SlideShare a Scribd company logo
1 of 2
Married ladki apne husband se poochti hai janu shadi ke itne saal baad bhi utna hi pyar karte ho jitna
pehle karte the
Husband ofcourse darling balki usse bhi jyada
Married ladki apne maa baap ko chod do kyonki who ab hamare kisi kaam ke nahin tumhara baap
tumhara bachon ke saath khel nahin sakta
tumhari maa mere bachon ki dekhbhal nahin kar sakti
husband ne kaha mere maa baap to maan jayenge kyonki who apne parivar mein khushi dekhna
chahte hain kya tumhare maa baap maan jayenge ki unka beta / beti unhe chod de aaj is budape ki is
dagar par jab unhe sahare ki jaroorat ho
Married ladki tum apne maa baap ke liye ghar barbad kar loge
Husband kyon kon kehta hai ki maa baap ko saath rakhne se ghar barbad ho jate hain
Married ladki main kehti hoon agar tum mere liye yeh nahin kar sakte to mujhe chod do
Husband : Main tumhe bhi nahin chod sakta aur maa baap ko bhi nahin. Pyaar shabd kisi ke liye kuch
karna hai balki us se khichna nahin. Humhare bhi bachhe hain kal ko jab bade ho kar ye hamare saath
yehi karenge to tab hum kya jawab denge darling.
Married ladki apni dhun par sawar usne bina kuch samjhe apne maa baap ke ghar jaa kar juthi police
complaint kar di ki mere husband and meri saas ne mujhe maara hai aur bachon ko bhi is paap ka
bhagidar bana diya kyonki bachhe bhole hote hain unhe deen duniya se matlab nahin unke liye to deen
duniya to unki maa hi hoti hai lekin jab baap door rehta hai tab uski ahmiyat pata lagti hai. Aise mein
bachhe bina matlab ke unwanted things ka samna karna padta hai jisse unpar negative effect padta hai.
Aaaj kal ki har ladki / Aurat yehi chahti hai ki main saas sasur ke saath nahin rahoon. Shaadi se pehle
planning shuru ho jati hai ki kaise alag hua jaye aur is planning main ladki ke maa, baap, bhai, behan bhi
shamil ho jaate hain aur to aur agar koi jeeja ho to who bhi apne number banana ke liye planning mein
shamil ho jaate hain.
Yeh kahani bilkul sachhi hai.
Husband suna that ladkiyan bahut samajhdar hoti hain do gharon ki shaan hoti hain beta to ek ghar ko
roshan karta hai ladkiyan to do do kulon naam roshan karti hain.
Kabhi kabhi insaan sochta hai Kahan the hum kahan aagaye hum taange se metro tak to pahunch gaye
ab to apna dil robot ho gaya jo programme ki tarah kaam kane laga jise pyar shabd se matlab nahin.
Aadmi such bol kar bhi jootha hai aur aurat jooth bol kar bhi sachi hai.
Aisi hai aajkal ki abla aurat
Solution : Third person cannot handle your situation chahe who kitna bhi close kyon na ho may be your
sitituation aur bigad jaye sambhalne ki bajaye.
Aaj kal Bade bujarg hamesha ek chatri ki tarah hote jab barsat hoti hai hum unhe use karte hain aur
baad main ek side main sadne ke liye chod dete hain.
Kar sewa to kha mewa
Har insane ki ungliyon ke impressions alag hote chahe woh twins hi kyon na ho aur to aur maa
baap unhe same face hone par bhi pehchan lete hain.
Apni situation ko bilkul akele sambhalne ki koshish karoge to duniya ki hakikat samne aa jayegi
aur jeena aa jayega.
Aapka behavior batata hai ki aap kis tarah ke hai.
Izzat jaane mein do second aur banana mein zindagi nikal jaati hai.
Samajdhari doosron ki galtiyon uchaalna nahin balki unhe sahi rasta dikhana hai.

