SlideShare a Scribd company logo
Waqt Kam Tha Baat Adhuri Reh Gai !!
Ache Logon Se Mulaqat Adhuri Reh Gai !!
Us Ke Jane Ke Bad Hum Roe Bohut !!
Kon Kehta Hai Ke Barsat Adhuri Reh Gai !!
=======================
Ankhen Khulen Tu Jaag Uthi Hasraten !!
Us Ko Kho Diya Jise Paya Tha Khawab Mein !!
=====================================
Chalo Us Ka Nahi Tu KHUDA Ka Ehsaan Lete Hain !!
Wo Minnat Se Nahi Maana Tu Mannat Se Mang Lete Hain !!
=====================================
Jab Kabhi Chahe Andheron Mein Ujalay Us Ne !!
Kar Diya Ghar Mera Shoolon Ke Hawalay Us Ne !!
Us Per Khul Jati Mere Shoq Ki Shiddat Sari !!
Dekhay Hote Jo Mere Paon Ke Chhaly Us Ne !!
Jis Ka Her Aib Zamanay Se Chupaya Mein Ne !!
Mere Qissay Sar-e-Bazar Uchalay Us Ne !!
Jab Usy Meri Muhabbat Per Bharosa Hi Na Tha !!
Kyn Diye Logon Ko Meri Wafaon Ke Hawalay Us Ne !!
Aik Mera Hath Hi Na Thama Us Ne Warna !!
Girtay Hue Kitne Hi Sambhale Us Ne !!
====================================
Log Meri Dewangi Ko Fakiri Samajhte Rahe !!
Mein Tu Usy Dekhne Ki Khatir Bhek Mangta Hoon !!
=====================================
Muddat Se Thi Kisi Se Milne Ki Aas !!
Khwahish-e-Deedar Ko Dil Mein Daba Diya !!
Kisi Ne Di Khabar Ke Wo Ayen Gey Raat Ko !!
Itna Kya Chragha Ke Ghar Tak Jala Diya !!
======================================
Wo Khatam Qaid Ki Miyad Bhi Nahi Karta !!
Magar Mein Zahmat-e-Faryad Bhi Nahi Karta !!
Kabhi Kabhi Wo Mujhe Itna Yaad aata Hain !!
Mein Zid Mein Aa Ke Usy Yaad Bhi Nahi Karta !!
=====================================
Mausam Mausam Ankhon Ko Ik Sapna Yaad Raha !!
Sadian Jis Mein Simat Gain Wo Lamha Yaad Raha !!
Qos-e-Qazah Ke Saton Rang Thy Us Ke Lahje Mein !!
Sari Mehfil Bhool Gai Wo Chehra Yaad Raha !!
======================================
Kabhi Himat Tu Kabhi Hosle Se Haar Gaye !!
Hum Bad Naseeb Thy Jo Her Kisi Se Haar Gaye !!
Ajeeb Khel Ka Medan Hai Ye Duniya Bhi !!
Ke Jis Ko Jeet Chuke Thy Ussi Se Haar Gaye !!
======================================
Ho Jaye Mohabbat Tu Hum Socha Nahi Karte !!
Chand Chehron Se Kabhi Dhoka Nahi Karte !!
Jo Aa Jaye Humari Mehfil Mein Khush Aamdeed !!
Jo Chala Jaye Usy Roka Nahi Karte !!
==========================
Bohut Roye Kisi Ki Yaad Ko Seenay Se Laga Kar !!
Zikar-e-KHUDA Karte Tu Shayed Aj Wali Hotay !!
=====================================
Wo Janta Hai Ke Mujh Se Sabar Nahi Hoga !!
Wo Mere Dard Se Tu Be Khabar Nahi Ho Ga !!
Mein Do Qadam Jo Chalon Dil Pukarta Hai Yehi !!
Ke Us Ka Sath Na Ho Tu Safar Nahi Ho Ga !!
======================================
Jab Tera Hukam Mila Tarak-e-Mohabbat Kar Di !!
Dil Magar Is Pe Wo Dharka Ke Qiyamat Kar Di !!
Mujh Ko Dushman Ke Iraadon Pe Bhi Pyar Aata Hai !!
Teri Ulfat Ne Meri Muhabbat Ada Kar Di !!
=====================================
Bhool Jane Ka Hosla Na Hai Na Ho Ga !!
Door Reh Kar Bhi Tu Juda Na Hai Na Ho Ga !!
Tujh Se Mil Kar Kisi Or Se Kya Mile Koi !!
Tere Jaisa Dosra Na Koi Hai Na Ho Ga !!
=====================================
Waqt Kehta Hai Mujhe Ganwana Mat !!
Dil Kehta Hai Mujhe Lagana Mat !!
Dost Kehta Hai Mujhe Azmana Mat !!
Hum Kehte Hain Humain Bhulana Mat !!
=====================================
Ban Ke Ajnabi Mile Thy Zindagi Ke Safar Mein !!
In Yaadon Ke Lamho Ko Kabhi Bhulenge Nahi !!
Agar Yaad Rakhna Fitrat Hai Ap Ki !!
Tu Bhool Jane Ki Adat Humain Bhi Nahi !!
=====================================
Kon Hota Hai Tere Dukh Pe Pareshan !!
Wo Tu Apni Hi Kisi Baat Pe Roya Ho Ga !!
==============Raat Sunti Rahi Mein Sunta Raha !!
Ishq Ki Dastan Mein Batata Raha !!
Dhoop Chaon Si Us Ki Tabiyat Rahi !!
Wo Nigahen Milata Churata Raha !!
Log Logon Se Chahat Nibhate Rahe !!
Ik Wo Tha Mera Dil Churata Raha !!
Ik Mein Hi Piyasa Mere Dosto !!
Log Peete Rahe Mein Pilata Raha !!
Hum Maktab Ne Sara Sabak Parh Liya !!
Or Mein Tera Naam Likhta Mitata Raha !!
=====================================
=======================
Wo Bewafa Na Tha Yunhi Badnam Ho Gaya !!
Hazaron Chahne Wale Thy Kis Kis Se Wafa Karte !!
======================================
Apni Khamosh Zindagi Mein Bolana Mujh Ko !!
Apne Haseen Khuwab Ki Tasver Banana Mujh Ko !!
Mein Jo Puchoon Tumhara Haal_e_Dil !!
Tu Apni Her Dharkan Ki Awaz Sunana Mujh Ko !!
Mein jo Kabhi Rooth Jaon Tum Se Agar !!
Tu Bohut Piyar Se Manana Mujh Ko !!
Jo Kabhi Ho Dil Mein Hasrat Tumhari Koi !!
Be Jhijak Apni Her Hasrat Batana Mujh Ko !!
Jo Ho Jao Zindagi Mein Tanha Kisi Pal !!
Apni Piyar Bhari Awaz Se Bolana Mujh Ko !!
----------------------------------------------------Kabhi Khud Bhi Mere Pass Aa !!
Meri Baat Sun Mera Sath De !!
Jo Khalish Hai Dil Se Nikal Kar !!
Mujhe Uljhano Se Nijat De !!
Tujhe Sochna Mera Mashgala !!
Tujhe Dekhna Meri Arzu !!
Mujhe Din De Apne Khayal Ka !!
Mujhe Apne Qurb Ki her Raat De !!
