SlideShare a Scribd company logo
1 of 11
Muslim Ibne Aqeel (as) –
      Ghareeb e Kufa




        Safeer-e-Imam Hussain (a)..
         Hazaro Kufiyo me tanha.
           www.husainiyouths.org
Karbala ke pehle ke halaat
• Muawiya (la) ki maut ke baad Yazid (la) takhtnashin hua
• Khalifa bante hi Yazid ne apne galat aqaed ki tableegh Islam ke
  naam se shuru kar di
• In sab me sare fehrist Islam me “Secularism” ki buniyad dalna
  tha
• Iska matlab ye tha ke jiska jo ji chahe wo kare aur use koi na
  roke
• Matlab, Amr bil Maruf aur Nahi az Munkar ki Yazidi Islam me
  koi jagah nahi thi
• Iske sath hi Yazid (la) aise logo ko apne tahat karna chahta tha
  jo is Yazidi Islam ki mukhalifat kar sakte the
• Isiliye Yazid (la) ne Imam Hussain (a) se baiyat talab ki lekin
  Imam ne inkar kar diya
• Imam (a) ne Yazid (la) ka muqabla karne ke liye 27 safar, 60 AH
  me Mecca ki taraf apna safar shuru kar diya
                            www.husainiyouths.org
Imam Hussain (a) Mecca me
• Imam ne mukhtalif shahro me apne safir bheje,
  jaise Kufa aur Basara
• Imam ka paigham tha ke Yazid (la) ka dar apne
  dilo se nikal kar uske khilaf Allah ke raste me
  Jihad karo
• Iske natije me Imam (a) ko Kufiyo ne bahot saare
  khutut likhe
• Halat ka jaeza lene ke liye aur Kufiyo ke haqiqi
  halat ko jachne ke liye Imam Hussain (a) ne apne
  chachazad bhai “Muslim Ibn Aqeel” ko Kufa ki
  taraf rawana kiya
                    www.husainiyouths.org
Kufa; Jo kabhi Imam Ali (a) ka darul khilafa
                       tha

• Kufa ke Musalmano ki sarparasti us waqt ke kabilo
  ke sardaro ke hatho me thi (Trustees)

• In sardaro ko Islam se koi lenden nahi tha balke
  inhe sirf apne rutbe aur aaram ki fikr thi

• Imam Hussain (a) ka paigham inhe inke rutbe aur
  aaram se bahot dur le ja raha tha
                      www.husainiyouths.org
Muslim Ibn Aqeel ki Kufa me aamad

• Awaam ne Muslim ka Kufa me purzor isteqbal
  kiya

• Sab ne Muslim ke hatho par baiyat karte hue kaha
  ke wo Imam Hussain (a) ka har haal me sath dege

• Lekin Kufi Muslim ka sath zyada der nahi nibha
  sake

                     www.husainiyouths.org
Ibne Ziyad ki Kufa me aamad

• Kuch hi dino me Yazid (la) ne Obaidullah Ibn Ziyad
  (la) ko Basra se Kufa jane ke liye hukm bheja
• Ibn Ziyad Kufa aate hi Kufi sardaro ne Muslim se
  baiyat tod di aur apne gharo me ja baithe
• In sardaro ne apne qabile ki awam ko bhi gharo
  me rehne ke liye uksaya
• Muslim Kufa me apne hamiyo ke gharo me chipte
  phir rahe the aur unke hamiyo ko bhi nishane par
  liya ja raha tha
                     www.husainiyouths.org
Muslim Ibn Aqeel (a) ki Shahadat

• Muslim Kufa shahar me akele reh gae

• Muslim ke hamiyo ko qurban kar diya gaya jaise
  Janabe Hani Ibne Urwa (a)

• Aur aakhir me Muslim (a) ko giraftar kar ke Eid-e-
  Qurbaan ke ek din pehle Shahid kar diya gaya

                      www.husainiyouths.org
Muslim Ibn Aqeel aur Kufiyo ke waqae
               ka jaiza
• Kufiyo ke dhoka dene ke wujuhaat:

