SlideShare a Scribd company logo
1 of 10
Skin Care (Jild Ki Hifazat)
Author: Khurram Shahzad
(Naturopathy Specialist)
Jild Ki Hifazat In Urdu
• Mausam e sarma mein aap ki jild ki hifazat aur
dekh bhal ke liye jo normal routine ke products
hain, in mein tabdeeli karne ki zaroorat hoti hai.
Sardiyon mein hawa mein nami ka tanasub kam
ho jata hai aur is mausam mein hawa sard hone
ke sath sath khushk nhi hoti hai. Jis se jild par
manfi asraat murattab hote hain aur nateeje
mein jild khushk ho kar phatne lagti hai. Yeh baat
takleef dey aur pareshan kun hoti hai. Magar
kuch aesi baten hain ke jinhe tawajja se kiya jae
to mazkoora bala masaiyl par qaboo paya ja sakta
hai.
Jild Ki Hifazat In Urdu
• Aksar aurtain aik Moisturizers khreedti hain aur usi mein pora saal nikal
deti hain. Sardiyon mein jild ki Hifazat ka aik behtreen usool ye hai ke apni
products ko mausam ke badalte andaaz ke sath hum aahang karen.
Conditioner ke bajae sardiyon mein cold cream ka istemaal kiya jae jis
mein oil aur cream ka istemaal kiya jata hai. Yeh garha hota hai aur jild ki
nami ko zaya hone se rokta hai. Apne moisturizers se ziyada se ziyada
faiyda hasil karne ke liye zaroori hai ke wo moisturizer istemaal karen jin
mein Vitamins aur Madniyaat ka bhi istemaal kiya gaya ho. Jild ko khushk
hone se bachane ke liye deegar baton par bhi tawajja di ja sakti hai.
Sardiyon mein aik routine bana liya jae, jis par sakhti se amal kiya jae. Sab
se pehle to ye karen ke garam pani se jild ko ziyasa na dhoey. Dosra bath
ya shower lene ke bad forun moisturizers laga liya karen ta ke jo nami pani
ke zariye jild mein pohnchi hai wo wahin ruk jae. Teesre haftey mein ek
baar apni jild ko slow slow zaroor ragrhen ta ke murdah khaal utar jae aur
nae khaal oper aa jae.
TIGHT JILD ( Tight Skin)
• Mahir jild, jild ko kasne aur tang karne ke liye kai tarike istemaal
karte hain, magar kuch aese nuskhajaat bhi hain jinhe aap ghar
mein bhi istemaal kar sakti hain, agar aap kisi mahir ki khidmaat
hasil nahi karna chahti hain to ghar par hesab kuch ho sakta hai. Yeh
tareeqa kaar Lotion se le kar Vitamin aur kolchin products tak
mushtamil hai aur is mein cosmetics surgery bhi shamil hai. Skin ko
kasne yani tight rakhne wali cream ko aap sari zindagi istemaal
karen, magar dekhne wali baat ye hai ke aap is ka istemaal karen ya
na karen. Ek waqt mein app ki umar app ki jild ko behraal mutassir
karegi. Dhoop aur umar ki barhti hui jild mein colchin ko kam kar
deti hai. Jo app ki jild ko narm aur mulaiym rakhta hai aur aik
bharpoor look deta hai. Jaise jaise is ki miqdaar kam hone lagti
hai.isi munasbat se app ko jild kasne ke tarikey par amal karne ki
zaroorat parhne lagti hai.
More Beauty Tips on UrduHelpline.blogspot.com
TIGHT JILD ( Tight Skin)
• Bila shuba is mein sab se behtreen intekhabaat cosmetic surgery hai.
Khush qismati se jo khuwateen syrgery nahi karwana chahti hain un ke liye
kuch mutabadil ka intezaam ho gaya hai. Misaal ke taur par Botox injection
hai jis ko laga diya jae to jild khinch jati hai aur shikney door ho jati hain
aur bhi dosrey tareeqe hain, wo bhi injection ke zariye khaal mein dale jate
hain. Jild se lakeeren door karne ke liye edio views ka bhi istemaal kiya jata
hai. Is process ko Therm age kaha jata hai. Aik aur tareeqa ti teen kehlata