Mein Akela Chalon Kahan Kahan !!
Ye safar Bohut Taveel Hai !!
Meri Zindagi Mere Sath Chal !!
Mere Hathon Mein Apna Hath De !!
Mein Bohut Dino Se Udas Hoon !!
Mujhe Koi Sham Udhar De !!
---------------------------------------Us Se Milne Ko Kabhi Hum Jo Machal Jate Hain !!
Tu Khayalon Mein Bohut Door Nikal Jate Hain !!
Ger Wafaon Mein Bohut Sadaqat Bhi Ho Shiddat Bhi !!
Phir Tu Ehsas Se Pathar Bhi Pighal Jate Hain !!
Us Ki Aankhon Ke Nashy Mein Hoon Jab Se Dooba !!
Lar Khraty Hain Kadam Or Sambhal Jate Hain !!
Bewafai Ka Mujhe Jab Bhi Khayal Aata Hai !!
Ashk Rukhsar Per Aankhon Se Phisal Jate Hain !!
Piyar Mein Ek Hi Mosam Hai Baharon Ka Ahmad !!
Log Mosam Ki Tarha Kese Badal Jate Hain:"
------------------------------------------------------Ab Kya Dhondte Ho Jale Hue Kagzoon Ki Raakh Mein !!
Wo Jis Ka Unwan Tum Thy Wo Afsana Hi Jal Gaya !!
====================================
Ye Sach Hai Ke Mera Qatil Bhi Wohi Tha !!
Sare Shehr Mein Tarif Ke Qabil Bhi Wohi Tha !!
Kehta Tha Ke Apna Hoon Apno Mein Rahunga !!
Bani Jo Safey-Ghair Tu Sab Se Aage Bhi Wohi Tha !!
======================================
Khawab Adhure Sahi Khawab Tumhare Tu Hain !!
Khawab Jhoote Sahi Khawab Sahary Tu Hain !!
Jaise Taise Kat Hi Jaye Gi Zindagi !!
Tum Humare Na Sahi Hum Tumhare Tu Hain !!
=============================
Ab Khof Nahi Koi Mujhe Raah Guzar Se !!
Mein Door Nikal Aaya Hoon Pathar Ke Nagar Se !!
Kisi Bhi Morr Pe Hum Zaroor Milein Gey !!
Ye Baat Mujhe Maloom Hai Aghaz-e-Safar Se !!
Jaisa Bhi Hoon Acha Ya Bura Apne Liye Hoon !!
Mein Khud Ko Nahi Dekhta ouron Ki Nazar Se !!
=====================================
Benaam Musafir Hoon Benaam Safar Mera !!
Kis Rah Nikal Jaon Kuch Keh Nahi Sakta !!
Benaam Meri Manzil Benaam Thikana Hai !!
Kis Dar Pe Mein Ruk Jaon Kuch Keh Nahi Sakta !!
Is paar Tu Roshan Hai Sara Mera Rasta !!
Us Paar Andhera Ho Kuch Keh Nahi Sakta !!
Tinkay Ki Tarha Mein Bhi Beh Jaon Samandar Mein !!
Mil Jaye Ga Kinara Kuch Keh Nahi Sakta !!
Mil Jaye Gi Tabeer Mere Khawabon Ki Ik Din !!
Ye Khawab Bikhar Jayain Kuch Keh Nahi Sakta !!
=====================================
Samandar Mein Utrta Hoon Tu Ankhen Bheeg Jati Hain !!
Teri Ankhon Ko Pharta Hoon Tu Ankhen Bheeg Jati Hain !!
Tumhara Naam Likhne Ki Ijazat Chin Gi Jab Se !!
Koi Bhi Naam Likhta Hoon Tu Ankhen Bheeg Jati Hain !!
Teri Yaadon Ki Khushbu Khidkiyon Mein Raqs Karti Hain !!
Tere Ghum Mein Sulagta Hoon Tu Ankhen Bheeg Jati Hain !!
Mein Hans Ke Jhel Leta Hoon Judai Ki Sabhi Rasmen !!
Galy Jab Us Ke Lagta Hoon Tu Ankhen Bheeg Jati Hain !!
Umar Bhar Chaha Ke Zamin-o-Aasman Humara Hota !!
Kash Ke Khwaisho Ka Bhi Kinara Hota !!
Ye Soch Ke Us Musafir Ko Roka Hi Nahi !!
Door Jata Hi Kyn Agar Wo Hamara Hota !!
=====================================
Kuch Is Liye Bhi Tum Se Mohabbat Hai Mujh Ko !!
Mera Tu Koi Nahi Hai Tumhara Tu Koi Ho !!
=====================================
Mitti Ka Jism Lekin Pani Ke Ghar Mein Hoon !!
Manzil Hai Maut Meri Her Pal Safar Mein Hoon !!
Hona Hai Qatal Ye Maloom Hai Mujhe !!
Lekin Khabar Nahi Kis Kis Ki Nazar Mein Hoon !!
=====================================
Mera Us Shehr-e-Adaawat Mein Basera Hai !!
Jahan Log Sajdon Mein Bhi Logon Ka Bura Chahte Hain !!
=====================================
Toot Jate Hain Bikhar Jate Hain !!
Kaanch Ke Ghar Mein Muqaddar Apne !!
Ajnabi Tu Sada Pyar Se Milte Hain !!
Bhool Jate Hain Tu Aksar Apne !!
====================================
Us Ki Hansi Mein Chhupy Dard Ko Mehsus Tu Kar !!
Wo Tu Yun Hi Hans Ke Khud Ko Saza Deta Hai !!
=====================================
Wo Jo Hansta Tha Haal-e-Dil Pe Kabhi !!
Ro Para Khud Ko Daikh Kar Tanha !!
Neend Walo Ko kiya Khabar Is Ki !!
Kon Jaga Hai Raat Bhar Tanha !!
====================================
Aziyat Ki raatein Qayamat Ke Din Hain !!
Ajab Ye Tumhari Mohabbat Ke Din Hai !!
Mein Jaise Bicharne Laga Hoon Her Ek Se !!
Na Jane Ye Kis Ki Rafaqat Ke Din Hain !!
Mujhe Kash Koi Yaqeen Ye Dila De !!
Zindagi Mein Meri Bhi Rahat Ke Din Hain !!
Tumhari Judai Mein Yaad Aati Hai Khudai !!
Ary Nadan Ye Tu Meri Ibadat Ke Din Hain !!
------------------------------------Tarap Ke Dekh Kisi Ki Chahat Mein !!
Tu Pata Chale Intezar Kya Hota Hai !!
Yunhi Mil Jaye Koi Bina Tarpe !!
Tu kese Pata Chale Pyar Kiya Hota Hai !!
===================================
Hum Ne Tere Liye Riwaj Alag Rakha Hai !!
Tujh Ko Duniya Se Meri Jaan Alag Rakha Hai !!
Yaad Kar Ke Tujhe Eid Mana Lete Hain !!
Hum Ne Apne Liye Tehwaar Alag Rakha Hai !!
=====================================
Us Ko Ajnabi Likhna Chaha Tu Lafz Bol Uthe !!
Us Ko Apna Banana Chaha Tu Log Bol Uthe !!
Hum Kare Bhi Tu Kya Karen !!
Us Ko Bholna Chaha Tu Guzre Pal Bol Uthe !!
=========================

