Kamyabi aur Nakami
ka sahi Tasawur
By
Dr. Sajid Ali Talpur
Jo shakhs Nabi k peechhe chalta hy tau Nabi use Allah ka rasta batata hy kiyon k Nabi Allah ka
tabedar hy aur jo shakhs shetan k peechhe chalta hy tau shetan use nafs ka rasta batata hy
kiyon k shetan nafs ka tabedar hy. Aur Allah aur Rasool (‫)ﷺ‬ ki tabedari kamyabi (jannat) ka
rasta batate hen aur nafs aur shetan ki tabedari nakami (jahanam) ka rasta batate hen.
Faisla aap k haath m?

Kamyabi aur Nakami ka sahi Tasawur

  • 1.
    Kamyabi aur Nakami kasahi Tasawur By Dr. Sajid Ali Talpur Jo shakhs Nabi k peechhe chalta hy tau Nabi use Allah ka rasta batata hy kiyon k Nabi Allah ka tabedar hy aur jo shakhs shetan k peechhe chalta hy tau shetan use nafs ka rasta batata hy kiyon k shetan nafs ka tabedar hy. Aur Allah aur Rasool (‫)ﷺ‬ ki tabedari kamyabi (jannat) ka rasta batate hen aur nafs aur shetan ki tabedari nakami (jahanam) ka rasta batate hen. Faisla aap k haath m?