hai, jis mein infraaid shoaaeyn istemaal ki jati hain. Lazers technology
mein musalsal izafa ho raha hai aur deegar shobon ke sath sath surgery
mein bhi is ka istemaal kiya ja raha hai. Is technology se fiayda uthane se
pehle kisi mahir jild se lazmi mashwara kar len. Bohat se ache lotions aur
cream products hain jo chehre aur jism par lagai jaen to bohat faiyda hota
hai. Surgery aakhri operation hai aur amooman Pait, Raan ( thigh ) aur face
lift ke liye surgery karwai jati hai aur is se mard aur aurat dono yaksan
faiyda utha sakte hain.
JAMI HUI JILD
• Qudrat ne jild ko androoni zaraye se tawanaai ke
husool ka zariya banaya hai, magar hota ye hai ke 25
saal ke bad is tawanai mein kami hone lagti hai. Is ki
wajah jild ki umar main izafa, wazan mein kami aur
kuch beyroni ansar hai. Maslan dabao aur tanao aur
dhoop waghera. Yeh sab jild ki fibre mein kami kar dete
hain, jis ke bad jild ka pakka pan dheela parhne lag jata
hai. Khush qismati se is kami ko hum dunyawi zaraey se
pora kar sakti hain. Magar koshish ye karni chahiye ke
waqt guzarne se pehle pehle bachao ka rasta apna lena
chahiye, warna jild ko naqabil talafi nuqsan pohanch
sakta hai. Aese mein aik aam aur rewayati moisturizers
karaamad sabit nahi ho sakta.
JAMI HUI JILD
• Agar app ko apni jild ko pakka karne ki ziyada
zaroorat hai to phir app ko “ orange skin ” ka
masla hai. Jild ko pakka karne ke liye cream ko
daeyre ki shakal mein lagaen aur us jild par ziyada
lagaen jahan Jild jaldi loose ho jati hai.
Paon par bhi isi andaaz mein lagaen magar thore
ziyada dabao ke sath. Ye amal app ki jild ke tanao
ko khatam kar dega. Khoon ki gardish mein izafa
karega aur khaliyon ke qudrati andaaz mein faal
kar deta hai. Is se raan ko shape milti hai. Pait flat
ho jata hai.
TAKIYE KI LAKEEREN (Pillow Creases)
• In lakeeron ko pillow crease kaha jata hai. Jin ka
chehre par namoodar hona khatre ki alamat hai.
Ap subha sou kar uthti hain aur chehre par ek
lakeer ko pati hain, jo ke guzishta kal maujood
nahi thi. Ye lakeeren is takiye ki wajah se banti
hain, jis par shikney parhi hoti hain aur ye bad
mein sone ke dauran chehre par muntaqil ho jati
hain. Achi baat yeh hai ke ye koi mustaqil lakeer
nahi hoti aur chand ghanton mein ghayab ho jati
hai, magar jab app mulazmat pesha hain to
ghanta do ghanta kaise intezar kar sakti hain ?
TAKIYE KI LAKEEREN (Pillow Creases)
• Jis waqt app sou rahi hoti hain to app ki jild din bhar ki toot phoot ki
murammat kar rahi hoti hai aur khud ko taza dam bhi. Der tak jild
agar takiye ke sath ek he andaaz mein rahe to khoon ki gardish ruk
jati hai. Aik wajah ye bhi hai ke jab log sou kar uthte hain to unhe
chehre par lakeer nazar aati hai aur chehra sooja hua nazar aata hai.
Jild surkh ho jati hai, aese mein app apni jild ko garam pani se
dhoey aur moisturizer thora raghar kar lagae. Takiye se banne wali
lakeer se bachne ka ek tareeqa yeh bhi hai ke app bilkul seedha
soye, agar pehlo mein sona hai to takiya silk ke ghilaaf wala
istemaal karen, jin par kam se kam shikney banti hain. Daily
moisturizer lagaen ta ke jild ko zaroorat ke mutabiq nami milti rahe.
Agarcha takiye se banne wali lakeeren mustaqil nahi hoti hain
magar yeh bad mein jild ke liye masaiyl peyda kar sakti hain.
Skin Care Tips in Urdu
Read More On:
Beauty Tips in Urdu