More Related Content

Similar to Interesting story but true

Amel Ki Categeory (Darjat)
Amel Ki Categeory (Darjat)Amel Ki Categeory (Darjat)
Amel Ki Categeory (Darjat)
guest77eb26
 
Valentile special
Valentile specialValentile special
Valentile special
mudepradeep
 
CASE OF DIABETIC FOOT.pptx
CASE OF DIABETIC FOOT.pptxCASE OF DIABETIC FOOT.pptx
CASE OF DIABETIC FOOT.pptx
DhruvinaRajpara
 
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas ayaEk walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
alihussnain
 
New text document
New text documentNew text document
New text document
Shaik Uddin
 

Similar to Interesting story but true (20)

Amel Ki Categeory (Darjat)
Amel Ki Categeory (Darjat)Amel Ki Categeory (Darjat)
Amel Ki Categeory (Darjat)
 
Valentile special
Valentile specialValentile special
Valentile special
 
Zakr naek eak haq’dushmun ratu tota
Zakr naek eak haq’dushmun ratu totaZakr naek eak haq’dushmun ratu tota
Zakr naek eak haq’dushmun ratu tota
 
Pyar pane ka wazifa
Pyar pane ka wazifaPyar pane ka wazifa
Pyar pane ka wazifa
 
CASE OF DIABETIC FOOT.pptx
CASE OF DIABETIC FOOT.pptxCASE OF DIABETIC FOOT.pptx
CASE OF DIABETIC FOOT.pptx
 
Maqsood Hasni ke taies moqalaat
Maqsood Hasni ke taies moqalaatMaqsood Hasni ke taies moqalaat
Maqsood Hasni ke taies moqalaat
 
Angraizi donyaan ki behtarein zoban nahain
Angraizi  donyaan ki behtarein zoban nahain Angraizi  donyaan ki behtarein zoban nahain
Angraizi donyaan ki behtarein zoban nahain
 
Sant velentain jodon ka sanrakshak.
Sant velentain   jodon ka sanrakshak.Sant velentain   jodon ka sanrakshak.
Sant velentain jodon ka sanrakshak.
 
maqsood hasni ki roman khat main urdu nazmain
maqsood hasni ki roman khat main urdu nazmainmaqsood hasni ki roman khat main urdu nazmain
maqsood hasni ki roman khat main urdu nazmain
 
Babul ki beti
Babul ki betiBabul ki beti
Babul ki beti
 
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas ayaEk walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
 
4 salman khan songs lyrics
4 salman khan songs lyrics4 salman khan songs lyrics
4 salman khan songs lyrics
 
Shikha
ShikhaShikha
Shikha
 
Amir diary
Amir diaryAmir diary
Amir diary
 
New text document
New text documentNew text document
New text document
 
Suraj ko rook lo
Suraj ko rook loSuraj ko rook lo
Suraj ko rook lo
 
LOVE SHAYARI
LOVE SHAYARILOVE SHAYARI
LOVE SHAYARI
 
Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho
Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad hoWo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho
Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho
 
How to Manage Anger_.pdf
How to Manage Anger_.pdfHow to Manage Anger_.pdf
How to Manage Anger_.pdf
 
Hayat e Goraizaan
Hayat e GoraizaanHayat e Goraizaan
Hayat e Goraizaan
 

Recently uploaded

Recently uploaded (20)

SOC 101 Demonstration of Learning Presentation
SOC 101 Demonstration of Learning PresentationSOC 101 Demonstration of Learning Presentation
SOC 101 Demonstration of Learning Presentation
 
UGC NET Paper 1 Mathematical Reasoning & Aptitude.pdf
UGC NET Paper 1 Mathematical Reasoning & Aptitude.pdfUGC NET Paper 1 Mathematical Reasoning & Aptitude.pdf
UGC NET Paper 1 Mathematical Reasoning & Aptitude.pdf
 
How to Manage Global Discount in Odoo 17 POS
How to Manage Global Discount in Odoo 17 POSHow to Manage Global Discount in Odoo 17 POS
How to Manage Global Discount in Odoo 17 POS
 
Wellbeing inclusion and digital dystopias.pptx
Wellbeing inclusion and digital dystopias.pptxWellbeing inclusion and digital dystopias.pptx
Wellbeing inclusion and digital dystopias.pptx
 
