SlideShare a Scribd company logo
1 of 6
HRELATE.COM
Breakfast for Weight Loss in Hindi:
Nashte Se Kam Kare Vajan
• Aaj ke wakt mai hajaro log apne badhte vajan se pareshan hai. Apne vajan ko kam karne ke
liye log kai tarah ke jatan karte hai. Jaise ki kuch log vajan ko kam karne ke liye jim jate hai,
kuch log yoga karte hai. Vyayam se unka vajan kam hota hai isme to koi shak nahi hai.
Lekin isme lagne wala samay bahut jyada lamba hota hai.
• Isliye kuch log to apne vajan ko kam karne ki chahat mai apne dinbhar ke aahar ki matra ko
kam kar dete hai. Khane ki matra ko kam karke shuruvat mai unhe safalta bhi mil jati hai.
lekin wahi log jab wapis se sahi matra mai aahar lene lagte hai to unka vajan wapis badh
jata hai.
• Iss tarah bukha rehne ke bajay agar aap halke fluke vyayam ke sath roj nashta karna shuru
kar denge tab bhi aapka vajan ghat sakta hai. Kuch adhyano se pata chala hai ki vajan ko
kam karne ke liye subah ke wakt bharpur nashta karna chahiye.
• Nashte mai poshak tatvo ko lene se sharir ka fat kam hota hai aur vajan kam hota hai. To
aaiye jane kuch aese behtarin Breakfast for Weight Loss in Hindi jiski madad se aap apna
vajan kam kar sakte hai.
hrelate.com
hrelate.com
hrelate.com
Breakfast for Weight Loss in Hindi: Vajan Kam Karne Wale Aahar
• Daliya Ka Sevan Kare
• Subah ke nashte mai daliye ka sevan karna bahut hi labhkari hota hai. Isme upasthit
fiber ki matra sharir ki charbi ko kam karne mai sahayak hoti hai. Jisse sharir ka vajan
to kam hota hi hai sath hi yeh pet ki charbi ko kam karne mai bhi madadgar hai. Ise
khane se lambe samay tak pet ke bhare hone ka ehsaah hota hai jisse dopahar ke
khane se pehale bar bar luch khane ki iksha khatam hoti hai.
• Green Tea Piye
• Weight Loss karne ke liye Green tea bhi bahut faydemand hai. Isme antioxidant ki
bharpur matra payi jati hai jo ki vajan kam karne mai sahayak hai. Iske alawa ise
niyamit roop se pine se sharir ka metabolism bhi sahi rehta hai.
• Anda Khaye
• Subah ke nashte ke liye rojana 2 anda(Egg) ek bahut accha nashta mana gaya hai. Ise
khane se sharir ko urja milti hai. Iske alawa isse baar baar bhook lagne ki iccha ko bhi
kam kiya ja sakta hai. Ande ko aap apne pasand ke hisab se kha sakta hai, jaise chahe
to aamlet banaye, ya fir bol khaye ya fir dudh mai fat kar kaccha pee le.
hrelate.com
• Suji ka Upma
• Suji ke upma bhi ek Healthy Breakfast for Weight Loss hai. Isme kai prakar ke antioxidant gun
paye jate hai jo ki vajan ko kam karne mai sahayak hote hai. Ise khane se lambe samay tak
bhuk nahi lagti hai jo ki vajan ko kam karne mai madadgar sabit hota hai.
• Shakarkand
• Vajan kam karne ke liye subah ke nashte ke liye shakarkand sabse accha weight loss foods
kehlata hai. Isme carbohydrate ki matra payi jati hai sath hi yeh fiber se bharpur phota hai.
Yeh sharir mai jami atirikt charbi ko dur kar vajan ghatane mai sahayak hota hai.
• Kela Ka Sevan
• Kela khane se bhi vajan ko kam kiya ja sakta hai. Rojana nashte mai iska sevan karne se sharir
mai urja bani rehti hai. Ise rojana nashte mai kai prakar se istemal kiya ja sakta hai jaise meve
ke sath, dudh ke sath ya fir kele ko aese bhi khaya ja sakta hai.
• Chane Ka Salad
• Kale ya kabuli chane ko raat mai bhigokar rakh dijiye aur subah uthkar iska sevan karne se
vajan ko kam kiya ja sakta hai. Isme uccha matra mai protein aur vitamin paya jata hai jo ki
sharir ke vasa ko kam karne mai sahayak hota hai. Ise khane ke liye isme tamatar, pyaj, dhaiya
ko milakar aur bhi swadisht banaya ja sakta hai.
hrelate.com
• Dahi
• Dahi mai calcium aur protien ki matra payi jati hai jo ki vajan ko kam karne mai labhprad
hoti hai. Ise subah nashte mai ya fir khane ke sath bhi liya ja sakta hai. Iske rojana sevan se
vajan ko teji se kam kiya ja sakta hai. Yeh sharir ke fat ko kam karne mai bhi sahayak hota hai.
Lekin dhyan rahe ki bina malai wale dahi ka hi istemal kare. Ise banane ke liye 1 chammach
dahi mai dudh ki malayi ko nikalkar milana chahiye, aur subah nashte mai ya khane ke sath
iska sevan karna chahiye.
• Inhe Bhi Padhe
• Vajan kam karne ke liye subah nashte mai protein yukt nashta jaise dudh, phal aur ande aadi
ka sevan karna chahiye.
• Breakfast mai bread ke sath kacchi sabjiya jaise tamatar, kakadi, chukandar pyaj se milkar
bana nashta bhi vajan kam karne mai sahayak hota hai.
• Nashte mai soya ka prayog karna chahiye. Yeh ek low-calorie aur protein se bharpur aahar
mana gaya hai. Iske sevan se sharir mai fat jama nahi hota hai.
• Vajan ko kam karne ke liye subah nashte mai ghar par bane aranola ka sevan bahut hi labhkari
hota hai. Ise banane ke liye Jayi daliya, sukhe meve, shahad aur kuch fule huye chawal ke dano
ka upyog kiya jata hai.

