1. dil ki zidd ny mujhy majboor kia hai tujhy phir
se yaad karny par dosat warna hum faqeeron
ka nawabon sy kia talluq ....yaad rakhty hain
hum aaj bhi tumhain pahlay ki tara ay dosat
kon khta hai fasley doston ki yaad mita detay
hain .....bohut nakam ho kar hum ne apny fasly
badily badly dosat bohut majbor ho kar hum
ne tum ko be wafa samjha ......chalo choro yeh
subha subha ki baten or ,dosat, pehly yeh
batao raat khawabo men nhai ay khairiat to
thie .....hr rat rotay hway so jitay hn gham ki
chadar orh kr ae dosat kia mohabbat itna
barha gunha hy k es ki saza khatam hi nahi
hota .....jis k badle mein mujhe tum mil jao
main kisi aisi neki ki talash mein hon ,,,,,,,,
06.10.2016