye ki aap
ghar aur office mai balance hi na kar paye. Isliye jaruri hai, rojana khudke liye thoda samay
nikaale, books padhe ya apne dosto se mile. Iss tarah aap urjawan rahenge aur job,bachhe aur
khud ke jeevan ko balance kar paenge.
• Banaye Weekend ko Khas
 Aksar weekdays mai aap bhi apni job mai aur aapke bacche school ya college mai busy hote
hai. Tab, weekend hi aesa samay hota hai jab aap ek sath samay bita sakte hai. Weekend ko
majedar banane ke liye aap picnic ya movie plan kar sakte hai ya fir ghar par hi khana jaldi
banakar bachho ko jyada samay de sakte hai.
hrelate.com
• Tatkalik Stithiyo Ke Liye Rahe Taiyar
 Agar kabhi aadhi raat ko aapke bache ko tej bukhar aajaye aur aapke pas dawa na ho ya fir aap
khud bhi us samay bimar ho aur bachhe ki akele dekhbhal karne mai asamrth ho. To, aesi
situations se niptane ke liye apako pehle se hi taiyar rahna jaruri hai. Aap apne dosto,
rishtedaron aur padosio se acche sambandh bana ke rakhe, ho sake to apne ghar ke aaspas ke
Emergency Babysitting Service se sampark bana kar rakhe ya fir bahut si Single-parenting ki
websites bhi hoti hai jisse judkar aap apna achha network bana sakte hai, taki achanak utpann
hone wali samasyao mai aapko madad mil sake.
Upar aapne jana Single Parenting in Hindi. Single Parenting ek bahut hi jimmedari ka kam hai.
Agar aap bhi ekal abhibhavak hai to in baato ka khaas taur par khayal rakhe.

More Related Content

Similar to Single Parenting in Hindi: Jaane Adharsh Ekal Abhibhavak banne ke Tareeke

Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke LakshanBrain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
cshradhha
 
Surakshit Sambhog Karne ke Sunischit Tarike sex life ke liye
Surakshit Sambhog Karne ke Sunischit Tarike sex life ke liye Surakshit Sambhog Karne ke Sunischit Tarike sex life ke liye
Surakshit Sambhog Karne ke Sunischit Tarike sex life ke liye
Tiya Jain
 
How to Manage Anger_.pdf
How to Manage Anger_.pdfHow to Manage Anger_.pdf
How to Manage Anger_.pdf
ssuser27c069
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantcshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari

Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
cshradhha
 
This is a true story about Sarika ..
This is a true story about Sarika ..This is a true story about Sarika ..
This is a true story about Sarika ..
SaritaShah18
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)cshradhha
 
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye KhasBridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
cshradhha
 
Natural energy-boosters
Natural  energy-boostersNatural  energy-boosters
Natural energy-boosters
cshradhha
 
for office games,team building, know team
for office games,team building, know teamfor office games,team building, know team
for office games,team building, know team
piyushsingh943161
 
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan TareekePaiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
cshradhha
 
Interesting story but true
Interesting story but trueInteresting story but true
Interesting story but true
Rahulk11111
 
Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay Nahain
Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay NahainTakht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay Nahain
Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay Nahain
maqsood hasni
 
The 5 sec rule - Mel Robins (Hindi Summary)
The 5 sec rule - Mel Robins (Hindi Summary)The 5 sec rule - Mel Robins (Hindi Summary)
The 5 sec rule - Mel Robins (Hindi Summary)
Shakti Savarn
 
Angraizi donyaan ki behtarein zoban nahain
Angraizi  donyaan ki behtarein zoban nahain Angraizi  donyaan ki behtarein zoban nahain
Angraizi donyaan ki behtarein zoban nahain
maqsood hasni
 
Maqsood Hasni ke taies moqalaat
Maqsood Hasni ke taies moqalaatMaqsood Hasni ke taies moqalaat
Maqsood Hasni ke taies moqalaat
maqsood hasni
 