More Related Content

Featured

2024 State of Marketing Report – by Hubspot
2024 State of Marketing Report – by Hubspot2024 State of Marketing Report – by Hubspot
2024 State of Marketing Report – by HubspotMarius Sescu
 
Everything You Need To Know About ChatGPT
Everything You Need To Know About ChatGPTEverything You Need To Know About ChatGPT
Everything You Need To Know About ChatGPTExpeed Software
 
Product Design Trends in 2024 | Teenage Engineerings
Product Design Trends in 2024 | Teenage EngineeringsProduct Design Trends in 2024 | Teenage Engineerings
Product Design Trends in 2024 | Teenage EngineeringsPixeldarts
 
How Race, Age and Gender Shape Attitudes Towards Mental Health
How Race, Age and Gender Shape Attitudes Towards Mental HealthHow Race, Age and Gender Shape Attitudes Towards Mental Health
How Race, Age and Gender Shape Attitudes Towards Mental HealthThinkNow
 
AI Trends in Creative Operations 2024 by Artwork Flow.pdf
AI Trends in Creative Operations 2024 by Artwork Flow.pdfAI Trends in Creative Operations 2024 by Artwork Flow.pdf
AI Trends in Creative Operations 2024 by Artwork Flow.pdfmarketingartwork
 
PEPSICO Presentation to CAGNY Conference Feb 2024
PEPSICO Presentation to CAGNY Conference Feb 2024PEPSICO Presentation to CAGNY Conference Feb 2024
PEPSICO Presentation to CAGNY Conference Feb 2024Neil Kimberley
 
Content Methodology: A Best Practices Report (Webinar)
Content Methodology: A Best Practices Report (Webinar)Content Methodology: A Best Practices Report (Webinar)
Content Methodology: A Best Practices Report (Webinar)contently
 
How to Prepare For a Successful Job Search for 2024
How to Prepare For a Successful Job Search for 2024How to Prepare For a Successful Job Search for 2024
How to Prepare For a Successful Job Search for 2024Albert Qian
 
Social Media Marketing Trends 2024 // The Global Indie Insights
Social Media Marketing Trends 2024 // The Global Indie InsightsSocial Media Marketing Trends 2024 // The Global Indie Insights
Social Media Marketing Trends 2024 // The Global Indie InsightsKurio // The Social Media Age(ncy)
 
Trends In Paid Search: Navigating The Digital Landscape In 2024
Trends In Paid Search: Navigating The Digital Landscape In 2024Trends In Paid Search: Navigating The Digital Landscape In 2024
Trends In Paid Search: Navigating The Digital Landscape In 2024Search Engine Journal
 
5 Public speaking tips from TED - Visualized summary
5 Public speaking tips from TED - Visualized summary5 Public speaking tips from TED - Visualized summary
5 Public speaking tips from TED - Visualized summarySpeakerHub
 
ChatGPT and the Future of Work - Clark Boyd
ChatGPT and the Future of Work - Clark Boyd ChatGPT and the Future of Work - Clark Boyd
ChatGPT and the Future of Work - Clark Boyd Clark Boyd
 
Getting into the tech field. what next
Getting into the tech field. what next Getting into the tech field. what next
Getting into the tech field. what next Tessa Mero
 
Google's Just Not That Into You: Understanding Core Updates & Search Intent
Google's Just Not That Into You: Understanding Core Updates & Search IntentGoogle's Just Not That Into You: Understanding Core Updates & Search Intent
Google's Just Not That Into You: Understanding Core Updates & Search IntentLily Ray
 
Time Management & Productivity - Best Practices
Time Management & Productivity -  Best PracticesTime Management & Productivity -  Best Practices
Time Management & Productivity - Best PracticesVit Horky
 
The six step guide to practical project management
The six step guide to practical project managementThe six step guide to practical project management
The six step guide to practical project managementMindGenius
 
Beginners Guide to TikTok for Search - Rachel Pearson - We are Tilt __ Bright...
Beginners Guide to TikTok for Search - Rachel Pearson - We are Tilt __ Bright...Beginners Guide to TikTok for Search - Rachel Pearson - We are Tilt __ Bright...
Beginners Guide to TikTok for Search - Rachel Pearson - We are Tilt __ Bright...RachelPearson36
 