Written By
Ahmad Ramay
,03229807915
CONTECT ME THIS NOMBER-

More Related Content

Similar to Ahmad ramay

Maqsood Hasni ke taies moqalaat
Maqsood Hasni ke taies moqalaatMaqsood Hasni ke taies moqalaat
Maqsood Hasni ke taies moqalaat
maqsood hasni
 
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
 BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?  BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
maqsood hasni
 
New text document
New text documentNew text document
New text document
Shaik Uddin
 
Infra-surkh Shayars (Freelance Talents)
Infra-surkh Shayars (Freelance Talents)Infra-surkh Shayars (Freelance Talents)
Infra-surkh Shayars (Freelance Talents)
Mohit Sharma
 
Infra surkh shayars (freelance talents)
Infra surkh shayars (freelance talents)Infra surkh shayars (freelance talents)
Infra surkh shayars (freelance talents)
Mohit Sharma
 
Dua sms
Dua smsDua sms
maqsood hasni ki roman khat main urdu nazmain
maqsood hasni ki roman khat main urdu nazmainmaqsood hasni ki roman khat main urdu nazmain
maqsood hasni ki roman khat main urdu nazmain
maqsood hasni
 
Hindi poem
Hindi poemHindi poem
Hindi poem
Diler Singh
 
Planning: Islamic perspective
Planning: Islamic perspectivePlanning: Islamic perspective
Planning: Islamic perspective
azeez luthfullah
 
London Ki Pari
London Ki PariLondon Ki Pari
London Ki Pari
lkp2012
 
Mohabbat naama
Mohabbat naamaMohabbat naama
Mohabbat naama
Haider Reza
 
URDU HAIKU HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT, EaK MOTALAH
URDU HAIKU  HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT,  EaK MOTALAH  URDU HAIKU  HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT,  EaK MOTALAH
URDU HAIKU HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT, EaK MOTALAH
maqsood hasni
 
Sant velentain jodon ka sanrakshak.
Sant velentain   jodon ka sanrakshak.Sant velentain   jodon ka sanrakshak.
Sant velentain jodon ka sanrakshak.
Martin M Flynn
 
