SlideShare a Scribd company logo
1 of 2
Beautiful Quotes of HAZRAT ALI (R.A)


   1. Tum Kisi Ko Chaho Or Woh Tumain Thukra Day To Yah Us Ke Bad Nasibi
       Hai. Or Us K Bad tum us ko Zabardasti Apnana Chaho To Yah Tumheray
       Nafs Ki Zillat hy.
   2. Tum Gulab Ka Phool Ban Jao q kay Yah Phool Us Kay Hathoon main bhi
       KUSHBU chor jata hai jo issay masal k phenk deta hy.
   3. Din ko rizk ki talash karo or raat ko usay talash karo jo tumhai rizk deta hy
   4. Yeh zindagi 2 din ki hai 1 din tumharay haq mai aur 1 din tumharay
       mukhaalif Jis din tumharay haq mai ho us din ghuroor mat kerna aur jis din
       tumharay mukhaalif ho us din sabr karna.
   5. Tum acha karo aur zamana bura samjhay , yeh tumharay haq mai behter
       hai bajaye is k tum bura karo aur zamana tum ko acha samjhay.
   6. Lambi umeedoon se perhaiz kia karo, kyon k yeh dosri naimtoon ko
       Tumhari nazar mai haqeer bana deti hain aur tum unki shukar guzari nahi
       kertay.
   7. Jub tum dunya ki muflisi se tung aajao aur rizq ka koi rasta na niklay Tu
       sadqa de ker ALLAH se tijarat karo.
   8. Apnay dushman ko hazar mouqa do k woh tumara dost ban jaye. LEKIN
       apna dost ko 1 bhi moqa na do k woh tumara dushman ban jaiy.
   9. Barish ka Qatra Seepi or Sanp dono kay Munah mein girta hai Jab keh Sanp
       ussay Zehar bana deta hai aur Seep Usay Moti. Jis ka jaisa “Zarf” waisi Uss
       ki “Takhleeq”
   10. Duniya Tumhain Us Waqt Tak Nahi Hara Sakti Jab Tak Tum Khud Se Na
       Haar Jao.
   11. Jo Dukh day Us se Taluq na rakho aur jis se Taluq na rakho usay dukh na
       do.
   12. Insan Gunah Kerne Ki Waja Se Jahanum Mein Nhi Jata Bal Keh Gunah Per
       Mutmaen Rehny Aur Tauba Na Krney Ki Waja Se Jahanum Mein Jata Hy.
   13. Jo tumhain khushi mein yad aaiy, samjho tum us se muhabbat kartey ho or
       jo tumhain gham mein yad aaiy to samjho woh tum se muhabbat kerta hay
   14. Acha Dost Kitni Dafa he kyon na rothay usay mana lena chahyay kyon k
       Tasbeeh k danay kitni dafa he kyon na bikhrein ikathay ker liyay jatay hain
   15. Koi mumlikat Kufer ke saath to chal sakti hai magar na insaafi ke saath nahi
   16. Main ne Allah Ko apney iraadon ke totney se pehchana hay
   17. Jab mere dua qabool hoti hai to mujhe khushi hoti hai ke Allah ne mere dua
       pori ki. Aur jab mere dua radd hojati hai to mujhey aur bhi zayada khushi
       hoti hai ke ye mere Allah ki marzi nahi
   18. Tumhari woh khamoshi jis ke baad tum se baat karney ki khawahish paida
       ho jaiey, tumharey uss kalam sey behtar hay jis ke baad tum ko khamosh ker
       diya jaiy.
   19. Khoobsorati kaproun se nahe ilm o adab se hoti hay
   20. Her shakhas ki qeemat woh hunar hay jo us ke ander hay
   21. Woh Gunah jis ka tumhein ranj ho Allah Tala k nazdik us neki se behtar hy
       ji se tum mein ghuroor paida ho jaiy.
22. Ikhtiar, Taqat Aur Dolat Milney Per Log Badaltay Nahi, Balkeh Be-Naqab
      Hotey Hain

HAZRAT ALI (Razi Allah Tala Anho)

More Related Content

What's hot

2.2 Mande: Taim ai blong spirit i bagarap (Matyu 13:3-7, 22)
2.2 Mande: Taim ai blong spirit i bagarap  (Matyu 13:3-7, 22) 2.2 Mande: Taim ai blong spirit i bagarap  (Matyu 13:3-7, 22)
2.2 Mande: Taim ai blong spirit i bagarap (Matyu 13:3-7, 22) Nickson Piakal
 