Featured (20)

2024 State of Marketing Report – by Hubspot
2024 State of Marketing Report – by Hubspot2024 State of Marketing Report – by Hubspot
2024 State of Marketing Report – by Hubspot
 
Everything You Need To Know About ChatGPT
Everything You Need To Know About ChatGPTEverything You Need To Know About ChatGPT
Everything You Need To Know About ChatGPT
 
Product Design Trends in 2024 | Teenage Engineerings
Product Design Trends in 2024 | Teenage EngineeringsProduct Design Trends in 2024 | Teenage Engineerings
Product Design Trends in 2024 | Teenage Engineerings
 
How Race, Age and Gender Shape Attitudes Towards Mental Health
How Race, Age and Gender Shape Attitudes Towards Mental HealthHow Race, Age and Gender Shape Attitudes Towards Mental Health
How Race, Age and Gender Shape Attitudes Towards Mental Health
 
AI Trends in Creative Operations 2024 by Artwork Flow.pdf
AI Trends in Creative Operations 2024 by Artwork Flow.pdfAI Trends in Creative Operations 2024 by Artwork Flow.pdf
AI Trends in Creative Operations 2024 by Artwork Flow.pdf
 
Skeleton Culture Code
Skeleton Culture CodeSkeleton Culture Code
Skeleton Culture Code
 
PEPSICO Presentation to CAGNY Conference Feb 2024
PEPSICO Presentation to CAGNY Conference Feb 2024PEPSICO Presentation to CAGNY Conference Feb 2024
PEPSICO Presentation to CAGNY Conference Feb 2024
 
Content Methodology: A Best Practices Report (Webinar)
Content Methodology: A Best Practices Report (Webinar)Content Methodology: A Best Practices Report (Webinar)
Content Methodology: A Best Practices Report (Webinar)
 
How to Prepare For a Successful Job Search for 2024
How to Prepare For a Successful Job Search for 2024How to Prepare For a Successful Job Search for 2024
How to Prepare For a Successful Job Search for 2024
 
Social Media Marketing Trends 2024 // The Global Indie Insights
Social Media Marketing Trends 2024 // The Global Indie InsightsSocial Media Marketing Trends 2024 // The Global Indie Insights
Social Media Marketing Trends 2024 // The Global Indie Insights
 
Trends In Paid Search: Navigating The Digital Landscape In 2024
Trends In Paid Search: Navigating The Digital Landscape In 2024Trends In Paid Search: Navigating The Digital Landscape In 2024
Trends In Paid Search: Navigating The Digital Landscape In 2024
 
5 Public speaking tips from TED - Visualized summary
5 Public speaking tips from TED - Visualized summary5 Public speaking tips from TED - Visualized summary
5 Public speaking tips from TED - Visualized summary
 
ChatGPT and the Future of Work - Clark Boyd
ChatGPT and the Future of Work - Clark Boyd ChatGPT and the Future of Work - Clark Boyd
ChatGPT and the Future of Work - Clark Boyd
 
Getting into the tech field. what next
Getting into the tech field. what next Getting into the tech field. what next
Getting into the tech field. what next
 
Google's Just Not That Into You: Understanding Core Updates & Search Intent
Google's Just Not That Into You: Understanding Core Updates & Search IntentGoogle's Just Not That Into You: Understanding Core Updates & Search Intent
Google's Just Not That Into You: Understanding Core Updates & Search Intent
 
How to have difficult conversations
How to have difficult conversations How to have difficult conversations
How to have difficult conversations
 
Introduction to Data Science
Introduction to Data ScienceIntroduction to Data Science
Introduction to Data Science
 
Time Management & Productivity - Best Practices
Time Management & Productivity -  Best PracticesTime Management & Productivity -  Best Practices
Time Management & Productivity - Best Practices
 
The six step guide to practical project management
The six step guide to practical project managementThe six step guide to practical project management
The six step guide to practical project management
 
Beginners Guide to TikTok for Search - Rachel Pearson - We are Tilt __ Bright...
Beginners Guide to TikTok for Search - Rachel Pearson - We are Tilt __ Bright...Beginners Guide to TikTok for Search - Rachel Pearson - We are Tilt __ Bright...
Beginners Guide to TikTok for Search - Rachel Pearson - We are Tilt __ Bright...
 