Angraizi donyaan ki behtarein zoban nahain
Angraizi  donyaan ki behtarein zoban nahain Angraizi  donyaan ki behtarein zoban nahain
Angraizi donyaan ki behtarein zoban nahain
maqsood hasni
 
Shikha
ShikhaShikha
Presentation1
Presentation1Presentation1
Presentation1
mummapet
 
4 salman khan songs lyrics
4 salman khan songs lyrics4 salman khan songs lyrics
4 salman khan songs lyrics
PradeepMadgaonkar
 
Presentation1
Presentation1Presentation1
Presentation1
Jyuthika Padia
 
Insan
Insan Insan
Mots final ppt
Mots final pptMots final ppt
Mots final ppt
Shivananda Nj
 
Similar to Ahmad ramay (20)

Maqsood Hasni ke taies moqalaat
Maqsood Hasni ke taies moqalaatMaqsood Hasni ke taies moqalaat
Maqsood Hasni ke taies moqalaat
 
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
 BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?  BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
 
New text document
New text documentNew text document
New text document
 
Infra-surkh Shayars (Freelance Talents)
Infra-surkh Shayars (Freelance Talents)Infra-surkh Shayars (Freelance Talents)
Infra-surkh Shayars (Freelance Talents)
 
Infra surkh shayars (freelance talents)
Infra surkh shayars (freelance talents)Infra surkh shayars (freelance talents)
Infra surkh shayars (freelance talents)
 
Dua sms
Dua smsDua sms
Dua sms
 
maqsood hasni ki roman khat main urdu nazmain
maqsood hasni ki roman khat main urdu nazmainmaqsood hasni ki roman khat main urdu nazmain
maqsood hasni ki roman khat main urdu nazmain
 
Hindi poem
Hindi poemHindi poem
Hindi poem
 
Planning: Islamic perspective
Planning: Islamic perspectivePlanning: Islamic perspective
Planning: Islamic perspective
 
London Ki Pari
London Ki PariLondon Ki Pari
London Ki Pari
 
Mohabbat naama
Mohabbat naamaMohabbat naama
Mohabbat naama
 
URDU HAIKU HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT, EaK MOTALAH
URDU HAIKU  HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT,  EaK MOTALAH  URDU HAIKU  HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT,  EaK MOTALAH
URDU HAIKU HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT, EaK MOTALAH
 
Sant velentain jodon ka sanrakshak.
Sant velentain   jodon ka sanrakshak.Sant velentain   jodon ka sanrakshak.
Sant velentain jodon ka sanrakshak.
 
Angraizi donyaan ki behtarein zoban nahain
Angraizi  donyaan ki behtarein zoban nahain Angraizi  donyaan ki behtarein zoban nahain
Angraizi donyaan ki behtarein zoban nahain
 
Shikha
ShikhaShikha
Shikha
 
Presentation1
Presentation1Presentation1
Presentation1
 
4 salman khan songs lyrics
4 salman khan songs lyrics4 salman khan songs lyrics
4 salman khan songs lyrics
 
Presentation1
Presentation1Presentation1
Presentation1
 
Insan
Insan Insan
Insan
 
Mots final ppt
Mots final pptMots final ppt
Mots final ppt
 
More from Gas & Oil Pakistan Ltd.

hydraulics basic level textbook MC 6 (2)
hydraulics basic level textbook MC 6 (2)hydraulics basic level textbook MC 6 (2)
hydraulics basic level textbook MC 6 (2)
Gas & Oil Pakistan Ltd.
 
MECHATRONICS SYSTEMS MC 6 (1)
MECHATRONICS SYSTEMS MC 6 (1)MECHATRONICS SYSTEMS MC 6 (1)
MECHATRONICS SYSTEMS MC 6 (1)
Gas & Oil Pakistan Ltd.
 
Shaft couplings
Shaft couplings Shaft couplings
Shaft couplings
Gas & Oil Pakistan Ltd.
 
Poles and towers
Poles and towersPoles and towers
Poles and towers
Gas & Oil Pakistan Ltd.
 
Pipes joints
Pipes jointsPipes joints
Historical Place in Pakistan
Historical Place in PakistanHistorical Place in Pakistan
Historical Place in Pakistan
Gas & Oil Pakistan Ltd.
 
Influence of western culture in pakistan
Influence of western culture in pakistanInfluence of western culture in pakistan
Influence of western culture in pakistan
Gas & Oil Pakistan Ltd.
 
World War 1
World War 1World War 1
Lecture iii orthographic projection
Lecture iii   orthographic projectionLecture iii   orthographic projection
Lecture iii orthographic projection
Gas & Oil Pakistan Ltd.
 
Lecture ii using drawing tools
Lecture ii   using drawing toolsLecture ii   using drawing tools
Lecture ii using drawing tools
Gas & Oil Pakistan Ltd.
 
Lecture iv orthographic writing
Lecture iv   orthographic writingLecture iv   orthographic writing
Lecture iv orthographic writing
Gas & Oil Pakistan Ltd.
 
Computer fundamental
Computer fundamentalComputer fundamental
Computer fundamental
Gas & Oil Pakistan Ltd.
 