More Related Content

More from cshradhha

Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
cshradhha
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
cshradhha
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
cshradhha
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
cshradhha
 

More from cshradhha (20)

Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye KhasBridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
 
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk GunCustard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
 
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke LakshanBrain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
 
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se BharpurKale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
 
Benefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindiBenefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindi
 
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki CharbiYoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
 

Breakfast for Weight Loss in Hindi: Vajan Kam Kare Nashte Se

  • 1. HRELATE.COM Breakfast for Weight Loss in Hindi: Nashte Se Kam Kare Vajan
  • 2. • Aaj ke wakt mai hajaro log apne badhte vajan se pareshan hai. Apne vajan ko kam karne ke liye log kai tarah ke jatan karte hai. Jaise ki kuch log vajan ko kam karne ke liye jim jate hai, kuch log yoga karte hai. Vyayam se unka vajan kam hota hai isme to koi shak nahi hai. Lekin isme lagne wala samay bahut jyada lamba hota hai. • Isliye kuch log to apne vajan ko kam karne ki chahat mai apne dinbhar ke aahar ki matra ko kam kar dete hai. Khane ki matra ko kam karke shuruvat mai unhe safalta bhi mil jati hai. lekin wahi log jab wapis se sahi matra mai aahar lene lagte hai to unka vajan wapis badh jata hai. • Iss tarah bukha rehne ke bajay agar aap halke fluke vyayam ke sath roj nashta karna shuru kar denge tab bhi aapka vajan ghat sakta hai. Kuch adhyano se pata chala hai ki vajan ko kam karne ke liye subah ke wakt bharpur nashta karna chahiye. • Nashte mai poshak tatvo ko lene se sharir ka fat kam hota hai aur vajan kam hota hai. To aaiye jane kuch aese behtarin Breakfast for Weight Loss in Hindi jiski madad se aap apna vajan kam kar sakte hai. hrelate.com
  • 4. hrelate.com Breakfast for Weight Loss in Hindi: Vajan Kam Karne Wale Aahar • Daliya Ka Sevan Kare • Subah ke nashte mai daliye ka sevan karna bahut hi labhkari hota hai. Isme upasthit fiber ki matra sharir ki charbi ko kam karne mai sahayak hoti hai. Jisse sharir ka vajan to kam hota hi hai sath hi yeh pet ki charbi ko kam karne mai bhi madadgar hai. Ise khane se lambe samay tak pet ke bhare hone ka ehsaah hota hai jisse dopahar ke khane se pehale bar bar luch khane ki iksha khatam hoti hai. • Green Tea Piye • Weight Loss karne ke liye Green tea bhi bahut faydemand hai. Isme