  – Apne Ahlo Ayal aur Maal ki Muhabbat
  – Ibne Ziyad ka dar
  – Maal aur aal ke muqable me Muhabbat e Imam
    me kami




                   www.husainiyouths.org
Aaj ke halaat

• Aaj aalami istekbaar ne humare khilaf jung ka
  aelan kar diya hai

• Wo hume dara rahe hai aur chahte hai ke hum
  apni khud ki zindagi me mashghul rahe

• Humare khilaf har tarah ke ilzaamat laga rahe hai
  (Spreading Islamophobia)

                     www.husainiyouths.org
Aaj ke halaat

• Muslim ummat ko apne
  rehbaro ke khilaf bhadka
  rahe hai, masalan hume
  humare Mujtahedin ke
  khilaf uksa rahe hai

• Aaj ke halaat aslan Kufa ke halaat jaise hai jaha
  hume ya humare rehbaro ka sath dena hai ya
  aaj ki Yazidiyat se dar kar apni zindagi me
  mashgul rehna hai
                     www.husainiyouths.org
HAL MIN NASERIN YANSURNA

AWAZE ISTEGHASA GUNJI HAI PHIR FEZA ME




        MAULA BULA RAHE HAI,
        MAIDANE KARBALA ME
               www.husainiyouths.org

More Related Content

What's hot

Islam way of life
Islam way of lifeIslam way of life
Islam way of lifeArshad khan
 
Lessons from surat al kahf
Lessons from surat al kahfLessons from surat al kahf
Lessons from surat al kahfesteemkasaragod
 
Story Of Hood
Story Of HoodStory Of Hood
Story Of HoodAbdullah
 
Benefits of zikr
Benefits of zikrBenefits of zikr
Benefits of zikrpea school
 
تحريض المجاهدين الأبطال على إحياء سنة الاغتيال
تحريض المجاهدين الأبطال       على إحياء سنة الاغتيالتحريض المجاهدين الأبطال       على إحياء سنة الاغتيال
تحريض المجاهدين الأبطال على إحياء سنة الاغتيالMbarki Noureddine
 
Critiques de l’expose de mohamed faouzi al karkari – fondateur de la secte so...
Critiques de l’expose de mohamed faouzi al karkari – fondateur de la secte so...Critiques de l’expose de mohamed faouzi al karkari – fondateur de la secte so...
Critiques de l’expose de mohamed faouzi al karkari – fondateur de la secte so...Sadek KHEDDACHE
 
Dua for kids aussie muslim kids (www.aussiemuslimkids.weebly.com)
Dua for kids   aussie muslim kids (www.aussiemuslimkids.weebly.com)Dua for kids   aussie muslim kids (www.aussiemuslimkids.weebly.com)
Dua for kids aussie muslim kids (www.aussiemuslimkids.weebly.com)Muhammad Nabeel Musharraf
 
جوامع الدعاء توفيق بن سعيد الصايغ
جوامع الدعاء  توفيق بن سعيد الصايغ جوامع الدعاء  توفيق بن سعيد الصايغ
جوامع الدعاء توفيق بن سعيد الصايغ Al_abeya
 
Al Quran (Chapter 81): Surah At Takwir [The Enfolding]
Al Quran (Chapter 81): Surah At Takwir [The Enfolding]Al Quran (Chapter 81): Surah At Takwir [The Enfolding]
Al Quran (Chapter 81): Surah At Takwir [The Enfolding]Dr Jameel G Jargar
 
Difference between quran and hadith ppt
Difference between quran and hadith pptDifference between quran and hadith ppt
Difference between quran and hadith pptFFGCE CE
 
Secrets of Surat Al-Kahf
Secrets of Surat Al-KahfSecrets of Surat Al-Kahf
Secrets of Surat Al-KahfMohammed Faris
 

What's hot (20)

Oneness of god
Oneness of godOneness of god
Oneness of god
 
Islam way of life
Islam way of lifeIslam way of life
Islam way of life
 
Lessons from surat al kahf
Lessons from surat al kahfLessons from surat al kahf
Lessons from surat al kahf
 