Corrosion
CorrosionCorrosion

More from Gas & Oil Pakistan Ltd. (13)

hydraulics basic level textbook MC 6 (2)
hydraulics basic level textbook MC 6 (2)hydraulics basic level textbook MC 6 (2)
hydraulics basic level textbook MC 6 (2)
 
MECHATRONICS SYSTEMS MC 6 (1)
MECHATRONICS SYSTEMS MC 6 (1)MECHATRONICS SYSTEMS MC 6 (1)
MECHATRONICS SYSTEMS MC 6 (1)
 
Shaft couplings
Shaft couplings Shaft couplings
Shaft couplings
 
Poles and towers
Poles and towersPoles and towers
Poles and towers
 
Pipes joints
Pipes jointsPipes joints
Pipes joints
 
Historical Place in Pakistan
Historical Place in PakistanHistorical Place in Pakistan
Historical Place in Pakistan
 
Influence of western culture in pakistan
Influence of western culture in pakistanInfluence of western culture in pakistan
Influence of western culture in pakistan
 
World War 1
World War 1World War 1
World War 1
 
Lecture iii orthographic projection
Lecture iii   orthographic projectionLecture iii   orthographic projection
Lecture iii orthographic projection
 
Lecture ii using drawing tools
Lecture ii   using drawing toolsLecture ii   using drawing tools
Lecture ii using drawing tools
 
Lecture iv orthographic writing
Lecture iv   orthographic writingLecture iv   orthographic writing
Lecture iv orthographic writing
 
Computer fundamental
Computer fundamentalComputer fundamental
Computer fundamental
 
Corrosion
CorrosionCorrosion
Corrosion
 
Recently uploaded

Reuters Institute Digital News Report 2024
Reuters Institute Digital News Report 2024Reuters Institute Digital News Report 2024
Reuters Institute Digital News Report 2024
Reuters Institute for the Study of Journalism, Oxford University
 
ACSA confirms operational readiness ahead the arrival of Heads of State at OR...
ACSA confirms operational readiness ahead the arrival of Heads of State at OR...ACSA confirms operational readiness ahead the arrival of Heads of State at OR...
ACSA confirms operational readiness ahead the arrival of Heads of State at OR...
SABC News
 
16062024_First India Newspaper Jaipur.pdf
16062024_First India Newspaper Jaipur.pdf16062024_First India Newspaper Jaipur.pdf
16062024_First India Newspaper Jaipur.pdf
FIRST INDIA
 
MAGNA CARTA (minimum 40 characters required)
MAGNA CARTA (minimum 40 characters required)MAGNA CARTA (minimum 40 characters required)
MAGNA CARTA (minimum 40 characters required)
Filippo64
 
The Rise of Christian Persecution In Islamic Countries (1).pdf
The Rise of Christian Persecution In Islamic Countries (1).pdfThe Rise of Christian Persecution In Islamic Countries (1).pdf
The Rise of Christian Persecution In Islamic Countries (1).pdf
ECSPE - Saving the Persecuted and Enslaved
 
Howard Fineman, Veteran Political Journalist and TV Pundit, Dies at 75
Howard Fineman, Veteran Political Journalist and TV Pundit, Dies at 75Howard Fineman, Veteran Political Journalist and TV Pundit, Dies at 75
Howard Fineman, Veteran Political Journalist and TV Pundit, Dies at 75
LUMINATIVE MEDIA/PROJECT COUNSEL MEDIA GROUP
 
projet de traité négocié à Istanbul (anglais).pdf
projet de traité négocié à Istanbul (anglais).pdfprojet de traité négocié à Istanbul (anglais).pdf
projet de traité négocié à Istanbul (anglais).pdf
EdouardHusson
 
On the Wrong Track | Recent Increasing Train Accidents in India | News
On the Wrong Track | Recent Increasing Train Accidents in India | NewsOn the Wrong Track | Recent Increasing Train Accidents in India | News
On the Wrong Track | Recent Increasing Train Accidents in India | News
Harsh Kumar
 
15062024_First India Newspaper Jaipur.pdf
15062024_First India Newspaper Jaipur.pdf15062024_First India Newspaper Jaipur.pdf
15062024_First India Newspaper Jaipur.pdf
FIRST INDIA
 
लालू यादव की जीवनी LALU PRASAD YADAV BIOGRAPHY
लालू यादव की जीवनी LALU PRASAD YADAV BIOGRAPHYलालू यादव की जीवनी LALU PRASAD YADAV BIOGRAPHY
लालू यादव की जीवनी LALU PRASAD YADAV BIOGRAPHY
VoterMood
 
17062024_First India Newspaper Jaipur.pdf
17062024_First India Newspaper Jaipur.pdf17062024_First India Newspaper Jaipur.pdf
17062024_First India Newspaper Jaipur.pdf
FIRST INDIA
 
12062024_First India Newspaper Jaipur.pdf
12062024_First India Newspaper Jaipur.pdf12062024_First India Newspaper Jaipur.pdf
12062024_First India Newspaper Jaipur.pdf
FIRST INDIA
 
在线办理(latrobe毕业证书)拉筹伯大学毕业证Offer一模一样
在线办理(latrobe毕业证书)拉筹伯大学毕业证Offer一模一样在线办理(latrobe毕业证书)拉筹伯大学毕业证Offer一模一样
在线办理(latrobe毕业证书)拉筹伯大学毕业证Offer一模一样
ckn2izdm
 
13062024_First India Newspaper Jaipur.pdf
13062024_First India Newspaper Jaipur.pdf13062024_First India Newspaper Jaipur.pdf
13062024_First India Newspaper Jaipur.pdf
FIRST INDIA
 
A draft Ukraine-Russia treaty from April 2022
A draft Ukraine-Russia treaty from April 2022A draft Ukraine-Russia treaty from April 2022
A draft Ukraine-Russia treaty from April 2022
dynamo777
 
#WenguiGuo#WashingtonFarm Guo Wengui Wolf son ambition exposed to open a far...
#WenguiGuo#WashingtonFarm  Guo Wengui Wolf son ambition exposed to open a far...#WenguiGuo#WashingtonFarm  Guo Wengui Wolf son ambition exposed to open a far...
#WenguiGuo#WashingtonFarm Guo Wengui Wolf son ambition exposed to open a far...
rittaajmal71
 
