SlideShare a Scribd company logo
1 of 5
HRELATE.COM
Home Remedies for Fair Skin – Janiye
Rangat Nikharne Ke Upay
• Jab bhi khubsurti ki baat ki jati hai, to gori nikhari twacha ka khayal sabse pehle hamare
dimag mai aata hai. Aajkal gori twacha har field ki demand ban gayi hai fir chahe wo job
interview ho ya fir shaadi ka rista judne ki baat . Gore rang hone se kai kaam aasani se ho
jate hai.
• Aur Iss gorepan ko pane ke liye aap kai tarah ke upay bhi karte hai. Jaise ki mehangi cream
aur lotion aadi ka istemal. Iss tarah ke products ka use karke aap khubsurat dikhne mai
safal to ho jate hai, lekin yeh khubsurti kuch hi samay tak rehti hai. Iske baad bhi itni
bhagdod ku? Hum aapko bata de ki aap ghar bethe bhi gori twacha paa sakti hai. To aaiye
jante hai Home Remedies for Fair Skin.
hrelate.com
hrelate.com
Gori Twacha Pane ke Gharelu Nushkhe
Yeh baat bhi sach hai ki aap apni rangat ko keval ek raat mai nahi badal sakti. Isliye ham
aapko aese prakratik tariko ke baare mai batayenge jisse aap twacha ka bina nukasan
kiye hafte bhar mai gori dikh sakti hai.
• Chandan (Sandalwood)
Twacha ka rang nikharne ke liye Chandan ka istemal bahut purane samay se kiya jaa raha
hai. Gori rangat dene ke alawa yeh allergy aur pimple ko bhi dur karta hai.
Lagane ki vidhi: Chandan powder mai ek chammach nimboo aur tamatar ka ras milaye.
Iss paste ko apne chehre aur gardan mai acchi tarah se lagakar thodi der baad pani se
dhole.
• Haldi (Turmeric)
Tawacha ki rangat ko nikharne ke liye haldi(Turmeric) bhi ek acha upay hai. Haldi mai
taaji malai, dudh aur besan milakar gaadha paste banaye, iss paste ko apne chehre par
10 minute laga kar rakhe aur thande pani se dho le. Besan naa hone ki stithi mai aap
gehu ke aate ka bhi istemal kar sakte hai.
hrelate.com
• Badam(Almond)
Shayad bahut kam log yeh baat jante honge ki badam se sirf sehat hi nahi banayi jaa sakti balki
rang bhi nikhara ja sakta hai. Raat ke samay 10 badam 1 pani bhare katore mai dalkar rakhe
aur subah uthte hi use chilkar uska paste bana le. Ab iss paste ke sath thoda sahad milaye aur
ab iss scrub ko apni twacha par lagaye aur scrub kare.
• Nimbu(Lemon)
Nimbu aur shahad ko acchi tarah milaye. Fir 20 minute ke liye iss ghol ko chehre par lagaye.
Baad mai thande pani se dho le. Agar aapki twacha dry hai to nimbu ki jagah khire ka prayog
bhi kar skte hai. Iss paste ko aap chehre ke alawa sharir ke baki hisse par bhi laga sakte hai.
Aap rat ko sote samay pratyax nimbu ka ras bhi laga sakte hai. Lekin dhayan rahe nimbu ka ras
lagate wakt aankho ko jarur bachaye, Ise lagane ke baad thodi si jalan hogi, lekin kuch der
baad yeh thik ho jayega.
• Dahi (Curd)
Plain dahi ko chehre par lagaye aur kuch der baad ise dudh se saaf kare. Dudh aur dahi mai
twacha ki rangat nikharne ke gun hote hai. Lagataar iska prayog karne se aapko khud hi
parivartan najar aane lagega.
hrelate.com
• Gulab Jal(Rose Water)
Gulab jal mai dudh, nimbu ka ras aur chane ka aata milaye. Iss paste ko din mai ek baar chehre
par lagaye aur 15 minute baad ise dho le. Iss paste ke niyamit prayog se aapki twacha mai
nikhar aayeg
• Kela (Banana)
Ek pake kele ko lekar acche se mash kar le aur chehre par lagaye. Tin ya char min baad ise dho le.
Aap chahe to isme kaccha dudh bhi mila sakte hai. Ise hafte mai ek baar jarur lagaye. Isse bhi
dhire dhire aapka rang nikharne lagega.
Inn Tariko Se Bhi Paa Sakte Hai Gora Nikhar
• Ek balti gungune pani mai do nimboo ka raas milakar garmiyo mai kuch mahine tak nahane
se tawacha ka rang nikharne lagata hai.
• Jyada pani pine se bhi twacha mai nikhar aata hai.
• Aawale ka murabba roj khane se do tin mahino mai hi rang nikharne lagta hai.
• Rojana subah sham khana khane ke baad thodi matara mai souf khane se khun saaf hone
lagta hai aur twacha ki rangat badalne lagati hai

More Related Content

Viewers also liked

Social Media in the Classroom - ICTEV Conf Gail Casey May12
Social Media in the Classroom - ICTEV Conf Gail Casey May12Social Media in the Classroom - ICTEV Conf Gail Casey May12
Social Media in the Classroom - ICTEV Conf Gail Casey May12Gail Casey
 