Surah nasar
Surah nasarSurah nasar
Surah nasar
 
Surah al kahf New PPT
Surah al kahf New PPTSurah al kahf New PPT
Surah al kahf New PPT
 
Story Of Hood
Story Of HoodStory Of Hood
Story Of Hood
 
Benefits of zikr
Benefits of zikrBenefits of zikr
Benefits of zikr
 
Tafsir surah Al Mulk
Tafsir surah Al MulkTafsir surah Al Mulk
Tafsir surah Al Mulk
 
تحريض المجاهدين الأبطال على إحياء سنة الاغتيال
تحريض المجاهدين الأبطال       على إحياء سنة الاغتيالتحريض المجاهدين الأبطال       على إحياء سنة الاغتيال
تحريض المجاهدين الأبطال على إحياء سنة الاغتيال
 
Critiques de l’expose de mohamed faouzi al karkari – fondateur de la secte so...
Critiques de l’expose de mohamed faouzi al karkari – fondateur de la secte so...Critiques de l’expose de mohamed faouzi al karkari – fondateur de la secte so...
Critiques de l’expose de mohamed faouzi al karkari – fondateur de la secte so...
 
Understanding Surah saff
Understanding Surah saffUnderstanding Surah saff
Understanding Surah saff
 
Dua for kids aussie muslim kids (www.aussiemuslimkids.weebly.com)
Dua for kids   aussie muslim kids (www.aussiemuslimkids.weebly.com)Dua for kids   aussie muslim kids (www.aussiemuslimkids.weebly.com)
Dua for kids aussie muslim kids (www.aussiemuslimkids.weebly.com)
 
جوامع الدعاء توفيق بن سعيد الصايغ
جوامع الدعاء  توفيق بن سعيد الصايغ جوامع الدعاء  توفيق بن سعيد الصايغ
جوامع الدعاء توفيق بن سعيد الصايغ
 
Al Quran (Chapter 81): Surah At Takwir [The Enfolding]
Al Quran (Chapter 81): Surah At Takwir [The Enfolding]Al Quran (Chapter 81): Surah At Takwir [The Enfolding]
Al Quran (Chapter 81): Surah At Takwir [The Enfolding]
 
Zakariyya and Yahya
Zakariyya and YahyaZakariyya and Yahya
Zakariyya and Yahya
 
Difference between quran and hadith ppt
Difference between quran and hadith pptDifference between quran and hadith ppt
Difference between quran and hadith ppt
 
Secrets of Surat Al-Kahf
Secrets of Surat Al-KahfSecrets of Surat Al-Kahf
Secrets of Surat Al-Kahf
 
Islam 101 Basic Islam
Islam 101 Basic IslamIslam 101 Basic Islam
Islam 101 Basic Islam
 
Surah yusuf
Surah yusufSurah yusuf
Surah yusuf
 
What is Muharram?
What is Muharram?What is Muharram?
What is Muharram?
 