Buku Cara Cepat Belajar Membaca
Buku Cara Cepat Belajar Membaca Buku Cara Cepat Belajar Membaca
Buku Cara Cepat Belajar Membaca Tatik prisnamasari
 
الحواشي الأزهرية في حل ألفاظ الجزرية
الحواشي الأزهرية في حل ألفاظ الجزريةالحواشي الأزهرية في حل ألفاظ الجزرية
الحواشي الأزهرية في حل ألفاظ الجزريةسمير بسيوني
 
Iai bible genesis 1
Iai bible   genesis 1Iai bible   genesis 1
Iai bible genesis 1EternalWord
 
كيف نشرح النحو
كيف نشرح النحوكيف نشرح النحو
كيف نشرح النحوhotoon vered
 
پرسونا کیست
پرسونا کیستپرسونا کیست
پرسونا کیستnazaninjokar
 
Shughni bible luke 2
Shughni bible   luke 2Shughni bible   luke 2
Shughni bible luke 2ArabBibles
 
جمل تثبيت الوحدة1
جمل تثبيت الوحدة1جمل تثبيت الوحدة1
جمل تثبيت الوحدة1Jamal Jamall
 
Bahasa KadazanDusun Tahun 6 - Ujian Akhir Tahun (PuworkUtara)
Bahasa KadazanDusun Tahun 6 - Ujian Akhir Tahun (PuworkUtara)Bahasa KadazanDusun Tahun 6 - Ujian Akhir Tahun (PuworkUtara)
Bahasa KadazanDusun Tahun 6 - Ujian Akhir Tahun (PuworkUtara)PuworkUtara OnSlideshare
 
14 guarani ñe'e - regional ytusaingo - achegety
14 guarani ñe'e - regional ytusaingo - achegety14 guarani ñe'e - regional ytusaingo - achegety
14 guarani ñe'e - regional ytusaingo - achegetyRegional Ytusaingo
 
Santali bible gospel of john
Santali bible   gospel of johnSantali bible   gospel of john
Santali bible gospel of johnArabBibles
 

What's hot (20)

2.2 Mande: Taim ai blong spirit i bagarap (Matyu 13:3-7, 22)
2.2 Mande: Taim ai blong spirit i bagarap  (Matyu 13:3-7, 22) 2.2 Mande: Taim ai blong spirit i bagarap  (Matyu 13:3-7, 22)
2.2 Mande: Taim ai blong spirit i bagarap (Matyu 13:3-7, 22)
 
Kadazan bible
Kadazan bibleKadazan bible
Kadazan bible
 
Kadazan bible
Kadazan bibleKadazan bible
Kadazan bible
 
Dusun bible
Dusun bibleDusun bible
Dusun bible
 
Dusun bible
Dusun bibleDusun bible
Dusun bible
 
Buku Cara Cepat Belajar Membaca
Buku Cara Cepat Belajar Membaca Buku Cara Cepat Belajar Membaca
Buku Cara Cepat Belajar Membaca
 
الحواشي الأزهرية في حل ألفاظ الجزرية
الحواشي الأزهرية في حل ألفاظ الجزريةالحواشي الأزهرية في حل ألفاظ الجزرية
الحواشي الأزهرية في حل ألفاظ الجزرية
 
Boros Kadazan Dusun Tahun 5
Boros Kadazan Dusun Tahun 5Boros Kadazan Dusun Tahun 5
Boros Kadazan Dusun Tahun 5
 
Iai bible genesis 1
Iai bible   genesis 1Iai bible   genesis 1
Iai bible genesis 1
 
Palliri
PalliriPalliri
Palliri
 
كيف نشرح النحو
كيف نشرح النحوكيف نشرح النحو
كيف نشرح النحو
 
پرسونا کیست
پرسونا کیستپرسونا کیست
پرسونا کیست
 
Shughni bible luke 2
Shughni bible   luke 2Shughni bible   luke 2
Shughni bible luke 2
 
جمل تثبيت الوحدة1
جمل تثبيت الوحدة1جمل تثبيت الوحدة1
جمل تثبيت الوحدة1
 
Bahasa KadazanDusun Tahun 6 - Ujian Akhir Tahun (PuworkUtara)
Bahasa KadazanDusun Tahun 6 - Ujian Akhir Tahun (PuworkUtara)Bahasa KadazanDusun Tahun 6 - Ujian Akhir Tahun (PuworkUtara)
Bahasa KadazanDusun Tahun 6 - Ujian Akhir Tahun (PuworkUtara)
 