Saraikistan; unveiling the demand for a seperate province._20240522_011317_00...
Saraikistan; unveiling the demand for a seperate province._20240522_011317_00...Saraikistan; unveiling the demand for a seperate province._20240522_011317_00...
Saraikistan; unveiling the demand for a seperate province._20240522_011317_00...
MadholalHussain
 
Federal Authorities Urge Vigilance Amid Bird Flu Outbreak | The Lifesciences ...
Federal Authorities Urge Vigilance Amid Bird Flu Outbreak | The Lifesciences ...Federal Authorities Urge Vigilance Amid Bird Flu Outbreak | The Lifesciences ...
Federal Authorities Urge Vigilance Amid Bird Flu Outbreak | The Lifesciences ...
The Lifesciences Magazine
 
Organisations.pdf k[poikdip-jhhohuhejhnjhn
Organisations.pdf k[poikdip-jhhohuhejhnjhnOrganisations.pdf k[poikdip-jhhohuhejhnjhn
Organisations.pdf k[poikdip-jhhohuhejhnjhn
bhavenpr
 
Snigdha-Sreenath-Minor-v-Travancore-Devaswom-Board-WPCNO-39847-OF-2023-2024-L...
Snigdha-Sreenath-Minor-v-Travancore-Devaswom-Board-WPCNO-39847-OF-2023-2024-L...Snigdha-Sreenath-Minor-v-Travancore-Devaswom-Board-WPCNO-39847-OF-2023-2024-L...
Snigdha-Sreenath-Minor-v-Travancore-Devaswom-Board-WPCNO-39847-OF-2023-2024-L...
bhavenpr
 
Recently uploaded (20)