Presentation on Muslim Ibn Aqeel - Roman Urdu

  • 1. Muslim Ibne Aqeel (as) – Ghareeb e Kufa Safeer-e-Imam Hussain (a).. Hazaro Kufiyo me tanha. www.husainiyouths.org
  • 2. Karbala ke pehle ke halaat • Muawiya (la) ki maut ke baad Yazid (la) takhtnashin hua • Khalifa bante hi Yazid ne apne galat aqaed ki tableegh Islam ke naam se shuru kar di • In sab me sare fehrist Islam me “Secularism” ki buniyad dalna tha • Iska matlab ye tha ke jiska jo ji chahe wo kare aur use koi na roke • Matlab, Amr bil Maruf aur Nahi az Munkar ki Yazidi Islam me koi jagah nahi thi • Iske sath hi Yazid (la) aise logo ko apne tahat karna chahta tha jo is Yazidi Islam ki mukhalifat kar sakte the • Isiliye Yazid (la) ne Imam Hussain (a) se baiyat talab ki lekin Imam ne inkar kar diya • Imam (a) ne Yazid (la) ka muqabla karne ke liye 27 safar, 60 AH me Mecca ki taraf apna safar shuru kar diya www.husainiyouths.org
  • 3. Imam Hussain (a) Mecca me • Imam ne mukhtalif shahro me apne safir bheje, jaise Kufa aur Basara • Imam ka paigham tha ke Yazid (la) ka dar apne dilo se nikal kar uske khilaf Allah ke raste me Jihad karo • Iske natije me Imam (a) ko Kufiyo ne bahot saare khutut likhe • Halat ka jaeza lene ke liye aur Kufiyo ke haqiqi halat ko jachne ke liye Imam Hussain (a) ne apne chachazad bhai “Muslim Ibn Aqeel” ko Kufa ki taraf rawana kiya www.husainiyouths.org
  • 4. Kufa; Jo kabhi Imam Ali (a) ka darul khilafa tha • Kufa ke Musalmano ki sarparasti us waqt ke kabilo ke sardaro ke hatho me thi (Trustees) • In sardaro ko Islam se koi lenden nahi tha balke inhe sirf apne rutbe aur aaram ki fikr thi • Imam Hussain (a) ka paigham inhe inke rutbe aur aaram se bahot dur le ja raha tha www.husainiyouths.org
  • 5. Muslim Ibn Aqeel ki Kufa me aamad • Awaam ne Muslim ka Kufa me purzor isteqbal kiya • Sab ne Muslim ke hatho par baiyat karte hue kaha ke wo Imam Hussain (a) ka har haal me sath dege • Lekin Kufi Muslim ka sath zyada der nahi nibha sake www.husainiyouths.org
  • 6. Ibne Ziyad ki Kufa me aamad • Kuch hi dino me Yazid (la) ne Obaidullah Ibn Ziyad (la) ko Basra se Kufa jane ke liye hukm bheja • Ibn Ziyad Kufa aate hi Kufi sardaro ne Muslim se baiyat tod di aur apne gharo me ja baithe • In sardaro ne apne qabile ki awam ko bhi gharo me rehne ke liye uksaya • Muslim Kufa me apne hamiyo ke gharo me chipte phir rahe the aur unke hamiyo ko bhi nishane par liya ja raha tha www.husainiyouths.org
  • 7. Muslim Ibn Aqeel (a) ki Shahadat • Muslim Kufa shahar me akele reh gae • Muslim ke hamiyo ko qurban kar diya gaya jaise Janabe Hani Ibne Urwa (a) • Aur aakhir me Muslim (a) ko giraftar kar ke Eid-e- Qurbaan ke ek din pehle Shahid kar diya gaya www.husainiyouths.org
  • 8. Muslim Ibn Aqeel aur Kufiyo ke waqae ka jaiza • Kufiyo ke dhoka dene ke wujuhaat: – Apne Ahlo Ayal aur Maal ki Muhabbat – Ibne Ziyad ka dar – Maal aur aal ke muqable me Muhabbat e Imam me kami www.husainiyouths.org
  • 9. Aaj ke halaat • Aaj aalami istekbaar ne humare khilaf jung ka aelan kar diya hai • Wo hume dara rahe hai aur chahte hai ke hum apni khud ki zindagi me mashghul rahe • Humare khilaf har tarah ke ilzaamat laga rahe hai (Spreading Islamophobia) www.husainiyouths.org
  • 10. Aaj ke halaat • Muslim ummat ko apne rehbaro ke khilaf bhadka rahe hai, masalan hume humare Mujtahedin ke khilaf uksa rahe hai • Aaj ke halaat aslan Kufa ke halaat jaise hai jaha hume ya humare rehbaro ka sath dena hai ya aaj ki Yazidiyat se dar kar apni zindagi me mashgul rehna hai www.husainiyouths.org
  • 11. HAL MIN NASERIN YANSURNA AWAZE ISTEGHASA GUNJI HAI PHIR FEZA ME MAULA BULA RAHE HAI, MAIDANE KARBALA ME www.husainiyouths.org