Jild ki hifazat tips-Skin Care in Urdu

  • 1. Skin Care (Jild Ki Hifazat) Author: Khurram Shahzad (Naturopathy Specialist)
  • 2. Jild Ki Hifazat In Urdu • Mausam e sarma mein aap ki jild ki hifazat aur dekh bhal ke liye jo normal routine ke products hain, in mein tabdeeli karne ki zaroorat hoti hai. Sardiyon mein hawa mein nami ka tanasub kam ho jata hai aur is mausam mein hawa sard hone ke sath sath khushk nhi hoti hai. Jis se jild par manfi asraat murattab hote hain aur nateeje mein jild khushk ho kar phatne lagti hai. Yeh baat takleef dey aur pareshan kun hoti hai. Magar kuch aesi baten hain ke jinhe tawajja se kiya jae to mazkoora bala masaiyl par qaboo paya ja sakta hai.
  • 3. Jild Ki Hifazat In Urdu • Aksar aurtain aik Moisturizers khreedti hain aur usi mein pora saal nikal deti hain. Sardiyon mein jild ki Hifazat ka aik behtreen usool ye hai ke apni products ko mausam ke badalte andaaz ke sath hum aahang karen. Conditioner ke bajae sardiyon mein cold cream ka istemaal kiya jae jis mein oil aur cream ka istemaal kiya jata hai. Yeh garha hota hai aur jild ki nami ko zaya hone se rokta hai. Apne moisturizers se ziyada se ziyada faiyda hasil karne ke liye zaroori hai ke wo moisturizer istemaal karen jin mein Vitamins aur Madniyaat ka bhi istemaal kiya gaya ho. Jild ko khushk hone se bachane ke liye deegar baton par bhi tawajja di ja sakti hai. Sardiyon mein aik routine bana liya jae, jis par sakhti se amal kiya jae. Sab se pehle to ye karen ke garam pani se jild ko ziyasa na dhoey. Dosra bath ya shower lene ke bad forun moisturizers laga liya karen ta ke jo nami pani ke zariye jild mein pohnchi hai wo wahin ruk jae. Teesre haftey mein ek baar apni jild ko slow slow zaroor ragrhen ta ke murdah khaal utar jae aur nae khaal oper aa jae.
  • 4. TIGHT JILD ( Tight Skin) • Mahir jild, jild ko kasne aur tang karne ke liye kai tarike istemaal karte hain, magar kuch aese nuskhajaat bhi hain jinhe aap ghar mein bhi istemaal kar sakti hain, agar aap kisi mahir ki khidmaat hasil nahi karna chahti hain to ghar par hesab kuch ho sakta hai. Yeh tareeqa kaar Lotion se le kar Vitamin aur kolchin products tak mushtamil hai aur is mein cosmetics surgery bhi shamil hai. Skin ko kasne yani tight rakhne wali cream ko aap sari zindagi istemaal karen, magar dekhne wali baat ye hai ke aap is ka istemaal karen ya na karen. Ek waqt mein app ki umar app ki jild ko behraal mutassir karegi. Dhoop aur umar ki barhti hui jild mein colchin ko kam kar deti hai. Jo app ki jild ko narm aur mulaiym rakhta hai aur aik bharpoor look deta hai. Jaise jaise is ki miqdaar kam hone lagti hai.isi munasbat se app ko jild kasne ke tarikey par amal karne ki zaroorat parhne lagti hai. More Beauty Tips on UrduHelpline.blogspot.com
  • 5. TIGHT JILD ( Tight Skin) • Bila shuba is mein sab se behtreen intekhabaat cosmetic surgery hai. Khush qismati se jo khuwateen syrgery nahi karwana chahti hain un ke liye kuch mutabadil ka intezaam ho gaya hai. Misaal ke taur par Botox injection hai jis ko laga diya jae to jild khinch jati hai aur shikney door ho jati hain aur bhi dosrey tareeqe hain, wo bhi injection ke zariye khaal mein dale jate hain. Jild se lakeeren door karne ke liye edio views ka bhi istemaal kiya jata hai. Is process ko Therm age kaha jata hai. Aik aur tareeqa ti teen kehlata