14 guarani ñe'e - regional ytusaingo - achegety
14 guarani ñe'e - regional ytusaingo - achegety14 guarani ñe'e - regional ytusaingo - achegety
14 guarani ñe'e - regional ytusaingo - achegety
 
3.5 Namba tu kalabus
3.5 Namba tu kalabus3.5 Namba tu kalabus
3.5 Namba tu kalabus
 
Belajar Membaca
Belajar MembacaBelajar Membaca
Belajar Membaca
 
Santali bible gospel of john
Santali bible   gospel of johnSantali bible   gospel of john
Santali bible gospel of john
 
bazaryabi8-8-93
bazaryabi8-8-93bazaryabi8-8-93
bazaryabi8-8-93
 

Beautiful Quotes Of Hazrat Ali

  • 1. Beautiful Quotes of HAZRAT ALI (R.A) 1. Tum Kisi Ko Chaho Or Woh Tumain Thukra Day To Yah Us Ke Bad Nasibi Hai. Or Us K Bad tum us ko Zabardasti Apnana Chaho To Yah Tumheray Nafs Ki Zillat hy. 2. Tum Gulab Ka Phool Ban Jao q kay Yah Phool Us Kay Hathoon main bhi KUSHBU chor jata hai jo issay masal k phenk deta hy. 3. Din ko rizk ki talash karo or raat ko usay talash karo jo tumhai rizk deta hy 4. Yeh zindagi 2 din ki hai 1 din tumharay haq mai aur 1 din tumharay mukhaalif Jis din tumharay haq mai ho us din ghuroor mat kerna aur jis din tumharay mukhaalif ho us din sabr karna. 5. Tum acha karo aur zamana bura samjhay , yeh tumharay haq mai behter hai bajaye is k tum bura karo aur zamana tum ko acha samjhay. 6. Lambi umeedoon se perhaiz kia karo, kyon k yeh dosri naimtoon ko Tumhari nazar mai haqeer bana deti hain aur tum unki shukar guzari nahi kertay. 7. Jub tum dunya ki muflisi se tung aajao aur rizq ka koi rasta na niklay Tu sadqa de ker ALLAH se tijarat karo. 8. Apnay dushman ko hazar mouqa do k woh tumara dost ban jaye. LEKIN apna dost ko 1 bhi moqa na do k woh tumara dushman ban jaiy. 9. Barish ka Qatra Seepi or Sanp dono kay Munah mein girta hai Jab keh Sanp ussay Zehar bana deta hai aur Seep Usay Moti. Jis ka jaisa “Zarf” waisi Uss ki “Takhleeq” 10. Duniya Tumhain Us Waqt Tak Nahi Hara Sakti Jab Tak Tum Khud Se Na Haar Jao. 11. Jo Dukh day Us se Taluq na rakho aur jis se Taluq na rakho usay dukh na do. 12. Insan Gunah Kerne Ki Waja Se Jahanum Mein Nhi Jata Bal Keh Gunah Per Mutmaen Rehny Aur Tauba Na Krney Ki Waja Se Jahanum Mein Jata Hy. 13. Jo tumhain khushi mein yad aaiy, samjho tum us se muhabbat kartey ho or jo tumhain gham mein yad aaiy to samjho woh tum se muhabbat kerta hay 14. Acha Dost Kitni Dafa he kyon na rothay usay mana lena chahyay kyon k Tasbeeh k danay kitni dafa he kyon na bikhrein ikathay ker liyay jatay hain 15. Koi mumlikat Kufer ke saath to chal sakti hai magar na insaafi ke saath nahi 16. Main ne Allah Ko apney iraadon ke totney se pehchana hay 17. Jab mere dua qabool hoti hai to mujhe khushi hoti hai ke Allah ne mere dua pori ki. Aur jab mere dua radd hojati hai to mujhey aur bhi zayada khushi hoti hai ke ye mere Allah ki marzi nahi 18. Tumhari woh khamoshi jis ke baad tum se baat karney ki khawahish paida ho jaiey, tumharey uss kalam sey behtar hay jis ke baad tum ko khamosh ker diya jaiy. 19. Khoobsorati kaproun se nahe ilm o adab se hoti hay 20. Her shakhas ki qeemat woh hunar hay jo us ke ander hay 21. Woh Gunah jis ka tumhein ranj ho Allah Tala k nazdik us neki se behtar hy ji se tum mein ghuroor paida ho jaiy.
  • 2. 22. Ikhtiar, Taqat Aur Dolat Milney Per Log Badaltay Nahi, Balkeh Be-Naqab Hotey Hain HAZRAT ALI (Razi Allah Tala Anho)