antioxidant ki bharpur matra payi jati hai jo ki vajan kam karne mai sahayak hai. Iske alawa ise niyamit roop se pine se sharir ka metabolism bhi sahi rehta hai. • Anda Khaye • Subah ke nashte ke liye rojana 2 anda(Egg) ek bahut accha nashta mana gaya hai. Ise khane se sharir ko urja milti hai. Iske alawa isse baar baar bhook lagne ki iccha ko bhi kam kiya ja sakta hai. Ande ko aap apne pasand ke hisab se kha sakta hai, jaise chahe to aamlet banaye, ya fir bol khaye ya fir dudh mai fat kar kaccha pee le.
  • 5. hrelate.com • Suji ka Upma • Suji ke upma bhi ek Healthy Breakfast for Weight Loss hai. Isme kai prakar ke antioxidant gun paye jate hai jo ki vajan ko kam karne mai sahayak hote hai. Ise khane se lambe samay tak bhuk nahi lagti hai jo ki vajan ko kam karne mai madadgar sabit hota hai. • Shakarkand • Vajan kam karne ke liye subah ke nashte ke liye shakarkand sabse accha weight loss foods kehlata hai. Isme carbohydrate ki matra payi jati hai sath hi yeh fiber se bharpur phota hai. Yeh sharir mai jami atirikt charbi ko dur kar vajan ghatane mai sahayak hota hai. • Kela Ka Sevan • Kela khane se bhi vajan ko kam kiya ja sakta hai. Rojana nashte mai iska sevan karne se sharir mai urja bani rehti hai. Ise rojana nashte mai kai prakar se istemal kiya ja sakta hai jaise meve ke sath, dudh ke sath ya fir kele ko aese bhi khaya ja sakta hai. • Chane Ka Salad • Kale ya kabuli chane ko raat mai bhigokar rakh dijiye aur subah uthkar iska sevan karne se vajan ko kam kiya ja sakta hai. Isme uccha matra mai protein aur vitamin paya jata hai jo ki sharir ke vasa ko kam karne mai sahayak hota hai. Ise khane ke liye isme tamatar, pyaj, dhaiya ko milakar aur bhi swadisht banaya ja sakta hai.
  • 6. hrelate.com • Dahi • Dahi mai calcium aur protien ki matra payi jati hai jo ki vajan ko kam karne mai labhprad hoti hai. Ise subah nashte mai ya fir khane ke sath bhi liya ja sakta hai. Iske rojana sevan se vajan ko teji se kam kiya ja sakta hai. Yeh sharir ke fat ko kam karne mai bhi sahayak hota hai. Lekin dhyan rahe ki bina malai wale dahi ka hi istemal kare. Ise banane ke liye 1 chammach dahi mai dudh ki malayi ko nikalkar milana chahiye, aur subah nashte mai ya khane ke sath iska sevan karna chahiye. • Inhe Bhi Padhe • Vajan kam karne ke liye subah nashte mai protein yukt nashta jaise dudh, phal aur ande aadi ka sevan karna chahiye. • Breakfast mai bread ke sath kacchi sabjiya jaise tamatar, kakadi, chukandar pyaj se milkar bana nashta bhi vajan kam karne mai sahayak hota hai. • Nashte mai soya ka prayog karna chahiye. Yeh ek low-calorie aur protein se bharpur aahar mana gaya hai. Iske sevan se sharir mai fat jama nahi hota hai. • Vajan ko kam karne ke liye subah nashte mai ghar par bane aranola ka sevan bahut hi labhkari hota hai. Ise banane ke liye Jayi daliya, sukhe meve, shahad aur kuch fule huye chawal ke dano ka upyog kiya jata hai.