-
Be the first to like this
Slideshare uses cookies to improve functionality and performance, and to provide you with relevant advertising. If you continue browsing the site, you agree to the use of cookies on this website. See our User Agreement and Privacy Policy.
Slideshare uses cookies to improve functionality and performance, and to provide you with relevant advertising. If you continue browsing the site, you agree to the use of cookies on this website. See our Privacy Policy and User Agreement for details.
Published on
"Woh aakhir kaar aane waala kaun? Jiska shohra pahle se tha, jiska awaza har daur ki faza meiN gooNj raha tha, jiska intezar wajood ke pahle hua, jo wajood ke baad bhi Muntazar raha, jiska intezar Isa ko charkhe chaharum par, millat e Islam ko duniya meiN hai. Shariyat ko uska intezar ke woh aaey to zinda ho, Islam ko uska intezar ke woh aaey to ghalib ho, haq ko uska intezar ke woh aaey to zahir ho, duniya ko uska intezar ke woh aaey to adl o insaf se mamlu ho.
Jaise Rasool (saww) ke aane ki peshiingoiyan tamam Rasoolane ma'salaf deite rahe aur apni ummatoN ko muntazir banaate rahe, waise hi Imam (a.s.)ke aane ki peishingoi Rasool (saww) aur unke baad ke 11 Imam a.s. farmate rahe, aur har zamane waloN ko basharateiN deite rahe. Rasool (saww) ki bayan ki hui peishingoiyaN Islam ke donoN fareeq Shia wa Sunni ki kitaboN meiN mutTafeqa haisiyat se darj haiN."
Be the first to like this
Be the first to comment