Similar to Single Parenting in Hindi: Jaane Adharsh Ekal Abhibhavak banne ke Tareeke (20)

Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke LakshanBrain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
 
Surakshit Sambhog Karne ke Sunischit Tarike sex life ke liye
Surakshit Sambhog Karne ke Sunischit Tarike sex life ke liye Surakshit Sambhog Karne ke Sunischit Tarike sex life ke liye
Surakshit Sambhog Karne ke Sunischit Tarike sex life ke liye
 
How to Manage Anger_.pdf
How to Manage Anger_.pdfHow to Manage Anger_.pdf
How to Manage Anger_.pdf
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
 
This is a true story about Sarika ..
This is a true story about Sarika ..This is a true story about Sarika ..
This is a true story about Sarika ..
 
Babul ki beti
Babul ki betiBabul ki beti
Babul ki beti
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
 
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye KhasBridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
 
Natural energy-boosters
Natural  energy-boostersNatural  energy-boosters
Natural energy-boosters
 
for office games,team building, know team
for office games,team building, know teamfor office games,team building, know team
for office games,team building, know team
 
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan TareekePaiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
 
Interesting story but true
Interesting story but trueInteresting story but true
Interesting story but true
 
Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay Nahain
Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay NahainTakht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay Nahain
Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay Nahain
 
The 5 sec rule - Mel Robins (Hindi Summary)
The 5 sec rule - Mel Robins (Hindi Summary)The 5 sec rule - Mel Robins (Hindi Summary)
The 5 sec rule - Mel Robins (Hindi Summary)
 
Angraizi donyaan ki behtarein zoban nahain
Angraizi  donyaan ki behtarein zoban nahain Angraizi  donyaan ki behtarein zoban nahain
Angraizi donyaan ki behtarein zoban nahain
 
Maqsood Hasni ke taies moqalaat
Maqsood Hasni ke taies moqalaatMaqsood Hasni ke taies moqalaat
Maqsood Hasni ke taies moqalaat
 
Recently uploaded

Types of Garage Doors Explained: Energy Efficiency, Style, and More
Types of Garage Doors Explained: Energy Efficiency, Style, and MoreTypes of Garage Doors Explained: Energy Efficiency, Style, and More
Types of Garage Doors Explained: Energy Efficiency, Style, and More
Affordable Garage Door Repair
 
Understanding the Mahadasha of Shukra (Venus): Effects and Remedies
Understanding the Mahadasha of Shukra (Venus): Effects and RemediesUnderstanding the Mahadasha of Shukra (Venus): Effects and Remedies
Understanding the Mahadasha of Shukra (Venus): Effects and Remedies
Astro Pathshala
 
Gujarat Details in Hindi for children's for presentation in school
Gujarat Details in Hindi for children's for presentation in schoolGujarat Details in Hindi for children's for presentation in school
Gujarat Details in Hindi for children's for presentation in school
shouryajoshi5
 
dilan 1990 movie riview.pptx untuk mata kuliah
dilan 1990 movie  riview.pptx untuk mata kuliahdilan 1990 movie  riview.pptx untuk mata kuliah
dilan 1990 movie riview.pptx untuk mata kuliah
zarraashivaa
 
EXPERIENCE MONSTER BITES STREETWEAR APPAREL
EXPERIENCE MONSTER BITES STREETWEAR APPARELEXPERIENCE MONSTER BITES STREETWEAR APPAREL
EXPERIENCE MONSTER BITES STREETWEAR APPAREL
6ctbkfpdxz
 
MRS PUNE 2024 - WINNER AMRUTHAA UTTAM JAGDHANE
MRS PUNE 2024 - WINNER AMRUTHAA UTTAM JAGDHANEMRS PUNE 2024 - WINNER AMRUTHAA UTTAM JAGDHANE
MRS PUNE 2024 - WINNER AMRUTHAA UTTAM JAGDHANE
DK PAGEANT
 