Accessible Digital Futures project (20/03/2024)
Accessible Digital Futures project (20/03/2024)Accessible Digital Futures project (20/03/2024)
Accessible Digital Futures project (20/03/2024)
 
Python Notes for mca i year students osmania university.docx
Python Notes for mca i year students osmania university.docxPython Notes for mca i year students osmania university.docx
Python Notes for mca i year students osmania university.docx
 
How to Create and Manage Wizard in Odoo 17
How to Create and Manage Wizard in Odoo 17How to Create and Manage Wizard in Odoo 17
How to Create and Manage Wizard in Odoo 17
 
General Principles of Intellectual Property: Concepts of Intellectual Proper...
General Principles of Intellectual Property: Concepts of Intellectual  Proper...General Principles of Intellectual Property: Concepts of Intellectual  Proper...
General Principles of Intellectual Property: Concepts of Intellectual Proper...
 
Interdisciplinary_Insights_Data_Collection_Methods.pptx
Interdisciplinary_Insights_Data_Collection_Methods.pptxInterdisciplinary_Insights_Data_Collection_Methods.pptx
Interdisciplinary_Insights_Data_Collection_Methods.pptx
 
This PowerPoint helps students to consider the concept of infinity.
This PowerPoint helps students to consider the concept of infinity.This PowerPoint helps students to consider the concept of infinity.
This PowerPoint helps students to consider the concept of infinity.
 
On National Teacher Day, meet the 2024-25 Kenan Fellows
On National Teacher Day, meet the 2024-25 Kenan FellowsOn National Teacher Day, meet the 2024-25 Kenan Fellows
On National Teacher Day, meet the 2024-25 Kenan Fellows
 
2024-NATIONAL-LEARNING-CAMP-AND-OTHER.pptx
2024-NATIONAL-LEARNING-CAMP-AND-OTHER.pptx2024-NATIONAL-LEARNING-CAMP-AND-OTHER.pptx
2024-NATIONAL-LEARNING-CAMP-AND-OTHER.pptx
 
HMCS Max Bernays Pre-Deployment Brief (May 2024).pptx
HMCS Max Bernays Pre-Deployment Brief (May 2024).pptxHMCS Max Bernays Pre-Deployment Brief (May 2024).pptx
HMCS Max Bernays Pre-Deployment Brief (May 2024).pptx
 
Single or Multiple melodic lines structure
Single or Multiple melodic lines structureSingle or Multiple melodic lines structure
Single or Multiple melodic lines structure
 
ICT Role in 21st Century Education & its Challenges.pptx
ICT Role in 21st Century Education & its Challenges.pptxICT Role in 21st Century Education & its Challenges.pptx
ICT Role in 21st Century Education & its Challenges.pptx
 
Micro-Scholarship, What it is, How can it help me.pdf
Micro-Scholarship, What it is, How can it help me.pdfMicro-Scholarship, What it is, How can it help me.pdf
Micro-Scholarship, What it is, How can it help me.pdf
 
How to Add New Custom Addons Path in Odoo 17
How to Add New Custom Addons Path in Odoo 17How to Add New Custom Addons Path in Odoo 17
How to Add New Custom Addons Path in Odoo 17
 
HMCS Vancouver Pre-Deployment Brief - May 2024 (Web Version).pptx
HMCS Vancouver Pre-Deployment Brief - May 2024 (Web Version).pptxHMCS Vancouver Pre-Deployment Brief - May 2024 (Web Version).pptx
HMCS Vancouver Pre-Deployment Brief - May 2024 (Web Version).pptx
 
Beyond_Borders_Understanding_Anime_and_Manga_Fandom_A_Comprehensive_Audience_...
Beyond_Borders_Understanding_Anime_and_Manga_Fandom_A_Comprehensive_Audience_...Beyond_Borders_Understanding_Anime_and_Manga_Fandom_A_Comprehensive_Audience_...
Beyond_Borders_Understanding_Anime_and_Manga_Fandom_A_Comprehensive_Audience_...
 