Hamare Rusoom wa Quyood: Syed Ali Naqi Naqvi Sahab t.s.
Hamare Rusoom wa Quyood: Syed Ali Naqi Naqvi Sahab t.s.Hamare Rusoom wa Quyood: Syed Ali Naqi Naqvi Sahab t.s.
Hamare Rusoom wa Quyood: Syed Ali Naqi Naqvi Sahab t.s.Jamal Mirza
 
Samit Malkani_TiE Institute_Social Media Content Strategy_280712
Samit Malkani_TiE Institute_Social Media Content Strategy_280712Samit Malkani_TiE Institute_Social Media Content Strategy_280712
Samit Malkani_TiE Institute_Social Media Content Strategy_280712Samit Malkani
 
English teachers who blog
English teachers who blogEnglish teachers who blog
English teachers who blogDET
 
Main Bitiya Rani Hoon Na
Main Bitiya Rani Hoon NaMain Bitiya Rani Hoon Na
Main Bitiya Rani Hoon NaSunil Kakkar
 
Tori.fi ostoaie ja big data
Tori.fi ostoaie ja big dataTori.fi ostoaie ja big data
Tori.fi ostoaie ja big dataJussi Lystimaki
 
English curriculum studies 1 - Lecture 1
English curriculum studies 1 - Lecture 1English curriculum studies 1 - Lecture 1
English curriculum studies 1 - Lecture 1DET
 
IND-2012-119 SBS Harvar ki Dhani -Safety Net for Elderly
IND-2012-119 SBS Harvar ki Dhani -Safety Net for ElderlyIND-2012-119 SBS Harvar ki Dhani -Safety Net for Elderly
IND-2012-119 SBS Harvar ki Dhani -Safety Net for ElderlyDFC2011
 

Viewers also liked (16)

Office
OfficeOffice
Office
 
"Lima una ciudad de reyes"
"Lima una ciudad de reyes""Lima una ciudad de reyes"
"Lima una ciudad de reyes"
 
Social Media in the Classroom - ICTEV Conf Gail Casey May12
Social Media in the Classroom - ICTEV Conf Gail Casey May12Social Media in the Classroom - ICTEV Conf Gail Casey May12
Social Media in the Classroom - ICTEV Conf Gail Casey May12
 
Aradhana
AradhanaAradhana
Aradhana
 
Raman2
Raman2Raman2
Raman2
 
Ch06 1
Ch06 1Ch06 1
Ch06 1
 
Bharti B'Day Slide
Bharti B'Day SlideBharti B'Day Slide
Bharti B'Day Slide
 
Hamare Rusoom wa Quyood: Syed Ali Naqi Naqvi Sahab t.s.
Hamare Rusoom wa Quyood: Syed Ali Naqi Naqvi Sahab t.s.Hamare Rusoom wa Quyood: Syed Ali Naqi Naqvi Sahab t.s.
Hamare Rusoom wa Quyood: Syed Ali Naqi Naqvi Sahab t.s.
 
S.S.C. Certificate0001
S.S.C. Certificate0001S.S.C. Certificate0001
S.S.C. Certificate0001
 
Samit Malkani_TiE Institute_Social Media Content Strategy_280712
Samit Malkani_TiE Institute_Social Media Content Strategy_280712Samit Malkani_TiE Institute_Social Media Content Strategy_280712
Samit Malkani_TiE Institute_Social Media Content Strategy_280712
 
English teachers who blog
English teachers who blogEnglish teachers who blog
English teachers who blog
 
Main Bitiya Rani Hoon Na
Main Bitiya Rani Hoon NaMain Bitiya Rani Hoon Na
Main Bitiya Rani Hoon Na
 
Tori.fi ostoaie ja big data
Tori.fi ostoaie ja big dataTori.fi ostoaie ja big data
Tori.fi ostoaie ja big data
 
English curriculum studies 1 - Lecture 1
English curriculum studies 1 - Lecture 1English curriculum studies 1 - Lecture 1
English curriculum studies 1 - Lecture 1
 
Traim lima 2
Traim lima 2Traim lima 2
Traim lima 2
 
IND-2012-119 SBS Harvar ki Dhani -Safety Net for Elderly
IND-2012-119 SBS Harvar ki Dhani -Safety Net for ElderlyIND-2012-119 SBS Harvar ki Dhani -Safety Net for Elderly
IND-2012-119 SBS Harvar ki Dhani -Safety Net for Elderly
 

More from cshradhha

Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye KhasBridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khascshradhha
 
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk GunCustard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Guncshradhha
 
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke LakshanBrain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshancshradhha
 
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se BharpurKale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpurcshradhha
 
Benefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindiBenefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindicshradhha
 
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki CharbiYoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbicshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbecshradhha
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upaycshradhha
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasthcshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajancshradhha
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundarcshradhha
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasthcshradhha
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Faydecshradhha
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptomscshradhha
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantcshradhha
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)cshradhha
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during periodcshradhha
 