30 Manipulation Techniques to be a smart person in society (1).pdf
30 Manipulation Techniques to be a smart person in society (1).pdf30 Manipulation Techniques to be a smart person in society (1).pdf
30 Manipulation Techniques to be a smart person in society (1).pdf
minaserver6679
 
Care Instructions for Activewear & Swim Suits.pdf
Care Instructions for Activewear & Swim Suits.pdfCare Instructions for Activewear & Swim Suits.pdf
Care Instructions for Activewear & Swim Suits.pdf
sundazesurf80
 
The Fascinating World of Bats: Unveiling the Secrets of the Night
The Fascinating World of Bats: Unveiling the Secrets of the NightThe Fascinating World of Bats: Unveiling the Secrets of the Night
The Fascinating World of Bats: Unveiling the Secrets of the Night
thomasard1122
 
La transidentité, un sujet qui fractionne les Français
La transidentité, un sujet qui fractionne les FrançaisLa transidentité, un sujet qui fractionne les Français
La transidentité, un sujet qui fractionne les Français
Ipsos France
 
Recently uploaded (10)

Single Parenting in Hindi: Jaane Adharsh Ekal Abhibhavak banne ke Tareeke

  • 1. HRELATE.COM Single Parenting in Hindi: Ekal Abhibhavak Ke Liye Tips
  • 2. • Single parenting, dual parenting ki tulna mai bahut alag hoti hai. Aese kai karan hote hai jiski wajah se ek hi vyakti ko dono mata-pita ka kirdar nibhana padta hai. Iske do mukhya karan ho sakte hain- ya to mata-pita ek dusre se alag ho gaye ho ya fir dono mai se ek ki mrityu ho gayi ho. Paristhitiyon ke anusar akele abhibhavak ko kayi chunotiyo ka samna karna padhta hai. • Ekal mata-pita ke baccho ko bhi chhoti umra se hi kartavya aur jimmedari nibhani padhti hai, kyunki unke ghar mai ek ke alawa koi aur vayask nahi hota hai. Aese mai abhibhavak ko jimmedari nibhate samay tanav hona aam baat hai kyunki wo ek perfect parent banne ki koshish karte hain aur ghar mai akele kamane wale hote hai. • Agar aap hal hi mai ekal abhibhavak bane hai, to ho sakta hai shuruwat mai aap khud ko hara hua mehsoos karne lage, kyunki iss ke liye mansik aur sharirik roop se taiyar hona thoda mushkil hota hai aur akelepan se bhi sangharsh karna padhta hai. Aapko bahut sare karya aur bade nirnay khud se karne hote hain. Aese samay mai aapko prabhavi tareeke apnane ki aavashyakata hoti hai, jisse aap aur aapke bacche ka jeevan aasan aur mazedar ban sake. Aaiye Single Parenting in Hindi ke bare mai vistar se jante hai. hrelate.com
  • 3. hrelate.com Single Parenting in Hindi: Apne Baccho ki Paravarish Ke Liye
  • 4. hrelate.com • Khud ka Khyal Rakhe  Jitni acche se aap khud ki dekhbhal karenge, jaise ki swasth bhojan le, puri nind le aur aram kare, utni hi achhi tarah aap apne bachhe ki parvarish kar paenge. Yeh aapko bachho ki dekhbhal ke liye sahanshakti pradan karega. • Time Management Kare  Single parent ki bhumika nibhate huye aapko bahut se kaam karne hote hain. Aese mai time management ki bahut aavashyakata hoti hai. Jab aap time ko manage karna sikh lenge to karyo ko bhi samay par pura kar payenge aur apne bachho ka achhi tarah se dhyan rakh payenge. Sath hi sath bachho ke sath adhik samay bita payenge. Iss tarah, se sare kary jald samapt ho jayenge aur aap rat mai achhi tarah se nind le sakenge, jisse aapke man ko bhi shanti milegi. • Budget ko Prathmikta De  Yeh sunishchit karle ki aap ka arthik ya dhan sambandhi budget acchi tarah se plan ho. Ek bar jab budget achhe se set ho jayega aur dhan ki samasya nahi hogi, tab ghar chalane ki aadhe se jyda chinta to aese hi samapt ho jayegi, aur aap bachhe ki behetar parvarish kar payenge.