Ahmad ramay

  • 1. Waqt Kam Tha Baat Adhuri Reh Gai !! Ache Logon Se Mulaqat Adhuri Reh Gai !! Us Ke Jane Ke Bad Hum Roe Bohut !! Kon Kehta Hai Ke Barsat Adhuri Reh Gai !! ======================= Ankhen Khulen Tu Jaag Uthi Hasraten !! Us Ko Kho Diya Jise Paya Tha Khawab Mein !! ===================================== Chalo Us Ka Nahi Tu KHUDA Ka Ehsaan Lete Hain !! Wo Minnat Se Nahi Maana Tu Mannat Se Mang Lete Hain !! ===================================== Jab Kabhi Chahe Andheron Mein Ujalay Us Ne !! Kar Diya Ghar Mera Shoolon Ke Hawalay Us Ne !! Us Per Khul Jati Mere Shoq Ki Shiddat Sari !! Dekhay Hote Jo Mere Paon Ke Chhaly Us Ne !! Jis Ka Her Aib Zamanay Se Chupaya Mein Ne !! Mere Qissay Sar-e-Bazar Uchalay Us Ne !! Jab Usy Meri Muhabbat Per Bharosa Hi Na Tha !! Kyn Diye Logon Ko Meri Wafaon Ke Hawalay Us Ne !! Aik Mera Hath Hi Na Thama Us Ne Warna !! Girtay Hue Kitne Hi Sambhale Us Ne !! ==================================== Log Meri Dewangi Ko Fakiri Samajhte Rahe !! Mein Tu Usy Dekhne Ki Khatir Bhek Mangta Hoon !! ===================================== Muddat Se Thi Kisi Se Milne Ki Aas !!
  • 2. Khwahish-e-Deedar Ko Dil Mein Daba Diya !! Kisi Ne Di Khabar Ke Wo Ayen Gey Raat Ko !! Itna Kya Chragha Ke Ghar Tak Jala Diya !! ====================================== Wo Khatam Qaid Ki Miyad Bhi Nahi Karta !! Magar Mein Zahmat-e-Faryad Bhi Nahi Karta !! Kabhi Kabhi Wo Mujhe Itna Yaad aata Hain !! Mein Zid Mein Aa Ke Usy Yaad Bhi Nahi Karta !! ===================================== Mausam Mausam Ankhon Ko Ik Sapna Yaad Raha !! Sadian Jis Mein Simat Gain Wo Lamha Yaad Raha !! Qos-e-Qazah Ke Saton Rang Thy Us Ke Lahje Mein !! Sari Mehfil Bhool Gai Wo Chehra Yaad Raha !! ====================================== Kabhi Himat Tu Kabhi Hosle Se Haar Gaye !! Hum Bad Naseeb Thy Jo Her Kisi Se Haar Gaye !! Ajeeb Khel Ka Medan Hai Ye Duniya Bhi !! Ke Jis Ko Jeet Chuke Thy Ussi Se Haar Gaye !! ====================================== Ho Jaye Mohabbat Tu Hum Socha Nahi Karte !! Chand Chehron Se Kabhi Dhoka Nahi Karte !! Jo Aa Jaye Humari Mehfil Mein Khush Aamdeed !! Jo Chala Jaye Usy Roka Nahi Karte !! ========================== Bohut Roye Kisi Ki Yaad Ko Seenay Se Laga Kar !! Zikar-e-KHUDA Karte Tu Shayed Aj Wali Hotay !! =====================================
  • 3. Wo Janta Hai Ke Mujh Se Sabar Nahi Hoga !! Wo Mere Dard Se Tu Be Khabar Nahi Ho Ga !! Mein Do Qadam Jo Chalon Dil Pukarta Hai Yehi !! Ke Us Ka Sath Na Ho Tu Safar Nahi Ho Ga !! ====================================== Jab Tera Hukam Mila Tarak-e-Mohabbat Kar Di !! Dil Magar Is Pe Wo Dharka Ke Qiyamat Kar Di !! Mujh Ko Dushman Ke Iraadon Pe Bhi Pyar Aata Hai !! Teri Ulfat Ne Meri Muhabbat Ada Kar Di !! ===================================== Bhool Jane Ka Hosla Na Hai Na Ho Ga !! Door Reh Kar Bhi Tu Juda Na Hai Na Ho Ga !! Tujh Se Mil Kar Kisi Or Se Kya Mile Koi !! Tere Jaisa Dosra Na Koi Hai Na Ho Ga !! ===================================== Waqt Kehta Hai Mujhe Ganwana Mat !! Dil Kehta Hai Mujhe Lagana Mat !! Dost Kehta Hai Mujhe Azmana Mat !! Hum Kehte Hain Humain Bhulana Mat !! ===================================== Ban Ke Ajnabi Mile Thy Zindagi Ke Safar Mein !! In Yaadon Ke Lamho Ko Kabhi Bhulenge Nahi !! Agar Yaad Rakhna Fitrat Hai Ap Ki !! Tu Bhool Jane Ki Adat Humain Bhi Nahi !! ===================================== Kon Hota Hai Tere Dukh Pe Pareshan !! Wo Tu Apni Hi Kisi Baat Pe Roya Ho Ga !!
  • 4. ==============Raat Sunti Rahi Mein Sunta Raha !! Ishq Ki Dastan Mein Batata Raha !! Dhoop Chaon Si Us Ki Tabiyat Rahi !! Wo Nigahen Milata Churata Raha !! Log Logon Se Chahat Nibhate Rahe !! Ik Wo Tha Mera Dil Churata Raha !! Ik Mein Hi Piyasa Mere Dosto !! Log Peete Rahe Mein Pilata Raha !! Hum Maktab Ne Sara Sabak Parh Liya !! Or Mein Tera Naam Likhta Mitata Raha !! ===================================== ======================= Wo Bewafa Na Tha Yunhi Badnam Ho Gaya !! Hazaron Chahne Wale Thy Kis Kis Se Wafa Karte !! ====================================== Apni Khamosh Zindagi Mein Bolana Mujh Ko !! Apne Haseen Khuwab Ki Tasver Banana Mujh Ko !! Mein Jo Puchoon Tumhara Haal_e_Dil !! Tu Apni Her Dharkan Ki Awaz Sunana Mujh Ko !! Mein jo Kabhi Rooth Jaon Tum Se Agar !! Tu Bohut Piyar Se Manana Mujh Ko !! Jo Kabhi Ho Dil Mein Hasrat Tumhari Koi !! Be Jhijak Apni Her Hasrat Batana Mujh Ko !! Jo Ho Jao Zindagi Mein Tanha Kisi Pal !! Apni Piyar Bhari Awaz Se Bolana Mujh Ko !! ----------------------------------------------------Kabhi Khud Bhi Mere Pass Aa !!