More from cshradhha (20)

Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye KhasBridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
 
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk GunCustard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
 
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke LakshanBrain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
 
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se BharpurKale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
 
Benefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindiBenefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindi
 
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki CharbiYoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
 

Home Remedies for Fair Skin: Janiye Iske Aneko Upaye

  • 1. HRELATE.COM Home Remedies for Fair Skin – Janiye Rangat Nikharne Ke Upay
  • 2. • Jab bhi khubsurti ki baat ki jati hai, to gori nikhari twacha ka khayal sabse pehle hamare dimag mai aata hai. Aajkal gori twacha har field ki demand ban gayi hai fir chahe wo job interview ho ya fir shaadi ka rista judne ki baat . Gore rang hone se kai kaam aasani se ho jate hai. • Aur Iss gorepan ko pane ke liye aap kai tarah ke upay bhi karte hai. Jaise ki mehangi cream aur lotion aadi ka istemal. Iss tarah ke products ka use karke aap khubsurat dikhne mai safal to ho jate hai, lekin yeh khubsurti kuch hi samay tak rehti hai. Iske baad bhi itni bhagdod ku? Hum aapko bata de ki aap ghar bethe bhi gori twacha paa sakti hai. To aaiye jante hai Home Remedies for Fair Skin. hrelate.com
  • 3. hrelate.com Gori Twacha Pane ke Gharelu Nushkhe Yeh baat bhi sach hai ki aap apni rangat ko keval ek raat mai nahi badal sakti. Isliye ham aapko aese prakratik tariko ke baare mai batayenge jisse aap twacha ka bina nukasan kiye hafte bhar mai gori dikh sakti hai. • Chandan (Sandalwood) Twacha ka rang nikharne ke liye Chandan ka istemal bahut purane samay se kiya jaa raha hai. Gori rangat dene ke alawa yeh allergy aur pimple ko bhi dur karta hai. Lagane ki vidhi: Chandan powder mai ek chammach nimboo aur tamatar ka ras milaye. Iss paste ko apne chehre aur gardan mai acchi tarah se lagakar thodi der baad pani se dhole. • Haldi (Turmeric) Tawacha ki rangat ko nikharne ke liye haldi(Turmeric) bhi ek acha upay hai. Haldi mai taaji malai, dudh aur besan milakar gaadha paste banaye, iss paste ko apne chehre par 10 minute laga kar rakhe aur thande pani se dho le. Besan naa hone ki stithi mai aap gehu ke aate ka bhi istemal kar sakte hai.
  • 4. hrelate.com • Badam(Almond) Shayad bahut kam log yeh baat jante honge ki badam se sirf sehat hi nahi banayi jaa sakti balki rang bhi nikhara ja sakta hai. Raat ke samay 10 badam 1 pani bhare katore mai dalkar rakhe aur subah uthte hi use chilkar uska paste bana le. Ab iss paste ke sath thoda sahad milaye aur ab iss scrub ko apni twacha par lagaye aur scrub kare. • Nimbu(Lemon) Nimbu aur shahad ko acchi tarah milaye. Fir 20 minute ke liye iss ghol ko chehre par lagaye. Baad mai thande pani se dho le. Agar aapki twacha dry hai to nimbu ki jagah khire ka prayog bhi kar skte hai. Iss paste ko aap chehre ke alawa sharir ke baki hisse par bhi laga sakte hai. Aap rat ko sote samay pratyax nimbu ka ras bhi laga sakte hai. Lekin dhayan rahe nimbu ka ras lagate wakt aankho ko jarur bachaye, Ise lagane ke baad thodi si jalan hogi, lekin kuch der baad yeh thik ho jayega. • Dahi (Curd) Plain dahi ko chehre par lagaye aur kuch der baad ise dudh se saaf kare. Dudh aur dahi mai twacha ki rangat nikharne ke gun hote hai. Lagataar iska prayog karne se aapko khud hi parivartan najar aane lagega.
  • 5. hrelate.com • Gulab Jal(Rose Water) Gulab jal mai dudh, nimbu ka ras aur chane ka aata milaye. Iss paste ko din mai ek baar chehre par lagaye aur 15 minute baad ise dho le. Iss paste ke niyamit prayog se aapki twacha mai nikhar aayeg • Kela (Banana) Ek pake kele ko lekar acche se mash kar le aur chehre par lagaye. Tin ya char min baad ise dho le. Aap chahe to isme kaccha dudh bhi mila sakte hai. Ise hafte mai ek baar jarur lagaye. Isse bhi dhire dhire aapka rang nikharne lagega. Inn Tariko Se Bhi Paa Sakte Hai Gora Nikhar • Ek balti gungune pani mai do nimboo ka raas milakar garmiyo mai kuch mahine tak nahane se tawacha ka rang nikharne lagata hai. • Jyada pani pine se bhi twacha mai nikhar aata hai. • Aawale ka murabba roj khane se do tin mahino mai hi rang nikharne lagta hai. • Rojana subah sham khana khane ke baad thodi matara mai souf khane se khun saaf hone lagta hai aur twacha ki rangat badalne lagati hai