hai, jis mein infraaid shoaaeyn istemaal ki jati hain. Lazers technology mein musalsal izafa ho raha hai aur deegar shobon ke sath sath surgery mein bhi is ka istemaal kiya ja raha hai. Is technology se fiayda uthane se pehle kisi mahir jild se lazmi mashwara kar len. Bohat se ache lotions aur cream products hain jo chehre aur jism par lagai jaen to bohat faiyda hota hai. Surgery aakhri operation hai aur amooman Pait, Raan ( thigh ) aur face lift ke liye surgery karwai jati hai aur is se mard aur aurat dono yaksan faiyda utha sakte hain.
  • 6. JAMI HUI JILD • Qudrat ne jild ko androoni zaraye se tawanaai ke husool ka zariya banaya hai, magar hota ye hai ke 25 saal ke bad is tawanai mein kami hone lagti hai. Is ki wajah jild ki umar main izafa, wazan mein kami aur kuch beyroni ansar hai. Maslan dabao aur tanao aur dhoop waghera. Yeh sab jild ki fibre mein kami kar dete hain, jis ke bad jild ka pakka pan dheela parhne lag jata hai. Khush qismati se is kami ko hum dunyawi zaraey se pora kar sakti hain. Magar koshish ye karni chahiye ke waqt guzarne se pehle pehle bachao ka rasta apna lena chahiye, warna jild ko naqabil talafi nuqsan pohanch sakta hai. Aese mein aik aam aur rewayati moisturizers karaamad sabit nahi ho sakta.
  • 7. JAMI HUI JILD • Agar app ko apni jild ko pakka karne ki ziyada zaroorat hai to phir app ko “ orange skin ” ka masla hai. Jild ko pakka karne ke liye cream ko daeyre ki shakal mein lagaen aur us jild par ziyada lagaen jahan Jild jaldi loose ho jati hai. Paon par bhi isi andaaz mein lagaen magar thore ziyada dabao ke sath. Ye amal app ki jild ke tanao ko khatam kar dega. Khoon ki gardish mein izafa karega aur khaliyon ke qudrati andaaz mein faal kar deta hai. Is se raan ko shape milti hai. Pait flat ho jata hai.
  • 8. TAKIYE KI LAKEEREN (Pillow Creases) • In lakeeron ko pillow crease kaha jata hai. Jin ka chehre par namoodar hona khatre ki alamat hai. Ap subha sou kar uthti hain aur chehre par ek lakeer ko pati hain, jo ke guzishta kal maujood nahi thi. Ye lakeeren is takiye ki wajah se banti hain, jis par shikney parhi hoti hain aur ye bad mein sone ke dauran chehre par muntaqil ho jati hain. Achi baat yeh hai ke ye koi mustaqil lakeer nahi hoti aur chand ghanton mein ghayab ho jati hai, magar jab app mulazmat pesha hain to ghanta do ghanta kaise intezar kar sakti hain ?
  • 9. TAKIYE KI LAKEEREN (Pillow Creases) • Jis waqt app sou rahi hoti hain to app ki jild din bhar ki toot phoot ki murammat kar rahi hoti hai aur khud ko taza dam bhi. Der tak jild agar takiye ke sath ek he andaaz mein rahe to khoon ki gardish ruk jati hai. Aik wajah ye bhi hai ke jab log sou kar uthte hain to unhe chehre par lakeer nazar aati hai aur chehra sooja hua nazar aata hai. Jild surkh ho jati hai, aese mein app apni jild ko garam pani se dhoey aur moisturizer thora raghar kar lagae. Takiye se banne wali lakeer se bachne ka ek tareeqa yeh bhi hai ke app bilkul seedha soye, agar pehlo mein sona hai to takiya silk ke ghilaaf wala istemaal karen, jin par kam se kam shikney banti hain. Daily moisturizer lagaen ta ke jild ko zaroorat ke mutabiq nami milti rahe. Agarcha takiye se banne wali lakeeren mustaqil nahi hoti hain magar yeh bad mein jild ke liye masaiyl peyda kar sakti hain. Skin Care Tips in Urdu
  • 10. Read More On: Beauty Tips in Urdu