  • 5. Meri Baat Sun Mera Sath De !! Jo Khalish Hai Dil Se Nikal Kar !! Mujhe Uljhano Se Nijat De !! Tujhe Sochna Mera Mashgala !! Tujhe Dekhna Meri Arzu !! Mujhe Din De Apne Khayal Ka !! Mujhe Apne Qurb Ki her Raat De !! Mein Akela Chalon Kahan Kahan !! Ye safar Bohut Taveel Hai !! Meri Zindagi Mere Sath Chal !! Mere Hathon Mein Apna Hath De !! Mein Bohut Dino Se Udas Hoon !! Mujhe Koi Sham Udhar De !! ---------------------------------------Us Se Milne Ko Kabhi Hum Jo Machal Jate Hain !! Tu Khayalon Mein Bohut Door Nikal Jate Hain !! Ger Wafaon Mein Bohut Sadaqat Bhi Ho Shiddat Bhi !! Phir Tu Ehsas Se Pathar Bhi Pighal Jate Hain !! Us Ki Aankhon Ke Nashy Mein Hoon Jab Se Dooba !! Lar Khraty Hain Kadam Or Sambhal Jate Hain !! Bewafai Ka Mujhe Jab Bhi Khayal Aata Hai !! Ashk Rukhsar Per Aankhon Se Phisal Jate Hain !! Piyar Mein Ek Hi Mosam Hai Baharon Ka Ahmad !! Log Mosam Ki Tarha Kese Badal Jate Hain:" ------------------------------------------------------Ab Kya Dhondte Ho Jale Hue Kagzoon Ki Raakh Mein !! Wo Jis Ka Unwan Tum Thy Wo Afsana Hi Jal Gaya !!
  • 6. ==================================== Ye Sach Hai Ke Mera Qatil Bhi Wohi Tha !! Sare Shehr Mein Tarif Ke Qabil Bhi Wohi Tha !! Kehta Tha Ke Apna Hoon Apno Mein Rahunga !! Bani Jo Safey-Ghair Tu Sab Se Aage Bhi Wohi Tha !! ====================================== Khawab Adhure Sahi Khawab Tumhare Tu Hain !! Khawab Jhoote Sahi Khawab Sahary Tu Hain !! Jaise Taise Kat Hi Jaye Gi Zindagi !! Tum Humare Na Sahi Hum Tumhare Tu Hain !! ============================= Ab Khof Nahi Koi Mujhe Raah Guzar Se !! Mein Door Nikal Aaya Hoon Pathar Ke Nagar Se !! Kisi Bhi Morr Pe Hum Zaroor Milein Gey !! Ye Baat Mujhe Maloom Hai Aghaz-e-Safar Se !! Jaisa Bhi Hoon Acha Ya Bura Apne Liye Hoon !! Mein Khud Ko Nahi Dekhta ouron Ki Nazar Se !! ===================================== Benaam Musafir Hoon Benaam Safar Mera !! Kis Rah Nikal Jaon Kuch Keh Nahi Sakta !! Benaam Meri Manzil Benaam Thikana Hai !! Kis Dar Pe Mein Ruk Jaon Kuch Keh Nahi Sakta !! Is paar Tu Roshan Hai Sara Mera Rasta !! Us Paar Andhera Ho Kuch Keh Nahi Sakta !! Tinkay Ki Tarha Mein Bhi Beh Jaon Samandar Mein !! Mil Jaye Ga Kinara Kuch Keh Nahi Sakta !! Mil Jaye Gi Tabeer Mere Khawabon Ki Ik Din !!
  • 7. Ye Khawab Bikhar Jayain Kuch Keh Nahi Sakta !! ===================================== Samandar Mein Utrta Hoon Tu Ankhen Bheeg Jati Hain !! Teri Ankhon Ko Pharta Hoon Tu Ankhen Bheeg Jati Hain !! Tumhara Naam Likhne Ki Ijazat Chin Gi Jab Se !! Koi Bhi Naam Likhta Hoon Tu Ankhen Bheeg Jati Hain !! Teri Yaadon Ki Khushbu Khidkiyon Mein Raqs Karti Hain !! Tere Ghum Mein Sulagta Hoon Tu Ankhen Bheeg Jati Hain !! Mein Hans Ke Jhel Leta Hoon Judai Ki Sabhi Rasmen !! Galy Jab Us Ke Lagta Hoon Tu Ankhen Bheeg Jati Hain !! Umar Bhar Chaha Ke Zamin-o-Aasman Humara Hota !! Kash Ke Khwaisho Ka Bhi Kinara Hota !! Ye Soch Ke Us Musafir Ko Roka Hi Nahi !! Door Jata Hi Kyn Agar Wo Hamara Hota !! ===================================== Kuch Is Liye Bhi Tum Se Mohabbat Hai Mujh Ko !! Mera Tu Koi Nahi Hai Tumhara Tu Koi Ho !! ===================================== Mitti Ka Jism Lekin Pani Ke Ghar Mein Hoon !! Manzil Hai Maut Meri Her Pal Safar Mein Hoon !! Hona Hai Qatal Ye Maloom Hai Mujhe !! Lekin Khabar Nahi Kis Kis Ki Nazar Mein Hoon !! ===================================== Mera Us Shehr-e-Adaawat Mein Basera Hai !! Jahan Log Sajdon Mein Bhi Logon Ka Bura Chahte Hain !!
  • 8. ===================================== Toot Jate Hain Bikhar Jate Hain !! Kaanch Ke Ghar Mein Muqaddar Apne !! Ajnabi Tu Sada Pyar Se Milte Hain !! Bhool Jate Hain Tu Aksar Apne !! ==================================== Us Ki Hansi Mein Chhupy Dard Ko Mehsus Tu Kar !! Wo Tu Yun Hi Hans Ke Khud Ko Saza Deta Hai !! ===================================== Wo Jo Hansta Tha Haal-e-Dil Pe Kabhi !! Ro Para Khud Ko Daikh Kar Tanha !! Neend Walo Ko kiya Khabar Is Ki !! Kon Jaga Hai Raat Bhar Tanha !! ==================================== Aziyat Ki raatein Qayamat Ke Din Hain !! Ajab Ye Tumhari Mohabbat Ke Din Hai !! Mein Jaise Bicharne Laga Hoon Her Ek Se !! Na Jane Ye Kis Ki Rafaqat Ke Din Hain !! Mujhe Kash Koi Yaqeen Ye Dila De !! Zindagi Mein Meri Bhi Rahat Ke Din Hain !! Tumhari Judai Mein Yaad Aati Hai Khudai !! Ary Nadan Ye Tu Meri Ibadat Ke Din Hain !! ------------------------------------Tarap Ke Dekh Kisi Ki Chahat Mein !! Tu Pata Chale Intezar Kya Hota Hai !! Yunhi Mil Jaye Koi Bina Tarpe !! Tu kese Pata Chale Pyar Kiya Hota Hai !!
  • 9. =================================== Hum Ne Tere Liye Riwaj Alag Rakha Hai !! Tujh Ko Duniya Se Meri Jaan Alag Rakha Hai !! Yaad Kar Ke Tujhe Eid Mana Lete Hain !! Hum Ne Apne Liye Tehwaar Alag Rakha Hai !! ===================================== Us Ko Ajnabi Likhna Chaha Tu Lafz Bol Uthe !! Us Ko Apna Banana Chaha Tu Log Bol Uthe !! Hum Kare Bhi Tu Kya Karen !! Us Ko Bholna Chaha Tu Guzre Pal Bol Uthe !! ========================= Written By Ahmad Ramay ,03229807915 CONTECT ME THIS NOMBER-
  • 10. =================================== Hum Ne Tere Liye Riwaj Alag Rakha Hai !! Tujh Ko Duniya Se Meri Jaan Alag Rakha Hai !! Yaad Kar Ke Tujhe Eid Mana Lete Hain !! Hum Ne Apne Liye Tehwaar Alag Rakha Hai !! ===================================== Us Ko Ajnabi Likhna Chaha Tu Lafz Bol Uthe !! Us Ko Apna Banana Chaha Tu Log Bol Uthe !! Hum Kare Bhi Tu Kya Karen !! Us Ko Bholna Chaha Tu Guzre Pal Bol Uthe !! ========================= Written By Ahmad Ramay ,03229807915 CONTECT ME THIS NOMBER-