  • 5. hrelate.com • Vyayam Ke Liye Samay Nikale  Kam se kam 30 minutes tak koi vyayam karne se tanav kam hota hai. Udaharan ke liye:Jogging, yeh ek achha tarika hai vyayam karne ka. Ise karne se aap sakriya aur urjawan mehsoos karenge. Chahe to aap jogging ke liye apne bachhe ko bhi sath le ja sakte hai. Aesa karne ke do fayde hai – Ek to, aap dono ki sehat achhi banegi. Dusra, aap dono ek dusre ke sath quality time bita sakenge. • Gusse Par Niyantran Rakhe  Aapki dincharya bahut hi vyasth rahi hogi. Subah uthke khana banana, bachhe ko taiyar karke school ya college bhejna, khud taiyar hona aur fir job par jana. Fir raat to khana banana, bachhe ko homework karana, adhure kam niptana, aadi. Aese mai ho sakta hai kayi bar aap frustration mai aakar apne bachhe par gussa nikal de. Iss bat ka dhyan rakhe ki yeh galti aap na karen. Apne gusse par niyantran rakhna sikhe, jisse bacche ke sath aapke achhe sambandh sthapit ho sake.
  • 6. hrelate.com • Khud par Bharosa Rakhe  Aapko apne jeevan mai aese kayi log milenge, jo aapke bachho ko palne ke liye tarah-tarah ki salah denge. Aesi sthiti mai aap khud par bharosa rakhe aur jo aapko sahi lage, wo hi kare. Kyunki, sabse jyada aap hi apne bachhe ko jante hai aur unki liye kya sahi hai ye keval aap hi acchi tarah samajhte hai. • Khud ko Samay De  Roz ki is bhagdaur mai khud ko samay dena jaruri hai. Ek taraf, jab aap job par jaate hai, to working professional hote hai. Aur dusri taraf, full time aap single parent hote hai. Aesi situation mai yadi aap khud ko samay nahi denge to ho sakta hai ki ek samay aesa aye ki aap ghar aur office mai balance hi na kar paye. Isliye jaruri hai, rojana khudke liye thoda samay nikaale, books padhe ya apne dosto se mile. Iss tarah aap urjawan rahenge aur job,bachhe aur khud ke jeevan ko balance kar paenge. • Banaye Weekend ko Khas  Aksar weekdays mai aap bhi apni job mai aur aapke bacche school ya college mai busy hote hai. Tab, weekend hi aesa samay hota hai jab aap ek sath samay bita sakte hai. Weekend ko majedar banane ke liye aap picnic ya movie plan kar sakte hai ya fir ghar par hi khana jaldi banakar bachho ko jyada samay de sakte hai.
  • 7. hrelate.com • Tatkalik Stithiyo Ke Liye Rahe Taiyar  Agar kabhi aadhi raat ko aapke bache ko tej bukhar aajaye aur aapke pas dawa na ho ya fir aap khud bhi us samay bimar ho aur bachhe ki akele dekhbhal karne mai asamrth ho. To, aesi situations se niptane ke liye apako pehle se hi taiyar rahna jaruri hai. Aap apne dosto, rishtedaron aur padosio se acche sambandh bana ke rakhe, ho sake to apne ghar ke aaspas ke Emergency Babysitting Service se sampark bana kar rakhe ya fir bahut si Single-parenting ki websites bhi hoti hai jisse judkar aap apna achha network bana sakte hai, taki achanak utpann hone wali samasyao mai aapko madad mil sake. Upar aapne jana Single Parenting in Hindi. Single Parenting ek bahut hi jimmedari ka kam hai. Agar aap bhi ekal abhibhavak hai to in baato ka khaas taur par khayal rakhe.