Key note speaker Neum_Admir Softic_ENG.pdf
Key note speaker Neum_Admir Softic_ENG.pdfKey note speaker Neum_Admir Softic_ENG.pdf
Key note speaker Neum_Admir Softic_ENG.pdf
 

Interesting story but true

  • 1. Married ladki apne husband se poochti hai janu shadi ke itne saal baad bhi utna hi pyar karte ho jitna pehle karte the Husband ofcourse darling balki usse bhi jyada Married ladki apne maa baap ko chod do kyonki who ab hamare kisi kaam ke nahin tumhara baap tumhara bachon ke saath khel nahin sakta tumhari maa mere bachon ki dekhbhal nahin kar sakti husband ne kaha mere maa baap to maan jayenge kyonki who apne parivar mein khushi dekhna chahte hain kya tumhare maa baap maan jayenge ki unka beta / beti unhe chod de aaj is budape ki is dagar par jab unhe sahare ki jaroorat ho Married ladki tum apne maa baap ke liye ghar barbad kar loge Husband kyon kon kehta hai ki maa baap ko saath rakhne se ghar barbad ho jate hain Married ladki main kehti hoon agar tum mere liye yeh nahin kar sakte to mujhe chod do Husband : Main tumhe bhi nahin chod sakta aur maa baap ko bhi nahin. Pyaar shabd kisi ke liye kuch karna hai balki us se khichna nahin. Humhare bhi bachhe hain kal ko jab bade ho kar ye hamare saath yehi karenge to tab hum kya jawab denge darling. Married ladki apni dhun par sawar usne bina kuch samjhe apne maa baap ke ghar jaa kar juthi police complaint kar di ki mere husband and meri saas ne mujhe maara hai aur bachon ko bhi is paap ka bhagidar bana diya kyonki bachhe bhole hote hain unhe deen duniya se matlab nahin unke liye to deen duniya to unki maa hi hoti hai lekin jab baap door rehta hai tab uski ahmiyat pata lagti hai. Aise mein bachhe bina matlab ke unwanted things ka samna karna padta hai jisse unpar negative effect padta hai. Aaaj kal ki har ladki / Aurat yehi chahti hai ki main saas sasur ke saath nahin rahoon. Shaadi se pehle planning shuru ho jati hai ki kaise alag hua jaye aur is planning main ladki ke maa, baap, bhai, behan bhi shamil ho jaate hain aur to aur agar koi jeeja ho to who bhi apne number banana ke liye planning mein shamil ho jaate hain. Yeh kahani bilkul sachhi hai. Husband suna that ladkiyan bahut samajhdar hoti hain do gharon ki shaan hoti hain beta to ek ghar ko roshan karta hai ladkiyan to do do kulon naam roshan karti hain. Kabhi kabhi insaan sochta hai Kahan the hum kahan aagaye hum taange se metro tak to pahunch gaye ab to apna dil robot ho gaya jo programme ki tarah kaam kane laga jise pyar shabd se matlab nahin. Aadmi such bol kar bhi jootha hai aur aurat jooth bol kar bhi sachi hai.
  • 2. Aisi hai aajkal ki abla aurat Solution : Third person cannot handle your situation chahe who kitna bhi close kyon na ho may be your sitituation aur bigad jaye sambhalne ki bajaye. Aaj kal Bade bujarg hamesha ek chatri ki tarah hote jab barsat hoti hai hum unhe use karte hain aur baad main ek side main sadne ke liye chod dete hain. Kar sewa to kha mewa Har insane ki ungliyon ke impressions alag hote chahe woh twins hi kyon na ho aur to aur maa baap unhe same face hone par bhi pehchan lete hain. Apni situation ko bilkul akele sambhalne ki koshish karoge to duniya ki hakikat samne aa jayegi aur jeena aa jayega. Aapka behavior batata hai ki aap kis tarah ke hai. Izzat jaane mein do second aur banana mein zindagi nikal jaati hai. Samajdhari doosron ki galtiyon uchaalna nahin balki unhe sahi rasta dikhana hai.